You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » 1 memon k ghar ko aag lag gai
1 memon k ghar ko aag lag gai
1 memon k ghar ko aag lag gai,
woh ghar ko bacha nahin saka,
guess kion?
because wo sari raat fre brigade
walon ko miss calls marta raha.
Related SMS
- Memon ka beta & girl friend
- 1 memon or arbi
- Memon and banana shopkeeper
- Santa k ghar main talaab ka pani
- 1 memon 14th floor se neche gira
- A Memon on his death time
- Memon boss 2 worker
- 1 Memon road se guzar raha tha
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- Nafraton k ghar nahi hote
- 1 machar 1 chinese aur aik memon
- 1 ghar main twins paida howay
- Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa
- Bhool gaye rastay bhi ghar k
- Tu to ghar ja..!
- Ye diwali aapke ghar aangan mein
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya
- Khuwab ab raat bhar nahin aatay
- Zoo walon nay dobara pakar liya kya?
- Pathan apna rishta dekhnay gia
- New quomi tarana of Pakistan
- if sumone calls u crazy
- Santa sing ka 20 saal bad bacha hua
- Tujhey sub pata hai
- Missed Calls From Your ...
- Larkion ko "I love you" kehne ki jaga
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- Jo na mil saka wo baywafa
- Lahroon say pani ko hataya nahin jaata
- Eid ka chand nikalney ka intezar
- Koi mousam bhi hum ko raas nahin
- Khuli aankhon se sari umar dehka
Memon ka beta apni girl friend k sath date maar ker ghar aaya to baap nay pocha, kitnay paisay kharch karey? Beta: Rs.50. Baap:itne saray kion?? Beta: us k paas itne hi thay.
1 memon ne arbi ko khoon dey k uski jaan bachai. Arbi ne usay MERCEDES gift kardi. Arbi ko phir khoon ki zarorut pari, Memon ne phir khoon dia. Ab k bar Arbi ne till waly laddu gift kiye, Memon:Ghusse se, mercedez kion nahi di? Arbi:Munna...!! Ab hamarey ander bhi memono ka khoon dor raha […]
Memon: Yeh kaila(banana) kaisay diya? Shopkeeper: 1Rs. Memon: 60 Paisa ka deta hai? S.K: 60 paise mein to sirf chilka milega. Memon:Ley 40 paisay, chilka rakh aur kela day de :p
1 banda bhahta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay. Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay:D:D
1 memon 14th floor se neche gira Girte waqt usne apni ghar ki khirki me apni wife ko roti pakate hue dekha to chilla k bola MERI ROTI NAHI PAKANA!
A Memon on his death time. My wife, where r u ? Wife:Yes, I'm here My sons & daughters ru all here? Yes, Papa Memon:To phir brabar wale kamre ka pankha Q khula hay ??? :D:D:D
Memon boss 2 worker: Tumne is saal mehnat se kaam kia hai, is liye 5000 ka bonus cheque de raha hon. Agar isi tarha kaam karoge to agle saal is pe sign ker donga.
1 memon road se guzar raha tha, achanak usne jhuk kar road se kuch uthaya aur zoor se chillaya, kameenaay log poti b aesi kartai hen jaisay koi samoosa para ho..
1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,¢â‚¬Å“1 banday ka nashta kam banana¢â‚¬Â
Wo darakht jinper parindon k ghar nahi hote, dost jitne bhi hon motaber nahi hote, mare doston ki pehchan ha sirf itni, k un k dilon ma nafraton k ghar nahi hote.
Train main 1 machar 1 chinese k sar pe baitha, woh usko pakar k kha gaya! Phir 1 machar memon pe baitha, us ne pakar k chinese say pocha: . . . . . Khareedo gay?:D:D:D
1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho! bhala bataao.. hamare pakistan ki halat daikh kar bache bhi duniya mein akele ane se darte hain.
Munna: Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit: Aey Bhai ! aap to khud doctor ho. Munna: Bolay to meri fees buhat zyada hai na.
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay
Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya. Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga aur bola: . . . . kambakht main to rasta bhool gaya hun, tu to ghar ja.
Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit Ye diwali aapke ghar aangan mein Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor Ke annat aashirwad le kar aaye. Happy Diwali.
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya, Rusvaayiyon ko apna mukaddar banaa liya, Dekha hai yahan pathar ko poojtay hain loag, Iss liye apnay dil ko ham nay pathar banaa liya,
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]
No visits... no calls.. no sms's... no letters... no missed calls.. I'm worried... kya hua zoo walon nay dobara pakar liya kya?
Pathan ghar walon k sath apna rishta dekhne gaya Ghar walon ne kaha donon ko akela chor do Pathan:behan g ap k kitne bhai hain? Girl:pehlay 3 thy ab 4 ho gaye hain.!
Lab pai aati hai dua ban k tamanna meri, zindagi bomb sai ho mehfoz khudaya meri! Main jo daftar k liye ghar se nikal ker jaon, Roz marrah ki tarha khair se wapas aaon! Na koi bomb k dhamakay se uradaye mujh ko, muft main jaam-e-shahadat na pila de mujh ko! Jo urdaday mujhay khudkash […]
if sumone calls u crazy,dont mind, if sumone calls u duffer,relax, if sumone calls u stupid be cool, but if sumone calls u "cute" . . . . lagana thappar os pagal ke monh pe, mazak ki b koi hud hoti hai
Santa sing ka 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya. Banta : Yaar udas kion ho? Santa : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
Child:papa aunty ka pait kion phola hai? Father:tujhey sub pata hai! Child: nahin pata promise! Father: in k pait main pani bhara hay CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!
5 Missed Calls From Your Mate, You Missed A Bachelor Party Last Night. 5 Missed Calls From Your Best Friend, They Want To Hang Out. 5 Missed Calls From Your Girlfriend, She Wants To Talk. 5 Missed Calls From Your Mum, YOU ARE SCREWED!!!
1 Boy:Yar larkion ko "I love you" kehnay ki sub se achi jaga kon si hai? 2 boy:Mazaar 1Boy:woh kion? 2boy:kion k wahan unke paon mein chappal nahin hoti.
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
Jo na mil saka wo baywafa yeh bare ajeeb si baat hai jo chala gaya mujhay chor kar wohi aaj tak mere saath hai... Wo roshni kay khayal main wo na asaka raah mian muntazir yeh khalish kahan thi visaal main mere justojoo ko khabar nahi na wo din rahay na wo raat rahay jo […]
Ghamon main hasnay walon ko rulaya nahin jata, Lahroon say pani ko hataya nahin jaata, Bananay walay ban jatay hain apnay, Kisi ko keh ker apna banaya nahin jata
Jo log EID ka chand nikalney ka intezar ker rahay hain, Un k liye Itla'an Arz hai k wo aram karain kion k mera aaj ghar se bahir nikalnay ka koi irada nahin hai :-)
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas […]
Khuli aankhon se sari umar dehka, Ek aisa khowab jo apna nahin tha, aaj tak woh shahks dil mein haiiiii, K jo us waqt bhi mera nahin tha...