Her insan ko insaan banaya

Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya
Ham Ne HINDU Ya MUSALMAN Banaya,

Kudarat Ne De Hame 1 Dharti,

Humne Kahi HINDUSTAN
Kahi PAKISTAN Banaya.