You are here: SMS4Smile » Ghazal SMS » Bhari mehfil
Bhari mehfil
Alone in a crowded room, thinking only of one person — searching for them in flowers, in everything.
Bhari mehfil mein tanha rehna acha lagta hai
Tere barey mein sochte rehna acha lagta hai
Kabhi pholon mein, kabhi kaliyon mein
Tujh ko hi dhoondhte rehna acha lagta hai
Meri zindgi ki khushiyan tumhi se hain wabasta
Rab say sirf tumhein hi mangna acha lagta hai
Tumharey baghair zindgi ka koi tasavur nahi hai
Kuch is tarah tumhari tamanna karna acha lagta hai
Tum hi ko chaha,tum hi ko chahtey hain
Tumhi ko chahtey rehna acha lagta hai
Related SMS
- Tujhe ansu bhari wo dua miley,
- Khushion se bhari
- Mehfil ko rula daitay
- ACHA LAGTA HAI
- Zindagi zakhmo se bhari hai
- Momin wo nahi jis ki mehfil pak ho
- Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
- Dastan sunate to mehfil ko rula dete
- Kiss kiss ne kiss kissko kiss kiss mehfil mein KISS kiya
- Bohat Asaan Lagta Hay
- Jan ke anjan
- Hum nazuk nazuk dil waley
- Phir Piyaar Kisey Tum Kehtey Ho?
- Lonely road of broken dreams
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Shaam e Gham Ki Qasam
- Door jate howe logoo ko bulate rehna.
- Aik hi shehar mein rehna magar milna nahin
- Muhabbat zinda rehti hai
- Judai mein ye roz roz ka marna
- MUJHE TUM SE BATIEN KRNI HAI
- Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare
- ik bar mujh say door ja k daikh kabhi
- Mohabbat bhi mausam ki tarah
- Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai
- Log phoolon sey mohabbat kartey hain
- Her ada aus ki pasad thi apni
- Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
- Raat Se Dar Lagta Hai...
- Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay
- 1 tum hi ko dekha
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
Tujhe ansu bhari wo dua miley, Jisey kabhi na rad Khuda karey, Tujhey hasrat na rahe kabhi jannat ki, Tere aangan me muhabbaton ki aisi hawa chale
Warm poetic Roman Urdu Eid greeting describing the festival as wrapped in flowers, fragrance, colour, stars, and morning dew. khushion se bhari phoolon se dhaki khusbboan me basi, rango se saji, taroon me chupi, supnon me dhali, aur shabnam se dhuli EID Mubarak 2 u & all ur family.
Kept all the pain locked inside — had no one worth sharing it with, but if told, it would have made a whole room cry. Dil ka dard dil main dabaye rakha, Koi na mila aisa jis pay duniya luta daitay, Sab nay diya dhooka kis kis ko bhula daite, Dil ka dard dil main […]
Hu to khafa us se, Per jane phir bhi kyo, Na chah kr bhi usko chahna acha lagta hai, Haqeeqat se hu door, Ye mujh ko hai pata, Per jan k anjan rehna acha lagta hai, Qaayil nahi main rone ka phir bhi kabhi kabhi, Tanhai main rona acha lagta hai€¦€¦
Life is full of wounds — let time be your medicine, because the only real defeat is death. Zindagi zakhmo se bhari hai, waqt ko marham banaana seekhlo! Haarna to hai hi maut ke saamnay, filhaal zindagi se jeetna seekh lo!
Roman Urdu saying distinguishing a true believer: not measured by clean company in public, but by clean conduct when alone. Momin wo nahi jis ki mehfil pak ho, Bul-k momin wo hay jis ki tanhai pak ho".
Ishq tanhayi hai mehfil nahi, Pyaar ruswai hai saahil nahi, Jo samajhte hai ishq ko mehfil, Wo ishq ke qabil nahi.
Roman Urdu verse about silent suffering: betrayal endured without a word, though telling the story would have moved the whole gathering to tears. Koe mila hi nahi jis ko wafa date. Her ik ne dokha diya kis kis ko saza dete. ye humara zarf tha k khamosh rahe dastan sunate to mehfil ko rula dete.
A clever wordplay SMS spinning 'kiss' in both Urdu and English — someone has been missing every right moment in every gathering. Kiss kiss ne kiss kissko kiss kiss mehfil mein KISS kiya Ek aap hein ki jo har KISS ko miss kiya Ek hum hein jo har miss ko KISS kiya
Kabhi Teri Rafaaqat Sey Nikalna Hi Nahin Mumkin Kabhi Daaman Chura Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Tum Roth'tey Ho To Ajab Mushkil C Parrti Hay Kabhi Tujhko Mana Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Samjha Karo Kuch Faisley Halaat Kartey Hain Kabhi Waaday Nibha Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Kuch Din Tumharey Bin […]
Roman Urdu poem about playing innocent in love, enjoying repeated declarations of feeling while pretending not to understand. Jan ke anjan ban'na acha lagta hy Us ko apny liy parishan karna acha lagta hy Wo karty rhy piyar ka iqrar bar bar Mujh ko Nadan ban kar sun'na acha lagta hy!!
Hum nazuk nazuk dil waley Kabhi hastey hain kabhi rotey hain Kabhi dil mein khwab parotey hain, Kabhi mehfil mehfil phirtey hain, Kabhi zaat mein gum ho jatey hain, Kabhi chup ki mohar sajatey hain, Kabhi geet labon par atey hain, Kabhi sab ka dil behlatey hain, Kabhi khud tanha ho jate hain, Kabhi shab […]
Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai In Posheeda Si Baaton Mein Kuch Chahat Ki Barsaatein Hain In Baaton Ko Hum Muddat Se Seenay Mein Chhupaye Bethey Hain Kuch Paaye Bina Kuch Kho Dena Ye Piyaar Mein Ham Ne Seekha Hai Sooraj Mein, Chand Sitaron Mein Har Shai Main Tumhi Ko Dekha […]
I'm A Lonely Road Of Broken Dreams Its A Boulevard That I'm Searching For These Stars Are All So Dull Its The Moon That I'm Searching For Happiness Is So Angry At Me Its Life That I'm Searching For There Is A Crowd Around Me At All Times Its a Friend That I'm Searching For […]
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
A ghazal about a lonely evening, the room feels like a desert — come back, just once, before this night swallows everything. Shaam e Gham Ki Qasam Aaj GhamgEen Hain Hum Aa Bhe Jaa Aa Bhe ja Aaj Meray Sanam Dil PreShan Hai Raat Veeraan Hai Dekh Ja Kis Trah Aaj tAnhA Hain Hum Shaam […]
Lakh doori ho magar ehad nibhate rehna. Jub b barish ho mera soog manate rehna. Tum gay ho to sari shaam ye adat tehri. Bus kinare pe khare hath hilate rehna. Jane is dil ko ye adab kahan se aaye. Us ki rahoo me nigahoo ko bichate rehna. 1 modat se ye maamool howa hai […]
Baaton baton mein bicharnay ka ishara ker k Khud bhi roya woh bohut hum say kinara ker k Sochta rehta hon tanhai mein Anjam-e-Khuloos Phir usi jurm-e-mohabbat ko dobarah ker k Jagmaga di hain teray shehar ki galiyan mein nay Apnay her ashk ko palkon pay sitara ker kay Daikh laitay hain chalo hosla apnay […]
Musafir to bichertay hain rifakat kab badlti hai.. Muhabbat zinda rehti hai Muhabbat kab badlti hai kali ka phool ban'na aur bikhar jana mukaddar hai.. Yehi qanoon-e-fitrat hai aur fitrat kab badlti hai Jo DiL me bas jaye aur aankhon me simat aye Alamat hai ye Chahat ki aur Chahat kab badlti hai Tumhi ko […]
Dil to karta hai zindagi ko kisi qaatil k hawalay kar doon SAAHIL Judai mein ye roz roz ka marna mujhay acha nahi lagta
Kabhi aajao tum pal bhar ko, Mujhe tum se batien krni hain, Kuch ghum k geet sunanay hain, Kuch raaz hain jo batlanay hain, Kuch dil ko b batlana hai, Kuch zakhm hain jo dikhlanay hain, Kuch dil se yaadain dhoni hain, Kuch naatay nai bnanay hain, Jo sher likhay hain teri furqat mein, Kuch […]
Udaas Dil Ki Veeraniyon Mein Bikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Yeh Meri Basti Se Kon Guzra Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Woh Door Ho To Haqeeqaton Par Saraab Ka Ek Gumaan Sa Ho, Woh Pass Ho To Gumaan Ho Ke Haqeeqatein Hain Saraab Saare, Na Jane Kitni Shikayatein Hain Na Jane Kitne Gile Hain Dil […]
behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi her taraf tera hi aks nazar ayai ga meri aankhon mein pyar say daikh kabhi ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha'aon ka meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi kaisi hoti hay tapish zamanay ki nigahon mein meray dil k aangun […]
A ghazal for love that blows hot and cold like weather — one moment all yours, the next passing by like a stranger. Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho, Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho, Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain, Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate […]
Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai, Yeh faslay aur bhi barh jayain tou acha hai, Tumhari chahatain hum ko nahin hasil, To ab ghair hi bun jayain tou acha hai, Hamari to umer guzri hai teri chahat main, Tu is aag main na jalay to acha hai, Barsoon se thi Dua k tu […]
Others love flowers but flowers ruined this person — so now they love thorns, because at least thorns never pretended. Log phoolon sey mohabbat kartey hain, kaaton ko kis ney yaad kiya, hum kaaton sey mohabbat kartey hain, kyun k phool ney hamain barbaad kiya
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna, Phir tasawur main khud se sharmaty rehna, Her ada aus ki pasad thi apni, Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna, Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar, Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna
Urdu poem for the friend you don't see every day but never stop thinking about. Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay, Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay, Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain, Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
A ghazal about fearing the night after heartbreak — everything about love now feels like a threat. Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai... Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai... Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye... Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai... Pyaar […]
Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay Jo ruch jain rag o pay mein unhain socha nahi kertay Baharon kay ghanay saye mein tulkhi bhi, chubhan bhi hai Bamon ki dhoop ka tum say mager shikva nahi kertay Nahi aatay kabhi bhi laot ker guzray huay maosam Barastay badlon ki aas mein […]
Roman Urdu SMS about singling out one person among all as the giver of happiness rather than grief. Na khuwabon me dekha na nazaron me dekha, 100 me 1 humne tum hi ko daikha, Ghum dene wale to her pal hain yahan, Her pal khushi dene walo me 1 tumhi ko dekha
Those who never found love in this world go searching for it in the next. Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.