You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Barish SMS » Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke
Dark situational humor: a grieving widower walks home from his wife's cremation and interprets a sudden thunderstorm as confirmation she made it.
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke,
Ghar ja raha tha ke achanak bijli, Chamki, Badal garje,
Zor se barish(rain) shuru hoi,
Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
Related SMS
- Lagta hai pahunch gai
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- Awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta
- Sharif aadmi shadi k baad
- Biwi ka khoon aik hi hai?
- 1 line main bol biwi chahiye
- Biwi pani se bohat darti hai
- Sirf apni zarorut k waqt yaad karta hay
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
- Aisi apni wife ho
- Apni Surat ka kabhi to didaar de
- apni yadoon ka ghulam ker gaya
- Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay.
- Hum apni duniya alag basain gay
- aik bandar ka bacha apni maan say
- 3 din apni hassi nahi rok paya tha
- Hum apni rooh ...
- Apni Manzil Pe Pohanchna
- Apni sans ko bahar nikalo
- Samjha do apni yadoon ko
- Biwi aur premika sath sath
- Her ada aus ki pasad thi apni
- Ham hi tang kar kar k apni yaad dilaingay
- Kuch apni taqdeer se dur lagta hai
- Apni hath ki lakeron ko mat dekho
- Hum to apko hi apni jaan mante hai
- Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni
- Apni bay basi kis tarah kahain
- Dewangi se kum na thi kuch apni justuju
- Ujalay apni yaadon k......
A Hindu man walks home after his wife's cremation; a sudden storm erupts and he nods knowingly — she's arrived. Aik hindu apni biwi ka antim sanskar kar k ghar ja raha tha ki achanak bijli chamki, badal garje, zor se baarish shuru hui dukhi aadmi bola: Lagta hai pahunch gai
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Memon's wife dies in the morning; he rushes to the kitchen and tells his daughter to cook one fewer breakfast. 1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,“1 banday ka nashta kam banana”
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta. Dr: Aaisa kab hota hai? Sardar: Phone karte waqt.
Husband sweetly tells wife she is his everything; wife calmly responds that he is now her Farhan, Saad, and Noman combined. Ek shareef admi shadi k bad apni B.V ko bola: Aaj sey tum he meri ZINDAGI ho, PYAAR ho, TAMANNA hoo! B.V: aor aaj sey aap he mere leye FARHAN hain, SAAD hain NOMAN […]
A doctor asks a husband if he and his wife share the same blood type. Husband says of course — she's been drinking his for fifty years. Doctor ne admi se pucha … Kia aap ka aur aapki biwi ka khoon aik hi hai? Admi ne kaha.. Kiu nahi? Zarur hoga! Pachaas(50) saal se mera […]
Sardar lists every possible life problem for God to send him — God interrupts and tells him to just say he wants a wife. Sardar: bhagwan mujhey dard day dukh day tension day mujhey barbaad ker day, meray peechay bhoot laga day. Bhagwan: abay salay aik line main bool biwi chahiye
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai. Friend : Acha wo kaise? Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai bhi security guard k sath bethi thi.!!
Roman Urdu SMS reframing being remembered only in need: if someone seeks light in the dark, they have made you their light. Agar koi tum ko sirf apni zarorut k waqt yaad karta hay to pareshan mat hona bulkay fakhar karna k us ko andhairon mein roshni ki zarorut hay aur woh tum ho.
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se […]
Aisi apni wife ho aisi apni wife ho 5.5 jiski hight ho jeans jiski tight ho chehra jiska bright ho waight main thori light ho umer main diffrence slight ho thori se woh quite ho to mamorable her ek night ho aisi apni wife ho sarak per sub kaheen kia cute hey bheer main sub […]
Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de
aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........
Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhay day do Mein doob jaon tumhari udas aankhon mein Tum apnay dard ki gehraiyan mujhay day do
Urdu SMS that puts it plainly: we showed our side of this friendship. Now it's your turn to reply or delete. Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay, Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay, Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me, Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!
A short romantic verse in Urdu about building a private world with someone and living joyfully together. Hum apni duniya alag basain gay, Usay yadoon say sajayain gay, Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay, Usay abad karain gay hum, Her dum shaad rahain gay,
A baby monkey asks its mother why it's so ugly — mom says be grateful, and points the real insult at whoever's reading the message. aik bandar ka bacha apni maan say: maa main itna badsurat kyon hoon maa beta khuda ka shukar karo aur, usay dheko jo message pardh raha hai
A boy brags that a girl smiled at him — and his friend has a far more extreme reaction to the boy's face to share. Boy to friend: Dekho voh ladki meri taraf dekh ke muskura rahi hai. Friend: Yeh to kutch bhi nahi, jab maine pehli bar tumari shakal dekhi thi to 3 din […]
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz.... Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Apni Manzil Pe Pohanchna Kisi Moa'jzey Se Kam Nahi 'Faraz' Raah-Guzar Pathar K Hain Aur Hum-Safar Seeshey Ka ... !!!
Why Did Lady Throw Out Her Mother-In-Law? Because Baba Ramdev (Yoga walay) Said "Apni Saans Ko Bahar Nikalo..!!"
Samjha do apni yadoon ko, wo bin bulaye pas aaya karti hain, aap to dur reh kar satate ho magar, wo pas aakar rulaya karti hain
Mamu panics that his wife and girlfriend are arriving at the same time — his friend cuts him off because he was about to say exactly the same thing. MAMU : Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath AA rehli hain. MAMU KA DOST : Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna, Phir tasawur main khud se sharmaty rehna, Her ada aus ki pasad thi apni, Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna, Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar, Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna
A playful promise — since you're too busy to remember us, we'll keep nudging until you do. Rishta banaya he to nibhayenge, har pal apko hasain gay, Pata he ap ko fursat nai hamain yad karne ki, ham hi tang kar kar k apni yaad dilaingay.
Mohabbat ki zanjeer say dur lagta hai, kuch apni taqdeer se dur lagta hai, Jo mujhey tum se juda karti hai, Haath ki us lakeer se dur lagta hai...
Kitno ki taqdeer badalni hai tumhein Kitno ko rasto pey lana hai tumhein Apni hath ki lakeron ko mat dekho In lakeron say agay jana hai tumehin
Considers replying to your SMS an act of faith — you are my life, not just someone to message. Aapke sms ko Ehsaan mante hai, Jawab dena emaan mante hai, Woh aur hai jo pyaar mein jaan dete hai, Hum to apko hi apni jaan mante hai.
Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi Is qadar akele ho gai hain aaj kal Koi satata bhi nahi or koi manata bhi nahi
Eyes can't speak it, lips won't say it — how do you explain that you simply cannot exist without this person. Aankhon ki zuban woh samajh nahin patay, Hont magar kuch bhi keh nahin paatay, Apni bay basi kis tarah kahain, Koi hay jis k bina hum rah nahin patay.
Dewangi se kum na thi kuch apni justuju, Hum bewafa jahan mein wafa dhondte rahay, Mehromiyon k dor mein Kin hasraton k sath, Hum chulon ki BIRYANI mein BOTI dhondte rahay:-D
humara DIL saweeray ka sunehra jaam ho jaye chiraghon ki tarah ankhein jalein aur shaam ho jaye kabhie tow asmaan se chand utray jaam ho jaye tumharay naam ki ek khoobsurat shaam ho jaye ajab halaat thay yun dil ka soda ho geya akhir mohabbat ki haveeli jis tarah nelaam ho jaye sumandar k safar […]