You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » SMS kerne pe jo marte hain
SMS kerne pe jo marte hain
A complaint about cheapskate friends who text but never call — and the bad luck of collecting exactly those kinds of people.
SMS kerne pe jo marte hain,
Call kerne se jo darte hain,
BADLUCK to dekho..!!
aisy KANJOOS dost mere hi palle parte hain,
Related SMS
- 1 charsi eyes donate kerne gaya
- Hum nibhayenge dosti marte dum tak
- Gunah karke saza se darte hain
- Zamane se nahin hum tanhai se darte hain
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Yaad aate hain lifetime
- Hum doston ko bohut buri saza dete hain
- kuch din main kai baar kertay hain
- kuch log to SMS bhi nahi kertay hain
- Dost akser yunhi ban jatay hain
- Hum bhi kitne nadan hain
- aik aas lagana chahte hain
- Hum to pagal hain
- Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain
- Jannat k 8 darwazay hain
- TUMHAARI YAAD KAY JAB ZAKHAM BHARNAY LAGTAY HAIN
- 1st Child: Mere Papa Bahut Darpok Hain.
- kub yaad kartay hain ?
- Kuch log tot kar chahtay hain
- AHL-E-Dil Youn Bhe Nibah Lete Hain
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Aankhay jub aussay char hoti hain
- Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain,
- Chalo aik sath chaltay hain
- Har pal hum apko yad kia kertay hain
- Na to yaado ko yaad rakhte hain
- Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain
- Airport per kharey hain 10 jahaz
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
A stoner donates his eyes; his post-surgery message to the recipient: these eyes only open after two drags. 1 charsi eyes donate kerne gaya, After operation, Dr. Asks: Kuch kehna chahte ho? Charsi:jisko bhi ankhen lagao use bata dena ye 2 kash laganay k baad he khulti hain:D
Hum nibhayenge dosti marte dum tak, hum hasayenge tumko gham se khushi tak, aye dost kabhi humse naraz na hona, saath rehna hamare akhiri dum tak
Gunah karke saza se darte hain, zahar pee ke dawa se darte hain, dushmano ke sitam ka khauff nahi, hum toh doston ki wafa se darte hain..
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain, Dil mein umang hai tujhse milne ki, Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain.
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Urdu poem asking a fair question: among friends who are forgotten and friends who are remembered, where do you fall? Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
A warm Roman Urdu observation that people come and go every day, but a true friend is made once and remembered for a lifetime. Zindagi main log milte hain *EVERY TIME* Or ache lagte hain *SOME TIME* Dost bante hain *ONE TIME* Per yaad ate hain *LIFE TIME*
Declares the worst punishment for friends is not a shoe-beating but being made to smell a sweaty sock. Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Wah wah..!! Irshad Irshaad..!! Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Joota nahin maartay, bus Moza sungha dete hain...
A double-meaning SMS stringing together increasingly suggestive descriptions of how different people charge their mobile phones overnight. kuch log sari raat karte hain kuch log bar baar kertay hain kuch din main kai baar kertay hain kuch bas 2, 4 ghante kar k so jate hain . . . . . . Tub jaa ker […]
Ranks cheapskates by tier, saving the top spot for the person who sends a miscall just to check their own balance. Na jane log kion dartay hain, kuch log to SMS bhi nahi kertay hain, Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mein, Jo MISCALL mar k bhi,balance check karte hain.
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Tare asman me chamkte hain Badal itni dur hai fir bhi barste hain Hum bhi kitne nadan hain Aap dil me rehte hain or hum apse milne ko tarste hai
aik aas lagana chahte hain tere dar per ana chahte hain kuch nazre karam ho hum ager hum sarko jhukana chahte hain kia dogey hame sari khushian hum daman ko pehlana chahte hain tere kandhe pe sar rakh ker hum gham apna sunana chahte hain tum kya chahoge hum se kaho? hum khud ko mitana […]
Rat gehri hai dar bhi saktey hain Hum jo kehtey hain kar bhi saktey hain Aap jo roothey to itna bhi na soocha Hum to pagal hain mar bhi saktey hain
Yearns to see the recipient day and night — admits they keep Cartoon Network on hoping the person will appear on screen. Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain, Aapki har baat dil me chupaye rekhte hain, Najane kub AAP T.V per aa jayen, Isi liye din raat Cartoon Network lagae rekhtay hain..
