You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Adult SMS » Biwi pani se bohat darti hai
Biwi pani se bohat darti hai
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend : Acha wo kaise?
Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub
mai bhi security guard k sath bethi thi.!!
Related SMS
- Santa k ghar main talaab ka pani
- Pyase ko 1 qatra pani kafi hai
- Meri chahat hy pani k bulbulay jesi
- Mulakat ka arman bohat hai.
- 1 line main bol biwi chahiye
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke
- Bohat Asaan Lagta Hay
- Zameen per nahin tot'ti pani mein tot jati hai
- 1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya
- Biwi aur premika sath sath
- Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
- Biwi ka khoon aik hi hai?
- Pani dene se pehle boil...
- Pani ki bondain phulon ko bhiga rahi hai
- Lahroon say pani ko hataya nahin jaata
- Bohut bohat EID MUBARAK
- 1 makhi ki halat bohat kharab
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- Tera bohat memory aa rela tha
- Aaj kajal jo lagaya to bohut yaad aaya
- Tu to ghar ja..!
- Hum nazuk nazuk dil waley
- Bhari mehfil
- 1 pathan airhostess se
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya
- Pehle woh meri girlfrnd thi
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Kuttey nay kaat liya tha
- Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum
- Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai
- Kis ki thi ?
Classic Santa-Banta format: someone rushes to tell Santa his house is flooded; Santa says impossible because he has the key. 1 banda bhahta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay. Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas […]
Pyase ko 1 qatra pani kafi hai, ishq mein 4 pal ki zindgani kafi hai. Dubney ko samander mein jayain kahan, unki palkon sey tapka wo pani kaafi hai.
Meri chahat ka hisab jo lagao gay, To meri chahat ko bayhisab pao gay, Meri chahat hay pani k bulbulay jesi, Zara sa thukrao gy to dhondtay reh jao ge,
jeene k lye dard ka samaan bohat hai, kuch roz se apna dil pareshan bohat hai, milte hain shabo-roz sabhi log hum se, aik tjh se mulakat ka arman bohat hai.
Sardar lists every possible life problem for God to send him — God interrupts and tells him to just say he wants a wife. Sardar: bhagwan mujhey dard day dukh day tension day mujhey barbaad ker day, meray peechay bhoot laga day. Bhagwan: abay salay aik line main bool biwi chahiye
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Memon's wife dies in the morning; he rushes to the kitchen and tells his daughter to cook one fewer breakfast. 1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,“1 banday ka nashta kam banana”
Dark situational humor: a grieving widower walks home from his wife's cremation and interprets a sudden thunderstorm as confirmation she made it. Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke, Ghar ja raha tha ke achanak bijli, Chamki, Badal garje, Zor se barish(rain) shuru hoi, Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
Kabhi Teri Rafaaqat Sey Nikalna Hi Nahin Mumkin Kabhi Daaman Chura Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Tum Roth'tey Ho To Ajab Mushkil C Parrti Hay Kabhi Tujhko Mana Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Samjha Karo Kuch Faisley Halaat Kartey Hain Kabhi Waaday Nibha Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Kuch Din Tumharey Bin […]
A classic object riddle asking what doesn't break when thrown on the ground but shatters in water — think laterally for the answer. Wo kon si cheez hai jis ko agar zameen pe painko to nahi tootti, Lekin agar pani mein painko to toot jati hai.
A Pathan joke built on a simple mix-up about the word 'abu' (father). 1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya Phir Uski Behan Ka phone Aya, Pathan Or B ziada Rone Laga. Logon Ne Pucha,kya hua? Pathan: Meri Bahan K Abu Ka B Intiqal Ho Gya
Mamu panics that his wife and girlfriend are arriving at the same time — his friend cuts him off because he was about to say exactly the same thing. MAMU : Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath AA rehli hain. MAMU KA DOST : Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha […]
A doctor asks a husband if he and his wife share the same blood type. Husband says of course — she's been drinking his for fifty years. Doctor ne admi se pucha … Kia aap ka aur aapki biwi ka khoon aik hi hai? Admi ne kaha.. Kiu nahi? Zarur hoga! Pachaas(50) saal se mera […]
A doctor's simple advice to boil the baby's water before giving it leaves a Sardar genuinely worried about the child's survival. Doctor: Bachey ko paani dene se pehle boil ker lena chahiye ... Sardar: Lekin Janab Boil karne se bacha marr tou nahi jaye ga...
