You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Zoo se bhaagay howay Langoor
Zoo se bhaagay howay Langoor
Abe Khajur,
Zoo se bhaagay howay Langoor,
Abey Saray hue Kele ke Chilkey,
Chuse hue Aam,
Circus k Retired Bander,
(Aisa kisi ko na kehna Feel hota hai).
Related SMS
- Totay howay paimanay main jaam nahin aata
- beetay howay khud pay sitam likh raha hoon
- 1 ghar main twins paida howay
- Uljhay howay din raat
- Aisa kabhi na karna
- Mohabbat k saray rang
- Bell kharab hay ...
- Apnay aamal ka Hasib
- AAP (S.A.W) per 1 bar darood parhta hai
- Thandi he coffee garam karloo
- Yeh zara zara si baat per,Tarha tarha ka azaab kiyon?
- Kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye
- Woh subah ki thandak
- Chappal badal li
- Ya koi patthar dil insan na hota
- Bheje main bheja hi nahin bheja
- Aftari main sirf tumhari kami thi
- Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- Interviewee; What is your date of birth?
- Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Dard kia hota hai btayein gein kisi roz
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai
- Sare gawahon aur bayanat
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Ab duniya walay bhugtain gay
- Maa se rishta aisa banaya jaae
- Mere love letters wapis karo
- Aaj maine 2 kasam khai hain
- .........Kaash.......
- KOi apna aisa hua kare....!
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
Totay howay paimanay main jaam nahin aata, Ishq k mareez ko araam nahin aata, Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota, Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.
Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon beetay howay khud pay sitam likh raha hoon, Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.
1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho! bhala bataao.. hamare pakistan ki halat daikh kar bache bhi duniya mein akele ane se darte hain.
Apney Uljhey Huwey Din Raat Bhi Suljha Na Sakey Itney Be-faiz Hain Khud Apney Hi Kaam Aa Na Sakey Saaya-e-Zeest Ko Dhaltey Huwey Daikha Lekin Taptey Sehra Pay Koi Naqsh-e-Khushi Paa Na Sakey Dil Bhi Machla Tha Nigahein Bhi Palat Jaati Theen Unn Ki Dehleez Pay Lekin Ye Qadam Jaa Na Sakey Dil Ki Taskheer […]
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
Mohabbat k saray rang Rangon k saray phool Phoolon ki sarii khushboo Khushboo k saray lamhe Lamhon ki sarii chahat Chahat ki sarii khushiyaan aap k liye...
Main Tumhare Ghar K Bahar Kaafi Der Se Khara Hoon Shayad Bell Kharaab Hy Darwaza Kholo . . . . . . Aisa Bol Ker Kisi Ko Tung Nahi Krna Chahiye ...:p
Kisi ko apnay aamal ka Hasib kiye datay hain Sawal saray ghalat thay Jawab kiye detay hain
1 DIN Hazrat Jibrail (A.S) Huzoor (S.A.W) k paas aye or kaha ALLAH ne mujhey itni taqat di hay k main sari dunia k darakhton k pattay gin sakta hon or pani k saray qatray or rait k saray zarray gin sakta hon lekin us aadmi per rehmat ki tadad nahin gin sakta jo AAP(S.A.W) […]
Thandi he coffee garam karloo, Is pathar dil ko thoda sa naram karlo, Aapke hote hoe inbox khali hai, Abey thori c to sharam karloo¢â‚¬Â¦..
Yeh zara zara si baat per, Tarha tarha ka azaab kiyon? Jo kisi say bhi khafa na ho, Mujhey us khuda ki talash hai. Mujhey laghzishon pay her ghari, Koi tokta hay baar baar. Jisay ker k dil ko dukh na ho, Mujhey us gunah ki talash hai, Bina Humsafar k kab talak, Koi musafaton […]
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,
Woh subah ki thandak, Woh toliye ki khushbu, Woh shamp ki bottle, Woh dhule howay kapron ka sakoon, . . . . . Tum kiya jano ye to sirf nahanay wale hi jante hain:p
Kisi nay dil badal liya, Kisi nay dharkan badl li, Aap k paas kuch nahin tha badalnay ko, to aap nay masjid main ja kar chappal badal li:p
Kaash k usay chahnay ka Arman na hota, Main hosh main hote howay anjaan na hota, Yeh pyaar na hota kisi patthar dil se hamain, Ya koi patthar dil insan na hota
GOD nay aap ko bheja to bheja, Laikin bheja tu aisa bheja, k bheje main bheja hi nahin bheja, yeh SMS mujhey kisi nay bheja, is liye main ne aap ko bheja
Suno! Aaj Aftari mein samose bi thay pakoray bi thay sharbat bhi tha kele bhi the saib bhi the angoor bhi the Khujoor bhi thi bas aik tumhari kami thi Kharboozay!
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne, Khud bula ker phir sataya hai kisi ne, Jab tak jali hai shama jalta raha parwana, Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne Armaan mere raiza raiza hogaye hain, Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne, Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye […]
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
Interviewee;What is your date of birth? Sardar;nov 28. Interviewer;which year? Sardar;abey ullu everyyear.
Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai, Zakham day ker pochtay hain ab haal kaisa hai? Kisi aik say gila kiya karna yaaro, Saari duniya ka mizaaj aik jaisa hai
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey […]
Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER" ho aap ki sitaron jitni lambi aisa "DOST" kahan aur kisi k "PAAS" hota hai
Sare gawahon aur bayanat ko mad-e-nazar rakhte howay ye adalt, dafa 420 k tahet $m$ parhne wale ko $m$ na bhejne k jurm me "MEMON" Qarar deti hai.
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Jab ap paida howay, Tab akash se phool barsay, Parion ne jashan kia, Farishton ne ghee k chiragh jalae, or bolay . . . . Hamari jan chuti Ab duniya walay bhugtain gay
Maa se rishta aisa banaya jaae, Jisko nigaaho me bithaya jae, Rahe uska mera rishta kuch aisa k Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae
Girl:Me tumse shadi nahi ker sakti isliye ye lo apne love letters or mere mujhe wapis karo! Boy bari c basket samne rakhte howay, Is me se jo jo tumharay hain nikal lo! :D
Aaj maine 2 qasam khai hain 1)Kisi bhi parayi larki pey nazar nahi dalunga Aur 2) Kisi bhi ladki ko paraaya nahi samjhunga¢â‚¬Â¦.
mein kuch b nahin hoon tere liye kuch tere liye mein ho jaon tere dil men rahoon ankhon mein basoon dharkan men shamil ho jaon to jab koi baat kare mera naam b us meia shamil ho to jab b mange kuch rab se meri zaat b us men shamil ho har bar nahin ik […]
Koi apna aisa hua kare, Jo shikayatein na gila kare, Jo mere liye hi saja kare, Jo mere liye hi bana kare, Mein jo rooth jaon manaye woh, Mein udas hoon to hansaye woh, Sada chupke chupke dabe qadam, Mere saath hi bas chala kare, Kabhie us se mein jo door hoon, Meri wapsi ki […]
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]