You are here: SMS4Smile » Love SMS » Ishq ne hume Rula Diya
Ishq ne hume Rula Diya
For the pain of being forgotten by someone you never stopped loving. A sad Urdu verse that names that feeling with precision.
Ishq ne hume Rula Diya
Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya
hum to unki yadon mein hi jee laitay,
magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya
Related SMS
- Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya
- Kisne meri kabar par aake diya jala diya
- Mehfil ko rula daitay
- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya....
- ek hissa hume bhi banaye rakhna
- Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
- Dastan sunate to mehfil ko rula dete
- Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
- us ne mehsoos bhi na honey diya
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai
- ISHQ wahi hai jo ho ektarfa
- ISHQ wahi hai jo ho ektarfa
- Hansty Me Rula Deta Hai
- Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya
- Gham ney hasney na diya
- Yaar nay dil ka haal batana chor diya
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- Aapne dil ka haal batana chod diya
- Aap jaise log hume kuch khas lagte hai.
- Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
- Badi koshish k bad use bhula diya
- Woh bhi hume yaad kare zarori to nahi
- Ishq karna hay to...
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Ishq bande di jaat o loko
- Ye ishq-o-muhabbat mehr-o-wafa
- Ishq se zindgi khatam nahi hoti
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo
- Hasta basta dil kar diya khali us nay
- Kaisa dard diya hay tumne
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya
Kept all the pain locked inside — had no one worth sharing it with, but if told, it would have made a whole room cry. Dil ka dard dil main dabaye rakha, Koi na mila aisa jis pay duniya luta daitay, Sab nay diya dhooka kis kis ko bhula daite, Dil ka dard dil main […]
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya... us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya.... lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan... chehra bata raha tha k kuch ganwa diya... aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya... […]
Hume apne dil mein basaye rakhna, hamari yaadon k chirag jalaye rakhna, bahut lamba hai safar zindagi ka mere dƒöst, ek hissa hume bhi banaye rakhna.
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se […]
Roman Urdu verse about silent suffering: betrayal endured without a word, though telling the story would have moved the whole gathering to tears. Koe mila hi nahi jis ko wafa date. Her ik ne dokha diya kis kis ko saza dete. ye humara zarf tha k khamosh rahe dastan sunate to mehfil ko rula dete.
Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna, Agar tanha ho kabhi tho mehsus hume karna Khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna, Magar gham batna ho toh hume yaad karna.
They never let you realize what was happening — met less and less, then slowly just stopped being there. us ne mehsoos bhi na honey diya, yun kahani ka rukh moor diya, milney julney main ki kami pehley, phir rafta rafta hamein hi choor dya
Learned to long and suffer but never learned to forget love or to hurt someone else. kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai, Hume to bas aap hi se chahat hai, Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse, Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa, IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai, HAI agar ishq to aankho mein dekho, ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai..
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa, IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai. HAI agar ishq to aankho mein dekho , ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai.
Wo Jo Milta hy to Har Dard Bhula Deta hy, Jany kia Bat hai Dil Usko Dua Deta hy, Wo Muje Pyar Se Roty me Hansany Wala, Yaad Ata Hy To Hansty Me Rula Deta hy.
Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya, Mitti ke motioyn ko bikhrane naa diya, Jiss raah par pade tere kadmon ke nishan, Uss raah se kissi ko guzrane naa diya.
Gham ney hasney na diya, zamanay ney roney na diya, is uljhano ney jiney na diya, thak k jab sitaron sey panah li, neend aayi tho aapki yaad ne sone na diya
Yaar nay dil ka haal batana chor diya, Humne bhi gaherayi mein jana chod diya, Jab usko hi duri ka ehsas nahi, Humne bhi ehsas dilana chod diya.
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
Funny Holi SMS catching the reader out: all that silence and distance, and now on top of that you've stopped bathing before Holi? Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. Areyy yeh kia ? Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!
Aap jaise log hume kuch khas lagte hai. mann me har waqt hum ek aas rakte hai, jaane kab aa jaye sms aapka is liye cell ko dil ke pass rakte hai
Ishq tanhayi hai mehfil nahi, Pyaar ruswai hai saahil nahi, Jo samajhte hai ishq ko mehfil, Wo ishq ke qabil nahi.
Worked hard to forget, almost got there — then a message arrived saying forget me, and every memory came flooding back. Badi koshish k bad use bhula diya, uski yadon ko seenay say mita diya. 1 din phir uska paigham aya, likha tha mujhey bhul jao, aur mujhe bhula hua... ‚ har lamha yad dila diya.
Zindagi sabko milay zaroori to nahi, mohabat sabko milay zaroori to nahi. Kuch log bahut yaad aate hain, woh bhi hume yaad kare zarori to nahi.
Ishq karna hay, phir dard bhi sehna seekho warna aisa karo, auqaat mein rehna seekho
Urdu SMS that puts it plainly: we showed our side of this friendship. Now it's your turn to reply or delete. Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Punjabi verse on love and friendship as a person's core identity and religion, each one demanding a total surrender of body and soul. Ishq bande di jaat o loko, Te yaari bande da imaan. Ishq ta mange sir di baazi, Te yaari mange dil-jaan. Ishq ch banda mitt janda a, Te yaari ch ho janda […]
Alfaz kay jhootay bandhan mein Aghraz kay gehray pardon mein Har shakhs muhabbat kerta hai Hala kay muhabbat kuch bhi nahi Sab jhotay rishtay naatay hain Sab dil rakhnay ke batain hain Sab asli roop chupatay hain Ehsas se khali loog yahan Lafzon kay teer chalatay hain Ik bar nazar mein aa kar wo Phir […]
Mahak dosti ki ishq se kum nahi hoti Ishq se zindgi khatam nahi hoti Sath agar ho zindgi main doston ka To zindgi jannat se kum nahi hoti
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
A piece of Roman Urdu advice to think before falling in love — and if that doesn't land, just watch the film Tere Naam. ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo, . . . . . . ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo, . . . . . . agar phir bhi […]
Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay, Hasta basta dil kar diya khali us nay, Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha, JUDAI mang li ban k SAWALI us nay!
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.