Pani ki bondain phulon ko bhiga rahi hai Thandi lehren ek tazgi jaga rahi hai, Ho jaye aap b inme shamil Ek pyari si subah aapko jaga rahi hai GOOD MORNING
Ghamon main hasnay walon ko rulaya nahin jata, Lahroon say pani ko hataya nahin jaata, Bananay walay ban jatay hain apnay, Kisi ko keh ker apna banaya nahin jata
Warm Roman Urdu Eid greeting from deep in the heart, praying for happiness, God's mercy, and success for the recipient and their whole family. Khushyon k is pur masarrat moqay per bohut bohat EID MUBARAK dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k... Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon […]
A fly visits the doctor after falling into tea — a Memon sucked on it so enthusiastically the fly is in a terrible state. 1 makhi ki halat bohat kharab thi wo doctor k paas gayai! Doctor: kiya howa? Makhi: Bus chai main gir gayai thi ek "MEMON" nay choos choos ker bura haal ker […]
Nature, wind, and clouds all say fall in love — but the family verdict is blunter: you're too young, just wait. Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
A Munna Bhai-style street SMS confessing that after all this time, the sender still misses the recipient — using "item" as the highest possible compliment. Tera bhot memory aa rela tha, Itna tem ho gela hai, tere ko dekha bhi nai, Akha life mei tere jesa 1 item mila apanko, miss to karega
aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya meri aankh k her ansu pe rone wala aj jab aankh yeh roi to bohat yaad aya jo mere dard ko seene mein chupa lera tha aj jab dard hua mujhe to bohat yaad aya jo meri aankh mein kajal […]
A Sardar and his son get lost in the jungle — the Sardar beats the boy and delivers advice that only makes sense on very slow reflection. Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya. Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga aur bola: . . . […]
Hum nazuk nazuk dil waley Kabhi hastey hain kabhi rotey hain Kabhi dil mein khwab parotey hain, Kabhi mehfil mehfil phirtey hain, Kabhi zaat mein gum ho jatey hain, Kabhi chup ki mohar sajatey hain, Kabhi geet labon par atey hain, Kabhi sab ka dil behlatey hain, Kabhi khud tanha ho jate hain, Kabhi shab […]
Alone in a crowded room, thinking only of one person — searching for them in flowers, in everything. Bhari mehfil mein tanha rehna acha lagta hai Tere barey mein sochte rehna acha lagta hai Kabhi pholon mein, kabhi kaliyon mein Tujh ko hi dhoondhte rehna acha lagta hai Meri zindgi ki khushiyan tumhi se hain […]
Sardar tells the air hostess she looks just like his wife; she slaps him; he says: same habit too. 1 sardar airhostess se, "Aapki shakal meri biwi si bohut milti hai!" Hostess ne zordar thappar us k mun pe mara.. sardar forun bola:"Adat bhi bohut milti hai"
Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat […]
The evolution of a relationship told in communication patterns — from attentive girlfriend to dominant fiancée to a marriage that keeps the whole neighborhood awake. Pehle woh meri girlfrnd thi, Mein bolta tha wo sunti thi, Phir woh meri mangetr bani, Woh bolti thi mein sunta tha Jab se woh meri BIWI bani, Hum dono […]
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
A husband carrying his wife's coffin explains a dog bit her; the long queue of men behind him are all waiting to borrow that dog. Husband apni wife ka janaza le ker ja raha tha. Janazay k aag 1 kutta or pche aadmiyon ki lambi line thi, Ek aadmi aakar pochta he,"Bhai yeh sab howa […]
Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum, Ankhon mein aansu hai ya udas hai ham, Kaise kahain k kaisey hain ham, Bas itna samaj lena k tum bin bohat akele hai ham,
Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai, Yeh faslay aur bhi barh jayain tou acha hai, Tumhari chahatain hum ko nahin hasil, To ab ghair hi bun jayain tou acha hai, Hamari to umer guzri hai teri chahat main, Tu is aag main na jalay to acha hai, Barsoon se thi Dua k tu […]
Zakhm_e_Tanhai Mein Khushbo_e_HinA Kis Ki Thi Saaya Deevar Per Mera Tha, Sada Kis Ki Thi Os ki Raftaar Say Lipti Raheen Ankhein Meri Os Ne Murr Kar Bhi Na Dekha k Wafa Kis Ki Thi Ansuon Say He Bhar Gaya Daaman Mera Haath To Main Ne Uthaaya Tha, Dua Kis Ki Thi Meri Aahon Ki […]