You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Is duniya main 3 tarha k log
Is duniya main 3 tarha k log
Roman Urdu SMS listing three kinds of fortunate people — those with true love, a good friend, and the sender's repeated messages.
Is duniya main 3 tarha k log
khushnaseeb hotey hain
1 jinhye sucha piyar milta hai
2 jinhye acha friend milta hai
3 jinhain mera sms bar bar milta hai
Related SMS
- Main duniya bhool jata hon
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai
- Ache dost "haath" aur "ankh" ki tarha hote hain
- Yeh zara zara si baat per,Tarha tarha ka azaab kiyon?
- 1 phool ki tarha
- Duniya jalti hay
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Is duniya mein dost kam milenge
- Such yeh duniya badi zalim hai
- Hum apni duniya alag basain gay
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- MAIN HON SIRF AAP KI
- Subzi Mandi ki tarha
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- Kaash k Duniya aisi ho…..
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Ab duniya walay bhugtain gay
- Jab tum is duniya se jaoge
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- bottle main Pepsi say zyaada ....
- Jism ki tandrusti "NAMAZ" main hai
- Guzre dinon ki bhuli hoi bat ki tarha
- ibadat main 2 chizain
- Kuch to khas tha hato ki lakeer main
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai jahan bhi jaoon yeh lagta hai, teri mehfil hai yeh aasmaan, yeh badaal, yeh raste, yeh hawaa har aik cheez hai apni jagha thikane pe kaii dino se shikayat nahi zamane se Yeh zindagi hai safar, tu safar ki manzil hai jahan bhi jaoon yeh lagta […]
A warm Roman Urdu metaphor for deep friendship: just as eyes weep when hands hurt, a true friend feels your pain as their own. Ache dost "haath" aur "ankh" ki tarha hote hain, Jab "hath" ko takleef hoti hai to "Ankh" roti hai, Aur jub "ANKH" roti hai to "Hath" ansu pochtay hain.'-..'-.
Yeh zara zara si baat per, Tarha tarha ka azaab kiyon? Jo kisi say bhi khafa na ho, Mujhey us khuda ki talash hai. Mujhey laghzishon pay her ghari, Koi tokta hay baar baar. Jisay ker k dil ko dukh na ho, Mujhey us gunah ki talash hai, Bina Humsafar k kab talak, Koi musafaton […]
Roman Urdu SMS comparing a loved one to a flower: impossible to break or abandon without loss either way. Aap mere liye 1 phool ki tarha hain .. Jisay hum chor bhi nahi sakte or tor bhi nahi saktay tor liya tou murjha jao gaye chor diya to koi or lay jaye ga.!!!
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.
Observes that the world is cruel and SMS is cheap — yet people still can't bring themselves to send one. De kar haath dosti ka wapis lia nahi jata, Is nazuk mohabbat ko zakham diya nahi jata, Such yeh duniya badi zalim hai, SMS itna sasta he phir bhi kia nahi jata
A short romantic verse in Urdu about building a private world with someone and living joyfully together. Hum apni duniya alag basain gay, Usay yadoon say sajayain gay, Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay, Usay abad karain gay hum, Her dum shaad rahain gay,
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Roman Urdu SMS listing an ideal woman's qualities — modesty, fragrance of a rose, devotion to prayer, and service to parents. 1 bat bataon RAAZ ki, karo us larki se "AASHQI", Jis k chehre pe ho "SAADGI", Sanso mai ho "TAAZGI", Chandni ho "CHAND ki, Rani ho "RAAT" ki, Khushbo ho "GULAB" ki, Batein kare […]
A friend's face described feature by feature in vegetable terms — lips like okra, cheeks like tomato, the whole face like cauliflower. Lips Bhindi ki tarha, Gaal Tamatar ki tarha, Eyes Matar ki tarha, Poora Face Gobih ki tarha, Ya Allah Ek hi Dost diya, Wo bhi Subzi Mandi ki tarha!!!
Those who never found love in this world go searching for it in the next. Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
Koi dukh na ho koi ghum na ho, Koi aankh kabhi num na ho, Koi dil kisi ka tore na, Koi sath kisi ka chore na, Bas piyar ki nadiyan behti ho, Kaash k Duniya aisi ho€¦..
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Heaven celebrated wildly when you were born — the angels were relieved their problems were finally someone else's. Jab ap paida howay, Tab akash se phool barsay, Parion ne jashan kia, Farishton ne ghee k chiragh jalae, or bolay . . . . Hamari jan chuti Ab duniya walay bhugtain gay
A reincarnation taunt dressed in spiritual-sounding verse, wishing the recipient a next life with a long tail and four legs. Jab tum is duniya se jaoge, Door kahin ek naya janam paoge, Is baar jo hua bahut bura hua, Agli baar tum ek lambi pooch aur chaar taang paoge.
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna, Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna. Meri ankhon k sary deep bujha dena, Per us ki ankhon k sary khuwab salamat rakhna
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main Woh apna aks chore gayi mere khuwaab main Ab tak woh mere zehen main uljha sawaal hai Shaamil rahi jo har ghari mere nisaab main Aankhon main neend hai na koi khuwaab door tak Rehte hain hum bhi aaj kal waise azaab main Milta hai gardishon […]
Nobody truly does anything for anyone else — not even the living stand by the living half as much as they claim. Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi […]
The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
A funny Roman Urdu miss you SMS comparing how much the sender misses someone to a series of increasingly absurd benchmarks. bottle main Pepsi say zyaada.... used Socks main smell say bhi zyaadaa.... Adnan Sami main charbi say zyaada... Mithai main sweet say zyaada... Pakistan main coruption say zzyaada... I MISS U
Roman Urdu verses pairing physical health with prayer, mental clarity with dhikr, and inner peace with Durood. Calm and devotional. Jism ki tandrusti "NAMAZ" main hai, Dil ki taqat TILAWAT-E-QURAN main hai, Dimagh ki quwwat ZIKER-E-ELAHI main hai, Rooh ki rahat DUROOD SHAREEF main hai,
Guzre dinon ki bhuli hoi bat ki tarha, Ankhon me jagta he koi rat ki tarah, Tumse umed thi k nibhao gy dosti, Tum bhi badal gaye Karachi k halaat ki tarah.
Roman Urdu quote from Hazrat Ali (R.A) naming his two most valued acts of worship: Fajr prayer in winter cold and Ramadan fasting in summer heat. Mujhey ibadat main 2 chizain bohut pasand hain, Sard mosam main FAJAR ki NAMAZ aur Garam mosam main RAMZAN k rozay {Hazrat Ali R.A}
Tanha tha is duniya ki bheer main Socha koi nahin mery taqdeer main Aik din aap ne dosti ka hath barhaya To laga kuch to khas tha hato ki lakeer main