You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Insult SMS » Jab tum is duniya se jaoge
Jab tum is duniya se jaoge
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
Related SMS
- Zindagi ki raho pe jab aage jaoge
- Duniya jalti hay
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Is duniya mein dost kam milenge
- Ab duniya walay bhugtain gay
- Kaash k Duniya aisi ho…..
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Hum apni duniya alag basain gay
- Is duniya main 3 tarha k log
- Such yeh duniya badi zalim hai
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- Main duniya bhool jata hon
- Maut se pehle hamara sath na chor paoge
- Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge,
- Bura Lagta hai
- Ashiq ban gaya
- kis tarha mainay sambhaley merey jazbaat na pooch
- Hindi friendship new year shayari
- Khaali jaam liye baithe ho
- Meri zindagi ki kitab ka
- Baar baar yeh din aaye,
- Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
- Ghair Ki Nazron Se Wo Khud Ko Bachati Thi Bahut
- Muskurati bohut ho
Zindagi ki raho pe jab aage jaoge, Peeche ek saya tum hardam paoge, Mud k dekhoge to tanhai hogi, Agar mahsoos karoge to humko paoge.
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.
Jab ap paida howay, Tab akash se phool barsay, Parion ne jashan kia, Farishton ne ghee k chiragh jalae, or bolay . . . . Hamari jan chuti Ab duniya walay bhugtain gay
Koi dukh na ho koi ghum na ho, Koi aankh kabhi num na ho, Koi dil kisi ka tore na, Koi sath kisi ka chore na, Bas piyar ki nadiyan behti ho, Kaash k Duniya aisi ho€¦..
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Hum apni duniya alag basain gay, Usay yadoon say sajayain gay, Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay, Usay abad karain gay hum, Her dum shaad rahain gay,
Is duniya main 3 tarha k log khushnaseeb hotey hain 1 jinhye sucha piyar milta hai 2 jinhye acha friend milta hai 3 jinhain mera sms bar bar milta hai
De kar haath dosti ka wapis lia nahi jata, Is nazuk mohabbat ko zakham diya nahi jata, Such yeh duniya badi zalim hai, SMS itna sasta he phir bhi kia nahi jata
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna, Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna. Meri ankhon k sary deep bujha dena, Per us ki ankhon k sary khuwab salamat rakhna
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Kia kahon tumhain? khuwab kahon to bikhar jaoge! dil kahon to toot jaoge! Lo, tumhara naam zindagi rakh deti hon..! Maut se pehle hamara sath na chor paoge...!!
Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge, In tanhayon me saath hame hi paoge, Door hain tum say to kya huwa, In dooriyon me sabse kareeb hame hi paoge.
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai Mery chahat ka takaza hai mere sath raho ghair ka hath jo thamo tu bura lagta hai Arzo hai tere her roop ko her pal dekhon tum mere pas sey utho tu bura lagta hai Roz-e-shab aaj b […]
Ashik ban gaya,Mat karo waar, Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar. Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar, Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar. Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam, Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.
kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch dil se nikli hui honton me dabi baat na pooch wo kis adaa se merey saamnay se guzraa abhi kis tarha mainay sambhaley merey jazbaat na pooch waqat jo badley to insaan badal jaatey hain kya nahi dikhlaatey yeh gardish-e-halaat na pooch wo kisi ka […]
Meri Chah Hai Naya Saal Ho Kuch Aisa Na Ho Jisme Koi Kisi Ka Dil Dukhane Wala Duniya Mein Nahi Hain Jinka Koyi Naya Saal Me Ho Unko Koi Gale Lagane Wala Ujadi Huyi Aankhe Jinki Zindagi Me H Andhera Naya Saal Ho Unhe Dubara Sapne Dikhane Wala Tanha Aur Udaas Logo K Aashiyano Mein, […]
Khaali jaam liye baithe ho,un aankhon ki baat karo, Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo, Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil Jin tak jaam nahin pahuncha hai un pyaason ki baat karo Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan, Jin yaadon se dil […]
Mujhay apne zabt pe naaz tha,sar-e-bazm raat yeh kia huwa Meri ankh kaise chalak gai, mujhay gham hay yeh bura hua Meri zindagi ke cheragh ka, ye mezaj kuch naya nahin Abhi roshni abhi teergi, na jala hua na bujha hua Mujhay jo bhi dushman -e-jaan mila, woh pukhta kaar jafa mila Na kisi ki […]
Baar baar yeh din aaye, baar baar yeh dil gaaye, tu jiye hazaro saal, yehi hai meri aarzoo, Happy Birthday To You !!!
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai, Sooraj ne gagan se Salam bheja hai, Mubarak ho Aapko Naya Janam Din, Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai !
Khuwaab Min Aa ker Wo Meri Neend Uraati Thi Bahut, Her Ghari Wo Dekh kar Muskurati Thi Bahut, Chor Hi Dena Pada Ghabra kar Us k Shaher Ko, Yaad Uski Raat Din Mujh ko Rulati Thi Bahut, Apni Baahon Me Jab Jakar Leti The Ranjo Alam, Aa k Ek Andaaz Me Mujh ko Hansaati Thi […]
Aaj kal tum mushkurati bahut ho, mere dil ko bhaati bahut ho, dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe, par suna hai tum khaati bahut ho!