You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » 1 makhi ki halat bohat kharab
1 makhi ki halat bohat kharab
1 makhi ki halat bohat kharab
thi wo doctor k paas gayai!
Doctor: kiya howa?
Makhi: Bus chai main gir gayai thi
ek "MEMON" nay choos
choos ker bura haal ker dia
Related SMS
- Sardar ne makhi k par tor k kaha
- Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
- Kia halat ho gai hai zamane ki
- Mulakat ka arman bohat hai.
- PaPa kehnay say lipstic kharab hoti hay
- Bohat Asaan Lagta Hay
- Bell kharab hay ...
- Biwi pani se bohat darti hai
- Bohut bohat EID MUBARAK
- 1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- Tera bohat memory aa rela tha
- Is Faaslon Ki
- Hindi New Year Joke SMS
- Macher ne 1 admi ko din main kata
- Abhi to sirf plot kharida hay
- Doctor suggested full body Xray
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Doctor advised to rest for 1 month
- KOI KIYA JANAY
- Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa
- Chai wala and a girl
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Lips pe infection
- To kia howa ?
- Memon and banana shopkeeper
- Santa k ghar main talaab ka pani
- Husband aur wife in hotel
- Doorian bahut hai par itna smajh lo.
- Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
Sardar ne makhi k par tor k kaha,Urr ja. But.. makhi nahin uri, Sardar ne kaha, Sabit hua agar makhi k par tor diye jain to makhi sun nahin sakti
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha […]
Kia halat ho gai hai zamane ki, Sabko adat ho gaye hai paise bachanay ki, SMS to company ne kab k sastay kar diye, Par fitrat nahi badli chillar bachanay ki
jeene k lye dard ka samaan bohat hai, kuch roz se apna dil pareshan bohat hai, milte hain shabo-roz sabhi log hum se, aik tjh se mulakat ka arman bohat hai.
Papa beti sa:- Beti pehlay to tum mujhey papa kehti thein, Laik ab tum mujhey DaD kehti ho,kion? Beti:- Oh DaD, PaPa kehnay say lipstic kharab hoti hay
Kabhi Teri Rafaaqat Sey Nikalna Hi Nahin Mumkin Kabhi Daaman Chura Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Tum Roth'tey Ho To Ajab Mushkil C Parrti Hay Kabhi Tujhko Mana Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Samjha Karo Kuch Faisley Halaat Kartey Hain Kabhi Waaday Nibha Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Kuch Din Tumharey Bin […]
Main Tumhare Ghar K Bahar Kaafi Der Se Khara Hoon Shayad Bell Kharaab Hy Darwaza Kholo . . . . . . Aisa Bol Ker Kisi Ko Tung Nahi Krna Chahiye ...:p
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai. Friend : Acha wo kaise? Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai bhi security guard k sath bethi thi.!!
Khushyon k is pur masarrat moqay per bohut bohat EID MUBARAK dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k... Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon ki zindagi ko khushion Rehmaton aur kamiyabi say bhar day, her gham,dukh aur dard ko aap sab say door.... bohut door ker day...Ameen
1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya Phir Uski Behan Ka phone Aya, Pathan Or B ziada Rone Laga. Logon Ne Pucha,kya hua? Pathan: Meri Bahan K Abu Ka B Intiqal Ho Gya
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
Tera bhot memory aa rela tha, Itna tem ho gela hai, tere ko dekha bhi nai, Akha life mei tere jesa 1 item mila apanko, miss to karega
In Faaslon ki Fikar main kyon karon Bhala? Bohat Door reh k bhi mere paas hai koi, Is soch main Dooba hai bohat dair se mera Dil. Kia Uske Dil main bhi Aisa Ehsaas hai koi?
2020 Mai Bohat Bar Aisa Howa Jab Maine Tumhe Tang Kiya Pareshan Kiya Mushkil Mai Dala Tumhara Mazak Uraya Magar Ajj Mai Sirf Ye Kehna Chahra Hu . . . . . Ziadah senti na ho Q k K Mai Ye Sub 2016 Mai Bi Karu Ga :D :-P
Macher ne 1 admi ko din main kata, admi ne kaha:"tum to rat main kat'tay hona?" Macher bola,"ghar k halat kharab hain over time ker raha hon."
1 makhi ganjay k sir per ja bethi, Dosri makhi nay kaha, "Wah kia ghar mila hai tujhey" Pehli makhi boli: "Kahan yaar, abhi to sirf plot kharida hai"
Sardar said to doctor:Pore jism main kahin bhi ungli lagao to bohat dard hota hai, Doctor suggested full body Xray when he checked, Xray found fracture in "Ungli"
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
Wife: suno ji doctor Ne mujhe aik maheenay k araam k liye beautiful foreign country janay ko kaha hai. Hum kahan jayen gay? Husband: doosray doctor k paas
Mosam-e-hijr k lamhat koi kiya janay, Kya guzarti hai meray sath ko kiya janay, Doriyon me bhi tere sath marasim hen woi, Roz hoti hai mulaqat koi kiya janay, Log hansti hui ankhon pe yaqeen rakhtay hain, Mere ansuu mere jazbat koi kiya janay, Ek tu hai jisay malum hen sari batain, Shab-e-hijran mere halat […]
Munna: Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit: Aey Bhai ! aap to khud doctor ho. Munna: Bolay to meri fees buhat zyada hai na.
Chai wala: bholi si sorut, ankhon me masti dor khari sharmaye, aye haye. Girl Reply: Kali si surat, hath mein kaitli, dor khara chillaye, chai chai :-P
Aik zara si bhool khata ban gayai Meri wafai hi meri saza ban gayai, Dil liya aur khail ker tor diya, Hamari jaan gayai unki ada ban gayai
Lady: Doctor mere lips pe infection hogaya hai. Doctor: KISS kitni bar karti ho? Lady: Saal main 1 baar! Doctor: Infection nahi "ZANG" lag gaya hai.
Toota hai meray pyar ka bandhan to kia howa Barsa hay meri aankh se saawan to kia howa Yun bhi to saari duniya se kat kar jiya hon main, Tu bhi howa hai ab mera dushman to kia howa, Seenay mein dard aankh mein aansu sajay to hain, khali hay teray pyaar se daman t […]
Memon: Yeh kaila(banana) kaisay diya? Shopkeeper: 1Rs. Memon: 60 Paisa ka deta hai? S.K: 60 paise mein to sirf chilka milega. Memon:Ley 40 paisay, chilka rakh aur kela day de :p
1 banda bhahta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay. Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay:D:D
Husband aur Wife Hotel me gaye tabhi 1 Lady ne Hello kiya, Wife nay pocha,"Koun Thi Wo?" Husband:-Tum dimagh kharab mat karo, main pehle hi pareshan hun k woh bhi Yehi pochay gi.
Dooriyan bohat hain per itna samajh lo, Paas reh ker hi koi rishta khaas nahin hota, Tum dil k paas itnay ho k, Dooriyoon ka ehsas nahin hota.
Dil ki hasti bikhar gayai hoti, Aur rooh k zakham bhar gayai hotay, Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai, Warna hum tou kab k mar gayai hotay...
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho, Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho, Aaj poochtay hain aik sawal tumsay, kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho? <Miss You>