You are here: SMS4Smile » Ghazal SMS » Raat Se Dar Lagta Hai...
Raat Se Dar Lagta Hai...
A ghazal about fearing the night after heartbreak — everything about love now feels like a threat.
Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai...
Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai...
Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye...
Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai...
Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo...
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai...
Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...
Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai...
Related SMS
- Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
- ACHA LAGTA HAI
- Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta
- Bura Lagta hai
- Phir Bhi Us Ka Intizar Kerna Kesa Lagta Hai
- Kuch apni taqdeer se dur lagta hai
- Bohat Asaan Lagta Hay
- Raat ko raat ka tohfa nahin dete
- Din nikalta nahi or raat nahin hoti
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Lagta hai pahunch gai
- Thoray say andhairay say raat nahin hoti
- Khuwab ab raat bhar nahin aatay
- Is pyari si raat ko yun hi jaag k na gawan dena
- Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein..
- Raat ronay ki hasrat thi
- Chand toh raat ko nikalta hai..
- Baahon me teri rehna main din raat chahta hoon.
- RAAT hui jab shaam k baad
- Qudrat ke karishmo mein agar Raat na hoti
- Ankhain teri raat ko jaagna chor dain
- Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
- Chand Raat Mubarak !!
- Uljhay howay din raat
- Kaisay guzarti hay raat meri
- Neend mujhey raat bhar aati hai kam
- Aagar Raat Ko koi...
- Raat ki sabzi ka intezam
- Raat guzri phir mehekti subah ayi
- Chandni raat main jab sara jahan sota hai
- Raat kya dhali sitare chala gayay,
- Sulagti raat ghani chandni si hoti hai
- Kal raat machar ne kata mere chehre par
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy Han wo shaks mohabt ka KHUDA lagta tha kanton bhari shakh nazar aata tha kabi Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata […]
Hu to khafa us se, Per jane phir bhi kyo, Na chah kr bhi usko chahna acha lagta hai, Haqeeqat se hu door, Ye mujh ko hai pata, Per jan k anjan rehna acha lagta hai, Qaayil nahi main rone ka phir bhi kabhi kabhi, Tanhai main rona acha lagta hai€¦€¦
Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta Per tum ko bhi paane ka raasta nahi milta Tere khaloos-e- mohabbat pe atebaar hai itna Siwa tere koi rishta sacha nahi lagta
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai Mery chahat ka takaza hai mere sath raho ghair ka hath jo thamo tu bura lagta hai Arzo hai tere her roop ko her pal dekhon tum mere pas sey utho tu bura lagta hai Roz-e-shab aaj b […]
Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Sath Reh Ker Bhi Usko Na Pana Kesa Lagta Hai Kismat Main Nahin Phir Bhi Us Ko Chate Hai Yun Samjh Ker Kanto Per Chalna Kesa Lagta Hai Ab To Mehfil Main Bhi Humare Liye Tanhaye Hai Ghum Chupa Ker Mehfil Ko Sajana Kesa Lagta Hai Samjhne Per Bhi […]
Mohabbat ki zanjeer say dur lagta hai, kuch apni taqdeer se dur lagta hai, Jo mujhey tum se juda karti hai, Haath ki us lakeer se dur lagta hai...
Kabhi Teri Rafaaqat Sey Nikalna Hi Nahin Mumkin Kabhi Daaman Chura Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Tum Roth'tey Ho To Ajab Mushkil C Parrti Hay Kabhi Tujhko Mana Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Samjha Karo Kuch Faisley Halaat Kartey Hain Kabhi Waaday Nibha Laina Bohat Asaan Lagta Hay Kabhi Kuch Din Tumharey Bin […]
Raat ko raat ka tohfa nahin dete, dil ko jazbat ka tohfa nahin dete, hum to tumhe chand bhi de dete, lekin chand ko chand ka tohfa nahin dete.
An Urdu verse for someone who makes time move differently. Without them, even a single day feels incomplete and slow. Us shakhs se jab tuk koi baat nahin hoti, Din nikalta nahi or raat nahin hoti, Na khafa howa karay wo usay kehna, Bina us k Mukammal meri zaat nahin hoti
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
A Hindu man walks home after his wife's cremation; a sudden storm erupts and he nods knowingly — she's arrived. Aik hindu apni biwi ka antim sanskar kar k ghar ja raha tha ki achanak bijli chamki, badal garje, zor se baarish shuru hui dukhi aadmi bola: Lagta hai pahunch gai
Chahne say har baat puri nahi hoti, Thoray say andhairay say raat nahi hoti, Jo pasand hai sab say zyada, Unse kambakht mulakat nahi hoti.
