You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Larkian badal jati hain, larkay nahin
Larkian badal jati hain, larkay nahin
A boy seen with a different girl every day for a week. Moral: girls change, boys don't.
1 larka 1 larki k sath baitha tha,
2nd day dosri larki k sath daikha gia,
3rd day koi aur larki thi
4th day kisi new larki k sath tha
Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
Related SMS
- Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
- Zameen per nahin tot'ti pani mein tot jati hai
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
- Aankhain bheeg jati hain
- Waqt aane par wafadar badal jate hain.
- Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay
- Tumhare jeevan me 6 larkian ayengi.
- Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
- Zamane se nahin hum tanhai se darte hain
- Khatarnak game
- Chappal badal li
- Badal-badal kay
- Aaj maine 2 kasam khai hain
- Dil main koi malal bhi nahin
- Suraj bana tu badal banay
- ye hasrath har jati hai
- Shakal pehchani nahi jati
- 1-jan-2027 ko ... saza sunai jati hai
- Badal ki tarah .....
- Bhatakte rahe hai badal ki tarah
- Boy: BUS aur LARKI
- Phir Teri YAAD Naya Dard UGAL Jati hy..
- Door waadiyoN mein dhundley badal
- Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
- Log ishq kartay hain baray shor kay sath
- Koi mousam bhi hum ko raas nahin
- Love has no age....
- Chalo aik sath chaltay hain
- ta'ajub hay maut per uski koi roya tuk nahin
- Aik hi shehar mein rehna magar milna nahin
- To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
- Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain!
Ek din ek ladka ek ladki ke sath baitha tha doosre din doosri ladki ke sath teesre din teesri ladki ke sath baitha tha Moral of the story Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
A classic object riddle asking what doesn't break when thrown on the ground but shatters in water — think laterally for the answer. Wo kon si cheez hai jis ko agar zameen pe painko to nahi tootti, Lekin agar pani mein painko to toot jati hai.
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Sleepless night, the brief meeting is over too fast, and old memories just won't let you rest. Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai, Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai. Apni yadon sey keho ki yun na sataya karain, Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
Ghamon k selaab tu pehle bhi bardasht kr lete thy Saqi Par ab tu ek katray se bhi aankhain bheeg jati hain
Yeh sach hai k Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hain.
Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay, Jo ruch jayain rag-o-pay main unhein socha nahin kertay, Baharon k ghanay sayai mein talkhi bhi, chubhan bhi hay, Ghamon ki dhoop ka tum say magar shikwa nahin kertay, Nahin aatay kabhi bhi loot ker guzray howay mousam, Barastay badalon ki aas mein tarsa nahin […]
An astrologer predicts six girls will enter a man's life and briefly makes it sound very exciting. Pundit:-Tumhare jeevan me 6 larkian ayengi. Bow:Wow, kia bat hai. Pandit:Ziada khush hone ki baat nahin hai. 1 ghar wali or 5 betiyan hain :)
Urdu poem for the friend you don't see every day but never stop thinking about. Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay, Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay, Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain, Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain, Dil mein umang hai tujhse milne ki, Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain.
Two girls discuss which game is the most dangerous, and the answer is less about sport and more about company. Ek larki dosri se...!!! Sab se khatarnak game kon sa ha..? 2nd girl; Har woh game jo boys ke sath khela jaey, Khass kar andhery main
Others changed hearts and destinies; you had nothing to change, so you swapped someone else's slippers at the mosque. Kisi nay dil badal liya, Kisi nay dharkan badl li, Aap k paas kuch nahin tha badalnay ko, to aap nay masjid main ja kar chappal badal li:p
Watch out for people who change their faces like masks — they've learned to live by flipping their moods and smiles. Un dostoan se milna yaaroan sambhal-sambhal ke Jeete hain zindagi jo Chehre Badal-badal ke. Mat poochh usse zaalim chehre pe salvatein kyun, Kaati ho jisne raatein, karvat badal-badal ke.
Two vows taken today: never look at other girls, and never treat any girl as a stranger. They cancel each other out completely. Aaj maine 2 qasam khai hain 1)Kisi bhi parayi larki pey nazar nahi dalunga Aur 2) Kisi bhi ladki ko paraaya nahi samjhunga….
Dil main koi malal bhi nahin, Us se koi gila nahin, jo sath day k bhi sath nahin, Us ki khushion ki mangi hai dua, Yeh alag bat hay k meri zindagi us ka sawal hai k nahin
Roman Urdu romantic verse that escalates through sun, moon, and beauty — until the last line reveals you drove someone straight to the mental asylum. Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay...:D
Zamane se sona tha mohabbat har jati hai, Jo chahat ik tarafa ho wo chahat har jati hai, Kahi par bhi duao ka ik lafz asar kar jata hai, Kahi par barso ki ebadat har jati hai, Mohabbat kab kisi ko doshmani ka dars day, Ek arzoo see hai ke un ko bhol jai hum, […]
Qudurat ho to sachi baat bhi mani nahi jati Ke chashme toor tak suraj ki tabaani nahi jati Ab itna bhi na apne ko bigaro bugze haider me Ke khud tumse tumhari shakal hi pehchani nahi jati
Funny Roman Urdu New Year SMS framed as a solemn court verdict, sentencing the reader to a lifetime of happiness under the laws of January 1. Tamam Sabuto or gawaho ko nazer m rakhte hue Message Padhne wale ko dhara 1-jan-2027 k tahat "Happy New Year" Kahte Hue Aap sab ko Zindgi bhar Khush rahne […]
Marti hoi zamee'n ko bachaana parra mujhay... Baadal ki tarah dasht pay aana parra mujhay... Woh ker nahee'n raha tha mairi baat ka yaqee'n... Phir yoo'n hua k mar k dikhhana parra mujhay... Bhoolay say mairi simt koi daikhhta na tha... Che'hray pay aik zakhm lagaana parra mujhay... Us ajnabi say haath milaanay k waastay... […]
Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.
A classic back-and-forth roast: boys compare girls to buses, and girls fire back with an equally sharp observation about how boys travel in packs. Boy: BUS aur LARKI aik jaisi hoti hain, 1 jaati hai to doosri aa jati hai. Girl: RAKSHAY aur LARKAY ek jaisay hotay hain, 1 ko bulao 4 chale aate hain....
Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay, De k Ek Dard Naya her Shaam DHAL Jati hay, Tujh ko Seenay say Laga ker Milay Jannat ka Sakoon, Tujh say Bichrron to Meri Jaan NIKAL Jati hay, Ishq Kuch Aisay Mitata hay NISHAN-E-HASTI, Jaise k Raat Ujaalay ko NIGAL Jati hay, Tu Agar Dil […]
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Bujhi shamaa bhi jal sakti hai, Toofan se kashti bhi nikal sakti hai, Ho k maayus youn na apnay iraday badal, Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
Log ishq kartay hain baray shor kay sath, Humne bhi kia bare zor kay sath, Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath, Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas […]
A Shakespeare joke with a funny twist at the end. For when you want to bring up an age gap with humor instead of awkwardness. Someone Asked Shakespeare: "U Married A Girl Elder Than U, Why?" He Showed Him A Calendar N Said "A Week Has 7 Days; Can U Say Which Day Is Younger, […]
Zamanay ko jalnay do chalo aik sath chalte hain, Nayee duniya basanay ko chalo aik sath chalte hain, Hamain jeevan ka her lamha tumhare naam kerna hai, Yeh waada nibhanay ko chalo aik sath chalte hain, Suna hay mil k chalne se muqaddar jaag uthte hain, Yeh baat aazmanay ko chalo aik sath chaltay hain,
Ek jazba khak hua dil ki gehrayion me kahin ta'ajjub hai maut par uski koi roya tak nahin, sahil se to chale the sath me hamsafar banker sagar ne duboya hum hi ko unhe to bhigoya tak nahin, ankhon me zinda khuwab thay ya khuwab me zinda ankhen, tutne k bad hi jana ki unhone to sanjoya […]
Baaton baton mein bicharnay ka ishara ker k Khud bhi roya woh bohut hum say kinara ker k Sochta rehta hon tanhai mein Anjam-e-Khuloos Phir usi jurm-e-mohabbat ko dobarah ker k Jagmaga di hain teray shehar ki galiyan mein nay Apnay her ashk ko palkon pay sitara ker kay Daikh laitay hain chalo hosla apnay […]
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati […]
Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain! Girl:tum aisi-waisi harkat to nahi karoge? Boy:bilkul nahi! Girl:to phir rehne do...