You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Kitna bebas hai insaan kismat ke aage
Kitna bebas hai insaan kismat ke aage
Kitna bebas hai insaan kismat ke aage,
kitne door hai sapna haqiqat ke aage,
koi ruki hui dhadkan se puche,
kitna tadapta hai dil mohabat ke aage..!
Related SMS
- Zindagi ki raho pe jab aage jaoge
- pyar ki kismat
- Difference between Problem, Talent and Kismat
- Men CHAAND Hoon Insaan Nahi
- Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain
- Sardar : (To a friend) Aap kitna parhay ho?
- Phir Kitna Hua Hai Asar Puchte Hain
- Twinkle twinkle lazy star,kitna soyega uth ja yaar,
- khush rehne ki duaaein di hain
- Sajdon me rone ki adat nahin hoti
- Qismat mein dard kon likhta hai
- Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho
- A child after 3 month of marriage
- kitne nadaan thy toufan ko kinara samjha
- Har shaks khudi ki masti main
- Rahtey hain jo nigaho se door
- Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi,
- Aap k ho ker bhi aap sey door rahey
- Phulo Mein Haseen Gulab Hai
- Ye dil na jaane kya kar baitha
- 1 khuwab ,1 pyar ,1 haqiqat ho tum.
- Fitrat ko samajhtay hain parinday
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan
- Sapnon se sikayat kon karay
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Haqiqat samjho ya afsana
- Sadgi main bhi ik sajawat si hai,
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe
- Hum nazaro se dur hai ankho se nahi
- Zindagi ka asli mukam abhi baki hai
- Kisi na kisipe aitbar ho jata hai
- Ab na koshish karenge unhe bulane ki
Zindagi ki raho pe jab aage jaoge, Peeche ek saya tum hardam paoge, Mud k dekhoge to tanhai hogi, Agar mahsoos karoge to humko paoge.
pyar ki kismat koi na jane, mar mitne ko taiyar hai diwane, duniya dekhe tamasha aur kahe, jal gaye pyar mae parwane.
Difference between Problem , Talent and Kismat 2 Boys love 1 Girl = PROBLEM! 1 Boy love 2 Girls = TALENT! 2 Girls love 1 Boy = KISMAT
Raat Ka Aakhri Pehar Tha...! MuJh Se Chaand Ne Kaha' Humnasheen Alvida' MuJh Ko Neend Aa Rahi Hai' Kal Milain Ge isi Jagah' Men Sun Kar Muskura Diya' Us Ko Batla Diya' Jaanay walay Lout'tay Nhi' Tum Nhi aao Ge' MuJhe Hai Yaqeen' Meri Baat Sun Ke Woh Ruk Gaya' Aur Kehnay Laga' Tum Se […]
Her khushi main tumhari bat kartay hain, Tum salamat raho yeh faryad kartay hain, Ab aik sms main kaisay batayain k, Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain...
Sardar : (To a friend) Aap kitna parhay ho? Friend : B.A. Sardar : kamal karte ho yaar! Sirf do word parhay, aur woh bhi ulte‚¦
Ek Lamhe Me Unhone Zindagi Sawar Di, Doosre Lamhe Me Unhone Zindagi Ujad Di, Kusoor Unka Nahi Hamara Hai Un Do Lamho Mein Hamne Zindagi Guzar Di. Saza Dene Wale Raza Puchte Hain, Jeene Ki Humse Wajah Puchte Hain, Dete Hain Khud He Zahar Humko Aakar, Phir Kitna Hua Hai Asar Puchte Hain,
Twinkle twinkle lazy star, kitna soyega uth ja yaar, up above the world so high, Sun has risen in the sky, uth ke jaldi pele chai, then call me and say hi
Is dil ke har dhadkan ka ehsaas ho tum. Tum kya jaano hamare liye kitne khaas ho tum. juda ho k tumne hame maut se bhi battar sazaa di hai, Phir bhi is tadapte dil ne tumhe khush rehne ki duaaein di hai.
Kismat do pal mein badal sakta he INSAN, Per jo INSAN ko badal de wo kismat nahin hoti, Apni kismat pe rota wohi shakhs hay jisko, Sajdon me rone ki adat nahin hoti
Kon kehta hy k aadmi apni kismat khud likhta hay... Agar yeh sach hy tu kismat mein dard kon likta hay?
Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho, Aap ki har khuwahish haqiqat me manzoor ho, ho jayain jo aap humse khafa, khuda na kare humse kabhi aisa qasoor ho‚¦
A sardar had a child after 3 month of marriage. He asked his wife ye 3 month k bad bacha kaise howa? Wife replied:tumhari shadi ko kitna arsa hua? sardar:3 months. Wife: or meri shadi ko ? Sardar: 3 months Wife: or bacha kitne month k baad? Sardar:3 month. Wife: total kitne hue? Sardar: oye […]
kitne nadaan thy toufan ko kinara samjha kitne bejan saharon ko sahara samjha, kitnay anjaan thy wo log jo sahil pe thy, hamain doobta dekha or nazara samjha
Alfaz k jhoote bandan main Raz k gheray pardon main har shakhs Mohabat karta hai halan ke mohabat kuch bhi nhin sab jhoote Rishte nate hain Sab dil rakhne ki batein hain sab asli roop chupate hain ehsas se khali log yahan lafzon k teer chalatey hain ik bar nazar main aa kar wo phir […]
ye dosti ke rishte bhi kitne ajeeb hote hai... sab apne apne naseeb hote hain.. rahtey hain jo nigaho se door.. wahi dil ke kareeb hote hain
Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi, Ada'ain dikha kar sitam dhaa rahi ho, Wafaaon ka khoob sila diya, Ab tadapta hua chor kar jaa rahi ho.
Tamaam umer zindagi sey door rahey, Apki khushi k liye apni khushi se door rahe. Ab is say barh ker wafa ki saza kya hogi, k aap k ho ker bhi aap sey door rahey...!!!
Phulo Mein Haseen Gulab Hai, Parhai Ke Liye Zaroori Kitaab Hai, Duniya Me Har Sawal Ka Jawab Hai, Agar Koi Tumse Mere Bare Me Puche To Kehna Wo Lajawaab Hai
Ye dil na jaane kya kar baitha. Mujhse puche bina hi faisla kar baitha. Iss zameen par toota sitara to nahi girta. Aur ye pagal chand se dosti kar baitha.
1 khuwab ,1 pyar ,1 haqiqat ho tum . Dosti me parnay wali har zaroorat ho tum. Jisko rooz itne SMS karnepade, woh musibat ho tum.
Insaan ki fitrat ko samajhtay hain parinday, Jitna bhi mohabbat se bulao nahin aatay.
Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan, kuch kadmo k nishan kabhi nahi khotay. Jinhe yaad karke muskura de aankhainn, wo log door ho kar bhi door nahi hotay.
jo sach nahi hai wo sapna hai, sapnon se sikayat kon karay, jo dard diya wo apna hai, apnon se sikayat kon karey?
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Haqiqat samjho ya afsana; Begana kaho ya deewana; Suno mere dil ka fasana; Teri dosti hai mere jeene ka bahana.
wo hai bohat sada aur bawaqar lakin us ki sadgi main bhi ik sajawat si hai, us ki guftugu main hai haqiqat ka rang warna ab her cheez milawat si hai
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe, choo k na guzre gham ki hawayein tujhe. Mera kya hai mein khak bhi ban jaun, meri mitti bhi degi duayein tuje.
Hum nazaro se dur hai ankho se nahi, hum khwabo se dur hai khayalo se nahi, hum dil se dur hai dhadkan se nahi, hum apse dur hai apki yado se nahi. MISS YOU
zindagi ka asli mukam abhi baki hai, hamare iradon ki imtihan abhi baqi hai, abhi to naapi hai muthi bhar zameen, aage sara asman baki hai...
Kisi na kisipe aitbar ho jata hai, Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, Khubiyo se nhi hoti mohabat hamesha, Khamiyo se b aksar pyarho jata hai
Ab na koshish karenge unhe bulane ki, jinki adat hai bin baat rooth jaane ki. vo chahe to bhool jayein humein sapna samaj kar, magar hamein adat nahin apno ko dil se bhulane ki.