Roman Urdu SMS listing the eight gates of Paradise by name and closing with a dua that each gate may call out the reader's name. Jannat k 8 darwazay hain, 1.Jannatul mava 2.Darul maqam 3.Darul salam 4.Darul Khuld 5.Jannatul adan 6.Jannatul naim 7.Jannatul Kashif 8.Jannatul firdos Allah se dua hay k roz-e-qiyamat her darwazay se […]
Tumhaari yaad kay jab zakham bharney lagtey hain Kisi bahaaney tumko yaad karney lagtey hain Hadees-e-yaar kay unwaan nikharney lagtey hain Toh hareem mai gaisoo sanwarney lagtey hain Her ajnabi humein mehram dikhaai daita hai Jo ab bhi teri galli say guzarney lagtey hain Saba say kartey hain ghurbat naseeb zikr-e-watan Toh chashm-e-subah mai ansoo […]
A child calls his dad a coward for holding his hand crossing the road — and refuses to see it any other way. 1st Child: Mere Papa Bahut Darpok Hain. 2nd Child: Why? 1st Child: Jab Bhi Road Cross Karte Hain, Meri Ungli Pakad Lete Hain aur kehte chorna mat.
Roman Urdu verse about wanting others' happiness while sitting in wait, wondering when the person being thought of will send a message. Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain.
AHL-E-Dil Youn Bhe Nibah Lete Hain Dard Seene Main Chupa Lete Hain Dil Ki Mehfil Main Ujaalon K Liye Yaad Ki Shama Jala Lete Hain Jalte Mausum Main Bhe Ye Deewane Kuch Haseen Phool Khila Lete Hain Apni Aankhon Ko Bana Ker Ye Zubaan Kitne Afsane Suna Lete Hain Jin Ko Jeena Hai Mohabbat K […]
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Aankhay jub aussay char hoti hain Dil ki baatay hazar hoti hain Piyar may pata chal raha hay abb Kasay nindhay kharab hoti hain Zamana kuo dushman banta hay Kasa sunna baatay azab hoti hain Samajh may kuch nahi aata Sameer Aqal ki batay baykar hoti hain
Those we want are crazy about someone else — same old story, some self-destructed, some just fell victim to someone's kindness. Duniya mein sab begane hain, Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain, Guzre kal ki yahi kahani hain, Kuch khud baraad hue kuch unki meharbaani hain.
Zamanay ko jalnay do chalo aik sath chalte hain, Nayee duniya basanay ko chalo aik sath chalte hain, Hamain jeevan ka her lamha tumhare naam kerna hai, Yeh waada nibhanay ko chalo aik sath chalte hain, Suna hay mil k chalne se muqaddar jaag uthte hain, Yeh baat aazmanay ko chalo aik sath chaltay hain,
Chupke chupke faryad kia kertay hain, Har pal hum apko yad kia kertay hain, Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain, k nend main bhi hum aapka naam lia kertay hain
Na to yaado ko yaad rakhte hain Na hi sapno ko saath rakhte hain Hum to buss unko yaad rakte hain Jo hamein dil ke pass rakhte hain
A ghazal about self-restraint in love — hiding from chance encounters, eyes wet, alone without even a friend. Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain, Shaam hotay hi khud ko rok lia kertay hain Jaisay mujrim hay bina jurm karay koi, Aisa woh hum say sulook rawan rakhtay hain, Ho na jayai kahin […]
A mock couplet in the style of classical Urdu shayari — ten planes on the tarmac, and one of them has Faraz in the cockpit. Arz kiya hai Airport per kharey hain 10 jahaz . . . . Airport per kharey hain 10 jahaz jin may sey aik ka pilot hai Faraz :D:P
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain