You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain
Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain
Yearns to see the recipient day and night — admits they keep Cartoon Network on hoping the person will appear on screen.
Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain,
Aapki har baat dil me chupaye rekhte hain,
Najane kub AAP T.V per aa jayen,
Isi liye din raat Cartoon Network lagae rekhtay hain..
Related SMS
- Na to yaado ko yaad rakhte hain
- Dil me har raaz daba k rakhte hain
- Har pal hum apko yad kia kertay hain
- Hum apko good night kahne aate
- Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
- Meri chahat hy pani k bulbulay jesi
- Jab dekhne waalaa koi naheen
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- jis ki chahat ko
- Kaisay keh dain k unsay milnay ki chahat nahi,
- Apko dekh kar dekhta reh geya
- Hum to apko hi apni jaan mante hai
- Zindagi younhi teri chahat k naam kardi,
- Na chaho kisi ko itna k chahat aap ki majbori ban jayai
- Aap ko goodnight kehne k liye jag rahe hain
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
- kuch log to SMS bhi nahi kertay hain
- Aap hamare dil me rehte hain
- kub yaad kartay hain ?
- Kion hain khafa yeh bayan to kijiye
- Aankhain Khuwab Dekhti Hain
- SMS kerne pe jo marte hain
- Dost akser yunhi ban jatay hain
- Hum bhi kitne nadan hain
- Log phoolon sey mohabbat kartey hain
- aik aas lagana chahte hain
- Hum to pagal hain
- TUMHAARI YAAD KAY JAB ZAKHAM BHARNAY LAGTAY HAIN
- 1st Child: Mere Papa Bahut Darpok Hain.
Na to yaado ko yaad rakhte hain Na hi sapno ko saath rakhte hain Hum to buss unko yaad rakte hain Jo hamein dil ke pass rakhte hain
Keeps every secret buried deep and every tear hidden — because the world only shows up for joy. Dil me har raaz daba k rakhte hain, Honto pay muskan saja k rakhtey hain, Ye duniya sirf khushi main saath deti hay, Is liye hum apne aanso chupa k rakhte hain...
Chupke chupke faryad kia kertay hain, Har pal hum apko yad kia kertay hain, Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain, k nend main bhi hum aapka naam lia kertay hain
A warm Roman Urdu good night confessing that only the inconvenient distance stops the sender from coming to say good night in person. Deepak mein agar noor na hota, Tanha dil yeh majbhoor na hota, Hum apko good night kahne aate, Agar apka ghar itna door na hota. Good night & have sweet dream…!
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko EID MUBARAK
Meri chahat ka hisab jo lagao gay, To meri chahat ko bayhisab pao gay, Meri chahat hay pani k bulbulay jesi, Zara sa thukrao gy to dhondtay reh jao ge,
kuch din to baso merii aa.Nkho.n me.n phir khuwab agar ho jaao to kyaa koi rang to do mere chehray ko phir zakhm agar mehkao to kyaa ik ainaa thaa so TuuT gayaa ab Khud se agar sharmaao to kyaa main tanhaa thaa main tanhaa huuN tum aao to kyaa na aao to kyaa jab […]
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
jis ki chahat ko her chaht say mootaber rakha, Khud tha ghamgeen mager us ko baykhaber rakha, aaj wahi shakhs mayray g ko jalata hay bohat, roh ko ghayal ankhoon ko rulata hay bohat, kon c main nay thee us say khudaii mangi, jub bhi mangi tu fakt us say mohabt mangi, mayri chaht ka […]
Kaisay keh dain k unsay milnay ki chahat nahi, Beqrar dil ko ab bhi rahat nahi, Bhula daitay unhain bhi magar kia karain dost, Kisi ko bhulanay ki is dil ko aadat nahin
Apko dekh kar dekhta reh geya kiya kahoon or kehne ko kiya reh geya. Andhiyon k iraday to achay na thay yeh diya janay kaise jalta reh geya...
Considers replying to your SMS an act of faith — you are my life, not just someone to message. Aapke sms ko Ehsaan mante hai, Jawab dena emaan mante hai, Woh aur hai jo pyaar mein jaan dete hai, Hum to apko hi apni jaan mante hai.
