You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » ishq main barbadi na kerwa lena
ishq main barbadi na kerwa lena
Love advice: don't let romance ruin you — especially don't spend the vegetable money on mobile top-ups for someone.
ishq main barbadi na kerwa lena,
Apne ammi k arman khak mai na mila dena,
jo paise ghar se sabzi laane k liye milte hain,
unka easy load na karwa lena
Related SMS
- Jam kerwa hai magar itna nahi k pia na jaye,
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo
- Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge
- Zindagi mein kuch sapnay saja lena
- Nikal lena apna ATM
- ISHQ wahi hai jo ho ektarfa
- ISHQ wahi hai jo ho ektarfa
- Ishq bande di jaat o loko
- Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
- Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
- Tum yaad humain bhi ker lena
- Badla Lena Meri Fitrat Mein Nahin SAAQI,
- Ishq se zindgi khatam nahi hoti
- ISHQ da jisnu khwaab aa janda ae,
- Samajh lena APRIL FOOL hai
- Chupke chupke ro lena
- Pehchaan lena agar kahi hum mile aapse
- Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena
- Ishq karna hay to...
- Mobile main CNG lagwao gay?
- Ishq ki baazi hum haar gayai
- jeet to saktay the ishq ki baazi hum bhi
- Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya
- Ishq ne hume Rula Diya
- Ishq ke sahare jiya nahi karte
- Log ishq kartay hain baray shor kay sath
- Muje dard-e-ishq ka maza malum hai
- Ye ishq-o-muhabbat mehr-o-wafa
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Har shaks khudi ki masti main
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
Roman Urdu SMS on having just enough: enough wine to drink, enough pain to live through, enough money to keep the texts coming. Jaam kerwa hai magar itna nahi k pia na jaye, zindagi main dard hai magar itna nahi k jia na jaye, sms kerny per paisay lagtay hain magar itney nahi kay kia […]
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
A piece of Roman Urdu advice to think before falling in love — and if that doesn't land, just watch the film Tere Naam. ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo, . . . . . . ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo, . . . . . . agar phir bhi […]
Panchi keh rahey hain k hum chaman chor denge, aur sitare keh rahey hain ki hum gagan chor denge, Agar tere ishq mein main mar bhi jaun ae sanam, Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge
Zindagi mein kuch sapnay saja lena, Agar waqt mile to kuch armaan jaga lena, Hum aap ki raahon se sab Dard chupa leinge, Jab chahey hamain aazmaa lena.
Insan jb pehli bar dalta hy to wo confuse hota hay magar tum na ghabrana or dal dena tum jese hi rakho ge wo khud andar chala jaye ga phir thumein acha lagnay lagay ga or phir ajeeb ajeeb awazen ayen gi, or phr jub tumhari money nikal jaye to tum nikal lena apna ATM
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa, IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai, HAI agar ishq to aankho mein dekho, ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai..
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa, IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai. HAI agar ishq to aankho mein dekho , ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai.
Punjabi verse on love and friendship as a person's core identity and religion, each one demanding a total surrender of body and soul. Ishq bande di jaat o loko, Te yaari bande da imaan. Ishq ta mange sir di baazi, Te yaari mange dil-jaan. Ishq ch banda mitt janda a, Te yaari ch ho janda […]
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
Ishq tanhayi hai mehfil nahi, Pyaar ruswai hai saahil nahi, Jo samajhte hai ishq ko mehfil, Wo ishq ke qabil nahi.
A ghazal about remembering and wanting to be remembered — we think of you, please think of us too. Ho raat akeli pichlay paiher or Chand gagan main aa jaye, Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye. Kuch khuwab saja kr palkoun pay Tum chand say batein kr laina, Hum yaad […]
Main Lamhon Ko Waqt Ki Pukaar Deta Hoon..! Isi Lagan Mein Kayi Shaamein Guzaar Deta Hoon..! Main Yunhi Her Aik Se Be-Rabt Nahin Milta, Her Aik Shakhs Ko Us Ka Mayyaar Deta Hoon..! Main Gham Ki Kashti Ko Dabona Nahin Chaahta, Bojh Barrh Jaye To Kuch Utaar Deta Hoon..! Khushiyan Koi Maangey To Muft Deta […]
Mahak dosti ki ishq se kum nahi hoti Ishq se zindgi khatam nahi hoti Sath agar ho zindgi main doston ka To zindgi jannat se kum nahi hoti
Punjabi SMS about the side effects of falling in love — you end up counting stars all night instead of sleeping. ISHQ da jisnu khwaab aa janda ae, waqt samjho khraab aa janda ae, mehboob aave ya na aave par taare ginan da hisaab aa janda ae!
