You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Hum to apko hi apni jaan mante hai
Hum to apko hi apni jaan mante hai
Considers replying to your SMS an act of faith — you are my life, not just someone to message.
Aapke sms ko Ehsaan mante hai,
Jawab dena emaan mante hai,
Woh aur hai jo pyaar mein jaan dete hai,
Hum to apko hi apni jaan mante hai.
Related SMS
- Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan ke,
- Jaan hai mujhko zindagi se pyaari
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi
- Wo shakhs meri jaan bana rehta hy
- Pathar se dosti, Jaan ko khatra.
- Har pal hum apko yad kia kertay hain
- Kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye
- Apko dekh kar dekhta reh geya
- aik bandar ka bacha apni maan say
- Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
- Hum apko good night kahne aate
- Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain
- Rose Day Shayari For Meri Jaan
- Aisi apni wife ho
- Her ada aus ki pasad thi apni
- Hum apni rooh ...
- Samjha do apni yadoon ko
- Apni Manzil Pe Pohanchna
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- apni yadoon ka ghulam ker gaya
- Kuch apni taqdeer se dur lagta hai
- Apni Surat ka kabhi to didaar de
- Apni bay basi kis tarah kahain
- Ham hi tang kar kar k apni yaad dilaingay
- Dewangi se kum na thi kuch apni justuju
- Apni hath ki lakeron ko mat dekho
- Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do
- Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay.
- Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
- Ujalay apni yaadon k......
- 3 din apni hassi nahi rok paya tha
Punjabi SMS about deliberately walking past the beloved's lane, then taunting that even the local police inspector is a friend of the sender. Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan ke, saanu pata ae ki tu Thane report likhvayi hoyi ae, jaa ke puch layi tu Thanedaar nu, assi ohdi vi kudi fasayi hoyi ae!!!
A declaration that one person has become more precious than life itself — every friendship and bond worth less than their love. Jaan hai mujhko zindagi se pyaari, Jaan ke liye kar doon kurban yaari, Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari, Ab tumse kya chhupaana, Tum hi toh ho jaan hamaari.
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi, Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi, Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi, Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi.........
Wo shakhs meri jaan bana rehta hy, Uska pyar meri pehchan bana rehta hy, Koi muntazir hy uska kitni shiddat se, Wo janta hy magar anjan bana rehta hy...
A funny Roman Urdu good night running through the dangers of befriending stones, Pathans, alcohol, and finally the sender — all equally hazardous. Pathar se dosti, Jaan ko khatra. Pathan se dosti, Demag ko khatra. Daru se dosti, Liver ko khatra. Hum se dosti, raat be raat SMS ka khatra.
Chupke chupke faryad kia kertay hain, Har pal hum apko yad kia kertay hain, Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain, k nend main bhi hum aapka naam lia kertay hain
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,
Apko dekh kar dekhta reh geya kiya kahoon or kehne ko kiya reh geya. Andhiyon k iraday to achay na thay yeh diya janay kaise jalta reh geya...
A baby monkey asks its mother why it's so ugly — mom says be grateful, and points the real insult at whoever's reading the message. aik bandar ka bacha apni maan say: maa main itna badsurat kyon hoon maa beta khuda ka shukar karo aur, usay dheko jo message pardh raha hai
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko EID MUBARAK
A warm Roman Urdu good night confessing that only the inconvenient distance stops the sender from coming to say good night in person. Deepak mein agar noor na hota, Tanha dil yeh majbhoor na hota, Hum apko good night kahne aate, Agar apka ghar itna door na hota. Good night & have sweet dream…!
Yearns to see the recipient day and night — admits they keep Cartoon Network on hoping the person will appear on screen. Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain, Aapki har baat dil me chupaye rekhte hain, Najane kub AAP T.V per aa jayen, Isi liye din raat Cartoon Network lagae rekhtay hain..
Romantic Roman Urdu Rose Day shayari for a beloved, wishing flowers always bloom on their path. Phool Khilte Rahn Zndgi Ki Rah Mn
Aisi apni wife ho aisi apni wife ho 5.5 jiski hight ho jeans jiski tight ho chehra jiska bright ho waight main thori light ho umer main diffrence slight ho thori se woh quite ho to mamorable her ek night ho aisi apni wife ho sarak per sub kaheen kia cute hey bheer main sub […]
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna, Phir tasawur main khud se sharmaty rehna, Her ada aus ki pasad thi apni, Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna, Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar, Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz.... Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Samjha do apni yadoon ko, wo bin bulaye pas aaya karti hain, aap to dur reh kar satate ho magar, wo pas aakar rulaya karti hain
Apni Manzil Pe Pohanchna Kisi Moa'jzey Se Kam Nahi 'Faraz' Raah-Guzar Pathar K Hain Aur Hum-Safar Seeshey Ka ... !!!
Urdu SMS that puts it plainly: we showed our side of this friendship. Now it's your turn to reply or delete. Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........
Mohabbat ki zanjeer say dur lagta hai, kuch apni taqdeer se dur lagta hai, Jo mujhey tum se juda karti hai, Haath ki us lakeer se dur lagta hai...
Apni Surat ka kabhi to didaar de tadap raha hu ab aur na intzaar de Apni awaaz nahi sunani to mat suna Kam se kam 1 Missed call hee maar de
Eyes can't speak it, lips won't say it — how do you explain that you simply cannot exist without this person. Aankhon ki zuban woh samajh nahin patay, Hont magar kuch bhi keh nahin paatay, Apni bay basi kis tarah kahain, Koi hay jis k bina hum rah nahin patay.
A playful promise — since you're too busy to remember us, we'll keep nudging until you do. Rishta banaya he to nibhayenge, har pal apko hasain gay, Pata he ap ko fursat nai hamain yad karne ki, ham hi tang kar kar k apni yaad dilaingay.
Dewangi se kum na thi kuch apni justuju, Hum bewafa jahan mein wafa dhondte rahay, Mehromiyon k dor mein Kin hasraton k sath, Hum chulon ki BIRYANI mein BOTI dhondte rahay:-D
Kitno ki taqdeer badalni hai tumhein Kitno ko rasto pey lana hai tumhein Apni hath ki lakeron ko mat dekho In lakeron say agay jana hai tumehin
Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhay day do Mein doob jaon tumhari udas aankhon mein Tum apnay dard ki gehraiyan mujhay day do
Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay, Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay, Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me, Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!
Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi Is qadar akele ho gai hain aaj kal Koi satata bhi nahi or koi manata bhi nahi
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se […]
humara DIL saweeray ka sunehra jaam ho jaye chiraghon ki tarah ankhein jalein aur shaam ho jaye kabhie tow asmaan se chand utray jaam ho jaye tumharay naam ki ek khoobsurat shaam ho jaye ajab halaat thay yun dil ka soda ho geya akhir mohabbat ki haveeli jis tarah nelaam ho jaye sumandar k safar […]
A boy brags that a girl smiled at him — and his friend has a far more extreme reaction to the boy's face to share. Boy to friend: Dekho voh ladki meri taraf dekh ke muskura rahi hai. Friend: Yeh to kutch bhi nahi, jab maine pehli bar tumari shakal dekhi thi to 3 din […]