Spent the whole life in your love like an evening under a shady tree — every dusk became yours. Zindagi younhi teri chahat k naam kardi, Jaisay ghanay darakht k neeche sham kardi, Laut jate hainparinde shaam hote hi, Hamne to har shaam hi tere naam kardi
Na chaho kisi ko itna k chahat aap ki majbori ban jayai, Chaho kisi ko itna k aap ka pyar us k liyay zarori ban jayai..!
A sweet Roman Urdu good night where the sender admits to staying wide awake just for the sake of wishing you good night. Hum na hote to aap kho gaye hote, Apni zindgi se ruswa ho gaye hote! Yeh to aapko GOOD NIGHT kehne, K liye jaag rahe hain, warna hum to kab k so […]
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari, Muskurahat Aapki Shaan Hai Hamari, Rakhna Hifazat Se Apne Aap Ko Kyounki, Sanse Aapki Jaan Hai Hamari
Ranks cheapskates by tier, saving the top spot for the person who sends a miscall just to check their own balance. Na jane log kion dartay hain, kuch log to SMS bhi nahi kertay hain, Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mein, Jo MISCALL mar k bhi,balance check karte hain.
Warm Hindi Holi SMS sent a day early by someone who claims a place in the reader's heart and refuses to be beaten to the wish. Aap hamare dil me rehte hain, Isliye hum apki itni kadar krte hain. Koi hmse phle apko wish na kar de Isliye 1 din phle he wish kar rahe […]
Roman Urdu verse about wanting others' happiness while sitting in wait, wondering when the person being thought of will send a message. Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
Is qadar hamari chahat ka imtehan na lijiye, Kion hain khafa yeh bayan to kijiye.. Kar dijiye maaf agar ho gayai hum say khata, Youn khamosh reh kar hamain saza na dijiye....
Aankhain khuab dekhti hain Kisi say mil janey ka Ya khud ko kho denay ka Tanha reh janay ka Khud ko aar denay ka, Chahat haar denay ka Aankhain khuab dekhti hain Bichray huye lamhon ka Kisi raastay per mil janay ka Zakhmon kay sil janey ka Zamanay kay guzer janay ka Khuab kay hasil […]
A complaint about cheapskate friends who text but never call — and the bad luck of collecting exactly those kinds of people. SMS kerne pe jo marte hain, Call kerne se jo darte hain, BADLUCK to dekho..!! aisy KANJOOS dost mere hi palle parte hain,
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Tare asman me chamkte hain Badal itni dur hai fir bhi barste hain Hum bhi kitne nadan hain Aap dil me rehte hain or hum apse milne ko tarste hai
Others love flowers but flowers ruined this person — so now they love thorns, because at least thorns never pretended. Log phoolon sey mohabbat kartey hain, kaaton ko kis ney yaad kiya, hum kaaton sey mohabbat kartey hain, kyun k phool ney hamain barbaad kiya
aik aas lagana chahte hain tere dar per ana chahte hain kuch nazre karam ho hum ager hum sarko jhukana chahte hain kia dogey hame sari khushian hum daman ko pehlana chahte hain tere kandhe pe sar rakh ker hum gham apna sunana chahte hain tum kya chahoge hum se kaho? hum khud ko mitana […]
Rat gehri hai dar bhi saktey hain Hum jo kehtey hain kar bhi saktey hain Aap jo roothey to itna bhi na soocha Hum to pagal hain mar bhi saktey hain
Tumhaari yaad kay jab zakham bharney lagtey hain Kisi bahaaney tumko yaad karney lagtey hain Hadees-e-yaar kay unwaan nikharney lagtey hain Toh hareem mai gaisoo sanwarney lagtey hain Her ajnabi humein mehram dikhaai daita hai Jo ab bhi teri galli say guzarney lagtey hain Saba say kartey hain ghurbat naseeb zikr-e-watan Toh chashm-e-subah mai ansoo […]
A child calls his dad a coward for holding his hand crossing the road — and refuses to see it any other way. 1st Child: Mere Papa Bahut Darpok Hain. 2nd Child: Why? 1st Child: Jab Bhi Road Cross Karte Hain, Meri Ungli Pakad Lete Hain aur kehte chorna mat.