A mock-romantic warning that any beautiful person who returns your feelings on a specific day is almost certainly pulling an April Fools stunt. In hasino se Rasme Wafa or Dil Lagana sarasar bhool hai… Jis din ye ikrar karen mohabbat ka, Samajh lena us din APRIL FOOL hai…!
Jab seena gham se bojhl ho aur yaad kisi ki aati ho, Tab kamre mein band ho jana aur chupke chupke ro lena, Jab aankhein bhaari ho jaayen aur yaad mein meri bhar aayen, Phir khud ko dhoka mat dena,aur chupke chupke ro lena, Jab palken qarb se mondi ho aur sab samjhe tum sote […]
koi gila na koi shikwa rahe aapse... ye aarzo hai ek silsila bana rahe aapse... bas ek baat ki bari umeed hai apse... pehchaan lena agar kahi hum mile aapse...
Miley Har Qadam PAy Rafaqat Tmhari Kahan Hum Kahan Yeh Inayat TUmhari Humein Chahiye Bas Taluq Tumhara Muhabbat Miley Ya Adawat Tumhari Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena Barri Dil Nasheen Hai Yeh Adat Tumhari NA Dekha Jahan Mein Aur Koi Tumsa Barri Munfarid Hai Tabiyat Tumhari Humein Zindagi K Kathan Raston Mein Hemesha […]
Ishq karna hay, phir dard bhi sehna seekho warna aisa karo, auqaat mein rehna seekho
A philosophical SMS about what you came into the world with and what you'll leave with — ending in a dig about saving money to install CNG in your phone. Kiya lay ker ayai thay----? Kiy lay kar jao gay...?? Mujhey SMS nahin kar k kitnay paisay bachao gay? Itnay paisay bacha ker kya..... . […]
Dilon say khailnay ka hunar hamain aata nahin, Isi liyay ishq ki baazi hum haar gayai, Meri zindagi se shayud unhain bohut pyar tha, Isi liyay mujhey zinda hi maar gayai....
raat kya dhali taaray chale gayai ghairon say kya gila jab apnay chale gayai jeet to saktay the ishq ki baazi hum bhi per unhe jeetanay ke lye hum harte chale gaye
Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.
For the pain of being forgotten by someone you never stopped loving. A sad Urdu verse that names that feeling with precision. Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya hum to unki yadon mein hi jee laitay, magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya
Ishq ke sahare jiya nahi karte, Gum ke pyalo ko piya nahi karte, Kuchh Nawab dost hain hamare, Jinko Preshan na karo to wo yaad bhi kia nahi karte
Log ishq kartay hain baray shor kay sath, Humne bhi kia bare zor kay sath, Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath, Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Muje dard-e-ishq ka maza malum hai, Dard-e-dil ki inteha malum hai, Zindgi bhar muskrane ki dua na dena, Mujhe pal bhar muskrane ki saza malum hai.
Alfaz kay jhootay bandhan mein Aghraz kay gehray pardon mein Har shakhs muhabbat kerta hai Hala kay muhabbat kuch bhi nahi Sab jhotay rishtay naatay hain Sab dil rakhnay ke batain hain Sab asli roop chupatay hain Ehsas se khali loog yahan Lafzon kay teer chalatay hain Ik bar nazar mein aa kar wo Phir […]
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
A ghazal about people pretending to love — everyone lives for themselves, love and loyalty are just words here. Alfaz k jhoote bandan main Raz k gheray pardon main har shakhs Mohabat karta hai halan ke mohabat kuch bhi nhin sab jhoote Rishte nate hain Sab dil rakhne ki batein hain sab asli roop chupate […]
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai