You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Dua kon karay ga?
Dua kon karay ga?
1 Din maa se pocha k
maa k marnay k baad,
dua kon karay ga?
Tu maa boli!
Samandar sookhnay k baad bhi
rait mein nami reh jati hay
Related SMS
- Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay
- Sitam sahay aur mohabbat bhi karay
- Sapnon se sikayat kon karay
- aap k chehre pe udaasi aankhon mei nami hai....
- Kabhi reply na kerna...!!
- Yad kertay hain her sans k baad
- ye hasrath har jati hai
- Mombati ke andar ka dhaga bola,
- Phir Teri YAAD Naya Dard UGAL Jati hy..
- 14 August ki namaz kahan ho gi?
- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya....
- Shakal pehchani nahi jati
- K lab jab bhi kholta meri guftugu karta
- Dair tak...
- Wish u a very happy independence day
- Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
- Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak
- Wo tere liye KHAS kyun hai
- Kuch log tot kar chahtay hain
- Tumhare rooth jaane ke baad.
- Aik baat bataon raaz ki
- RAAT hui jab shaam k baad
- Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad
- Hoti Nahi Dosti
- Khuahishaat and zaroriyat
- Safaid saari par jab tum laalbindi lagati ho
- Sans bhi to teri yaad k baad aati hai
- Samandar Bhar Syllabus Hota Hai
- Mubarak ho EID Ramadan k baad
- Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho
- Coffee ke cup se uthtay dhowain
- Naye saal ke avsar par dua karte hain
- Munna: cigarette slow poison ka kam karta hai.
Khuda tujhay urooj aisa naseeb karay, kay rashk tairay naseeb per falak karay, har more per frishtay hon sath tairay, har ghum per hifazat tairi khuda karay... best wishes 4 ever& good luck 4 ur future
kahan talaash karo gay, tum mujh jaisa shakhs jo tumharay sitam bhi sahay aur tum se mohabbat bhi karay
jo sach nahi hai wo sapna hai, sapnon se sikayat kon karay, jo dard diya wo apna hai, apnon se sikayat kon karey?
aap k chehre pe udaasi aankhon mei nami hai.... aap k chehre pe udaaaaaaasi aankhon mei nami hai.... NATIONAL NAMAK istamal karo aap mein IODINE ki kami hai!
Karay jao Karay jao Karay jao . . . . baysharmon ki tarah SMS receive kare jao Kabhi reply na kerna...!!
Sunehri dhoop barsaat k baad, Thori si hansi her baat k baad, Jaisay aati hay subha her raat k baad, Hum aap ko yaad kertay hain her sans k baad..
Zamane se sona tha mohabbat har jati hai, Jo chahat ik tarafa ho wo chahat har jati hai, Kahi par bhi duao ka ik lafz asar kar jata hai, Kahi par barso ki ebadat har jati hai, Mohabbat kab kisi ko doshmani ka dars day, Ek arzoo see hai ke un ko bhol jai hum, […]
Mom batti k ander ka dhaga bola, Main jalta hoon to tu kyon pighalti hai? Mombati boli, Jisko dil mein jaga di, woh bichray to ansu to niklainn gey hi.
Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay, De k Ek Dard Naya her Shaam DHAL Jati hay, Tujh ko Seenay say Laga ker Milay Jannat ka Sakoon, Tujh say Bichrron to Meri Jaan NIKAL Jati hay, Ishq Kuch Aisay Mitata hay NISHAN-E-HASTI, Jaise k Raat Ujaalay ko NIGAL Jati hay, Tu Agar Dil […]
1 pathan ne 1 buzrug se kuch pocha, Buzrug ne 2 thapar laga diye 1 admi ne pathan se pocha, tumne kia bola tha..?? Pathan:Maine sirf pocha k 14 August ki namaz kahan ho gi?
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya... us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya.... lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan... chehra bata raha tha k kuch ganwa diya... aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya... […]
Qudurat ho to sachi baat bhi mani nahi jati Ke chashme toor tak suraj ki tabaani nahi jati Ab itna bhi na apne ko bigaro bugze haider me Ke khud tumse tumhari shakal hi pehchani nahi jati
Kash koi aisa ahal-e-dil hota jo meri arzu karta, Khoo jati agar main kahin, to meri justuju karta, Mein us kay zehan-o-dil main kuch is tarah sama jati, K lab jab bhi kholta meri guftugu karta,
Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak, Lekin wo muJh ko bhool na pae ga dair tak. . . Jo bhi qareeb aae ga us k usay zaror, wo meri dastan sunae ga dair tak Dhonde ga wo muJhe inhi galiyon me aik "DIN" Dhonde ga,or muJh ko na paae ga dair tak Me […]
Halki si dhoop barsat k baad, thori si khushi her baat k baad, Isi tarah mubarak ho aap ko, Jashan-e-azadi 1 din k baad.... Wish u a very happy independence day
Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai, Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai. Apni yadon sey keho ki yun na sataya karain, Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
Alwida keh kar usey takta raha mein der tak, Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak, Shehr ki veeraan galyoon me akela raat bhar, Ik musaafir ki tarha phirta raha mein der tak, Aasmaan par ek adhoora chand or bikhrey taarey, Intezaar-e-subhu me ginta raha mein der tak, Sochta hon kis liye bujhta chala jata […]
Aaj phir doston ne mujhse pocha K tera hasta hua chehra UDAS kyun hai? Barsti aankhonn mein piyas kyun hai? Jinki nazro mein tu kuch nahi Wo tere liye itna KHAS kyun hai
kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain.
Royengi ye aankhein muskuraane ke baad, Aayegi raat din dhal jaane ke baad, Tum kabhi naa ruthnaa mujhse ae yaar, Shayad ye zindagi hi na ruth jaaye, Tumhare rooth jaane ke baad.
aik baat bataon raaz ki karo us larki sey asshqi jis k chehre pey ho sadgi sanso main ho taazgi chandni ho chand kee raani ho wo raat ki khushboo ho gulab ki batain karay pyar ki nazuk ho mizzajj ki achy ho ikhlaq ki paband ho namaz ki khidmat karay ma bap ki aur […]
RAAT hui jab shaam k baad Teri yaad aayi har baat k baad Hum ne khamosh rah kar bhi dekha Phir bhi teri aawaz aayi har saans k baad
La pila day saqi paymana paimanay k baad, Host ki batain karonga hosh main aanay k baad, Waqt do hi zindagi main guzray hain kathin, Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad
"Hoti nahi dosti kabhi chehre se" "Dosti to dil se ki jati hay" "Soorat unki khud hi pyari lagti hay" "Kadar jinki dil se ki jati hai.
Apni Zindgi ko Zaroriyat Tak Mehdood Rekho, Khwaheshat sa Perhaiz Karo. Kyonka... Zaruriyat Faqeer ki b Puri ho jati hai or.. Khwaheshat Badshah ki b reh Jati hain.
Safaid saari par jab tum laalbindi lagati ho khuda ki kasam ambulance nazar aati ho farq sirf itna hai ke wo ghayal ko le jati hai or tum achay bhalay ko ghayal kar jati ho
Sans lainay se teri yaad aati hai, Yaad aanay se meri jaan jati hai, Kaise kehdoon k sirf sans se zindagi he, Sans bhi to teri yaad k baad aati hai,
Samandar Bhar Syllabus Hota Hai Nadi Bhar Parh Pate Hein Balti Barh Yad Rehta Hai Chuloo Bhar Number Ate Hein Jis Mein Hum Doob Jatey Hain
Suhani dhoop barsat k baad, Thori si hasi her baat k baad, Usi tarah ho mubarak aap ko, Yeh EID Ramadan k baad. EID Mubarak
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to Muskra key manayee, woh aisa ho Jo baat karey to woh nibha bhi […]
Coffee ke cup se uthte dhuye me tumhari tasveer nazar aati hai, aur inhi kahaylon mein kho kar aksar meri coffee thandi ho jati hai.
Kabhi hasaati hai too kabhi rulaati hai ye zindagi bhi na jaaane kitne raang dekhati hai haste ha to bhi ankhoon mein nami aaa jaati hai naa jaane ye kaissi yaadein hai joo dil meinn bas jaaati hai duaa karte hai es naye saal ke avsar par mere dostoon ke laboon per sada muskaaan rahe […]
Munna: Teray ko maaloom hai k cigarette aik tarah say slow poison ka kaam karta hai. Patient: To mujhay konsa marnay ki jaldi hai.