You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Sardar SMS » Tu to ghar ja..!
Tu to ghar ja..!
Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay
jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya.
Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga
aur bola:
.
.
.
.
kambakht main to rasta bhool gaya hun,
tu to ghar ja.
Related SMS
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya
- Bhool gaye rastay bhi ghar k
- 1 ghar main twins paida howay
- Santa k ghar main talaab ka pani
- Ye diwali aapke ghar aangan mein
- 1 memon k ghar ko aag lag gai
- Nafraton k ghar nahi hote
- Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Qeema nikalne ki machine
- Biwi pani se bohat darti hai
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- 1 Choor Sardar ka mobile lay ker bhag gaya
- Sardar on date with his girlfriend
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Aik hi shehar mein rehna magar milna nahin
- Apne roz humse nai umeed laga rakhi hai,
- Saath chalne main jo maza hota
- Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
- 3 sardar bed pe so rahy thy
- Jo bina dil walon se dil laga baithey
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath
- Pyaar ka meetha "Ehsaas" dilane laga hai tu
- Apne dil ka dard batayain kiss ko,
- What is QURAN?
- Shayari by sardar ji
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya
- 1 takleef de skata hon?
- Bhool samajh kar bhool jana.
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- Aik Sardar Apnay Marriage Certificate
- Sardar : bathroom main shair tha
Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya, Rusvaayiyon ko apna mukaddar banaa liya, Dekha hai yahan pathar ko poojtay hain loag, Iss liye apnay dil ko ham nay pathar banaa liya,
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay
1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho! bhala bataao.. hamare pakistan ki halat daikh kar bache bhi duniya mein akele ane se darte hain.
1 banda bhahta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay. Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay:D:D
Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit Ye diwali aapke ghar aangan mein Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor Ke annat aashirwad le kar aaye. Happy Diwali.
1 memon k ghar ko aag lag gai, woh ghar ko bacha nahin saka, guess kion? because wo sari raat fre brigade walon ko miss calls marta raha.
Wo darakht jinper parindon k ghar nahi hote, dost jitne bhi hon motaber nahi hote, mare doston ki pehchan ha sirf itni, k un k dilon ma nafraton k ghar nahi hote.
Munna: Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit: Aey Bhai ! aap to khud doctor ho. Munna: Bolay to meri fees buhat zyada hai na.
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
Sardar aur us ka dost tange mai beth kar ja rahe the ke achanak gory ne gobar kar dia. Yeh dekh kar sardar apne dost se kene laga dekho dunia kitni tezi se tarki kar rahi hai yahan bi qeema nikalne ki machine laga di.
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai. Friend : Acha wo kaise? Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai bhi security guard k sath bethi thi.!!
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Ek chor sardar ka mobile lay kar bhag gaya sardar hasne laga dost: woh tumhara mobile lekar bhaga aur tum has rahe ho. Sardar: bhagne do charger to mere pass he¢â‚¬Â¦..
Sardar apni girlfriend k sath date k liye oil mein naha k jata hai GF: ap oil mein kiun nahay? Sardar: meine suna tha k har chiz meezan mein achi lagti hai;->
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Baaton baton mein bicharnay ka ishara ker k Khud bhi roya woh bohut hum say kinara ker k Sochta rehta hon tanhai mein Anjam-e-Khuloos Phir usi jurm-e-mohabbat ko dobarah ker k Jagmaga di hain teray shehar ki galiyan mein nay Apnay her ashk ko palkon pay sitara ker kay Daikh laitay hain chalo hosla apnay […]
Apne roz humse nai umeed laga rakhi hai, apne dil me asha ki KIRAN jaga rakhi hai, hum roz kahan say naye msgs bhejen, hum ne kya sms ki factory laga rakhi hai.
Saath chalne main jo maza hota Woh humain bhi kabhi mila hota Yeh hi hasrat rahi hamari faqat Saath apne koi chala hota Hum bhatakte rahe the raahon mein koi rasta pata chala hota Thaam leta humain bhi barh ke koi Haath hum ko koi mila hota Hum ulajhte nahi zamane se Ek jo Humsafar […]
Guzre hue wasal ke din raat bhool ja Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
3 sardar bed pe so rahy thy, un tenon ko jaga theek se nahi mil rahi thi. phir 1 sardar bed se niche sone laga. 2nd sardar: ab jaga ho gai hai, uper ajaa.
Anjanay mein hum apna dil gawan baithey is pyar mein kaisa dhoka kar baithey unse kya gila karain bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithey
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,, ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,, mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,, rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,, ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein "FRAAZ" yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.
Pyaar ka meetha "Ehsaas" dilane laga hai tu Ab to mujh se mujhi ko churane laga hai tu Teri chahtooN ka chaaya hai saroor is qadar Har pal har jagah nazar aane laga hai tu Veeraan thi yeh zindgi tere aane se pehle Khushiyoon ke sapne mujhe dhikane laga hai tu Har pal mujhe hota […]
Apne dil ka dard batayain kiss ko, Kaun kya bhool gaya hai yaad dilaaye kiss ko, Ruth jaate to manana dushwaar naa tha, Jab wo tallukh hi naa rakhe to manain kiss ko.
*What is"QURAN"* "Allah ki kitab"Jo poori dunya ki sardar" Kitab ko Laane Walay "JIBRAIL"(A.S) jo "Farishton" ka Sardar, "Jis par utra wo Nabiyon ka sardar "MOHAMMAD" (S.A) "jis "Ummat" par Utra wo ummaton ki sardar, Musalman "Jis shehar mein Utra wo"shahron" k sardar "MAKKAH, MADINA" "Jis Maheene mein utra wo Maheenon ka sardar" Ramzan aur […]
Shayari by Sardar ji: Khidiki se dekha to rasta per koi nahi tha.Wah wah! Khidiki se dekha to rasta per koi nahi tha. Raste pe jaa kar dekha to khidiki pe koi nahi tha.
Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat […]
A lucknowi nawab meets sardar. Nawab: Janab kya main apko ek takleef de sakta hoon? Sardar: O kutty hath to laga, daikh tujhy zalel kese karta hon
Bhool se koi bhool hui to bhool samajh kar bhool jana. Are bhoolna sirf bhool ko, bhool se bhi hame na bhulana.
1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,¢â‚¬Å“1 banday ka nashta kam banana¢â‚¬Â
Aik Sardar Apnay Marriage Certificate ko 1 hour say Dekh raha tha. Begam Booli, Tussi inni Dair Say Kia Dekh Rahey Ho? Sardar Bola, Expiry Date Dekh raha hoon, mil hi nahin rahi :-s
1st sardar: yar kal main bathroom gaya to wahan shair(lion) tha. 2nd sardar: haan phir tumney kiya kiya? 1st sardar: kuch nahin main ney shair sey kaha k aap karlo Mery to wesay hi nikal gai hai..:p