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]
A soft Roman Urdu good night reminding the reader not to waste this beautiful night staying awake when sweet dreams are waiting. Kitne khushnasib hain hum jo hamain sapne lene k liye ye pyari si raat mili yeh chand, ye taray miley or sapnon ki saughat mili. Is pyari si raat ko yun hi jaag […]
Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein.. Shayad kuch jazbaat ki kami hai iss dil mein.. Pehle to hum harr baat par haste ya rote the.. Par ab shayad koi ehsaas hi nahi hai mere dil mein!!
Her red eyes get a polite answer — couldn't sleep — but the truth is she wanted to cry all night and couldn't even manage that. Log pochtey hen kyon surkh hen tumhari Aankhen, Hans k keh deti hon raat so na saki, Lakh chahon bhi magar yeh keh na sakon, Raat ronay ki hasrat […]
Munna Bhai's poetic moon comparison to a girl backfires immediately when she turns the night-creature imagery right back at him. MUNNA BHAI : Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya? GIRL : Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
Romantic Hindi Hug Day SMS expressing a wish to live in the beloved's arms day and night, having broken every rule to get there. Dekha hai jab se tumko, mera dil nahi hai basme Jee chahe aaj tod doon duniya ki saari rusmein Tera haath chahta hoon, tera saath chahta hoon Baahon me teri rehna […]
RAAT hui jab shaam k baad Teri yaad aayi har baat k baad Hum ne khamosh rah kar bhi dekha Phir bhi teri aawaz aayi har saans k baad
Qudrat ke karishmo mein agar Raat na hoti, Khuwabon mein bhi unse Mulaqat na hoti, Yeh Dil hi to har ek Ghum ki wajah hai, Yeh Dil hi na hota to koi baat hi na hoti.
khoobsurat aankhain teri raat ko jaagna choor day, khud ba khud neend aa jayegi tu mujhey soochna choor day. Good Night
Sleepless night, the brief meeting is over too fast, and old memories just won't let you rest. Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai, Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai. Apni yadon sey keho ki yun na sataya karain, Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
Festive Roman Urdu Chand Raat greeting wishing sour, sweet, spicy, and lively happiness on the eve of Eid. **** Chand Raat Mubarak !! **** Wishing u kuch khatti, Kuch meethi, Kuch chatpati, Kuch chulbuli khushion se bhari Eid Mubarak
Apney Uljhey Huwey Din Raat Bhi Suljha Na Sakey Itney Be-faiz Hain Khud Apney Hi Kaam Aa Na Sakey Saaya-e-Zeest Ko Dhaltey Huwey Daikha Lekin Taptey Sehra Pay Koi Naqsh-e-Khushi Paa Na Sakey Dil Bhi Machla Tha Nigahein Bhi Palat Jaati Theen Unn Ki Dehleez Pay Lekin Ye Qadam Jaa Na Sakey Dil Ki Taskheer […]
Kaun kehta hay k teri yaad say ghafil hay Saquib Bister ki har shikan se poch kaisay guzarti hay raat meri..!
Neend mujhey raat bhar aati hai kam , Shayad macharon ko bi mil gaya hai sanam
A romantic midnight scene — someone entering your room, touching your face — before pivoting hard into a mosquito repellent brand. Agar raat ko koi Aapke kamre me Aaye, Tumhare Badan ko chume, Gaalo ko kiss kare, toh Romantic maat bano, . . . . "MOSPEL" lagao MACHHAR BHAGAO...
Encourages a friend to write poetry like the sender — people throw eggs and tomatoes, which at least solves the dinner problem. Ae dost tu bhi likha kar shayri... Meri tarah tera bhi naam ho jayega, log phainkaingay anday tematar, To raat ki sabzi ka intezaam ho jayega
Raat guzri phir mehekti subah ayi, dil dharka phir tumhari yaad ayi, aankhon ne mehsoos kiya uss hawa ko, jo tumhe chhu kar hamare pass ayi.
Chandni raat main jab sara jahan sota hai kisi ki yaad main koi badnaseeb rota hai
Raat kya dhali sitare chala gayay, Gairo sa kya gila jab aapna chalay gayay, Jeet to saktay thay ishq bi bazi ham bhi, Magar tumhe jitanay ka liya hartay chalay gayay
Sulagti raat ghani chandni si hoti hai Tumhare sath ye duniya nayi si hoti hai Gale mein uske khuda ki ajeeb barkat hai Wo bolta hai to ik roshni si hoti hai Kiran nikalne se pehle gulab dekhe hai Tumhari yaad mein wo tazgi si hoti hai
A Roman Urdu poem about wanting to kill a mosquito — then thinking twice. kal raat machar ne kata mere chehre par, dil mien junoon tha...aankhoon mien khoon tha, uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya, kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha