You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Sardar SMS » Car ki speed kion barha di
Car ki speed kion barha di
Sardar's wife: O sardar ji, yeh car
ki speed itni kion barha di...??
Sardar ji: oyee car ki break fail ho gayai
hain, is say pehlay k koi accident
ho jayai ghar pohunch jatay hain:p
Related SMS
- Zindagi bewafa kion hoti hai?
- Time bhi barha diya..!!
- Kion hain khafa yeh bayan to kijiye
- Kion ho ???
- Dil k operation ko byepass kion kehtay hain?
- Kion Ghareeb Samjhte Hain ??
- Naukrani: malkin aap udaas kion hain?
- Aap kion udaas baithay ho
- Itni dair say dimagh kion kha rahi ho:p
- Tum he kion bhaye dil ko kya maloom
- Per najanay kion tumhari kami si thi
- KION K SAAS BHI KABHI BAHU THI
- Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna
- Taklu rooz saloon kion jata hay ?
- To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
- Roll number kion nazar nahi aaraha
- Cheating kion ?
- T.V kion nahin lay gaya ?
- Bagla aik tang per kion sota hay?
- Baby itna hi acha tha to kha kion gayai
- Sardarni: Ji 2si gaddi eni tej kyu bhja rahe ho?
- Inam kis ko mile ga?
- Wow! itni lambi celebration
- A child after 3 month of marriage
- O tere result da ki banya?
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Sardar going to shikaar
- Isi lie to jannat kehte hain
- Guzray hain hum kuch aisay muqam say
- Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai
- Sardar ko truck ne takkar mar di
- Don ka intezaar...
- Subah 5 baje phansi
Zindagi bewafa kion hoti hai? Wafa kernay ki saza kion hoti hai? Choti si baat pe baha dety hain KHOON Insan mein itni ANA kion hoti hai? Karta hun mein jis se bar baar TAUBA, Elahi mujhse wohi KHATA kion hoti hai, Banatay to hain hum apne haton se MASJID, NAMAZ apni hi phir QAZA […]
TIK TIK TIK TIK Aata Daal Ghee Cheeni Chawal Doodh Tail Gosht Petrol K baad ab Aah Time bhi barha diya..!!
Is qadar hamari chahat ka imtehan na lijiye, Kion hain khafa yeh bayan to kijiye.. Kar dijiye maaf agar ho gayai hum say khata, Youn khamosh reh kar hamain saza na dijiye....
Kia hai jo pyar to chupate kion ho Mehfil mein mera naam dohrate kion ho Jal rahay ho mere pyar ki bhatti mein Phir hijar ka dard cupate kion ho Khuwabon mein bhi agar iqrar nahi To khuwaboon mein phir aate kion ho Nazrain mila ke sharma jate ho jo Nazrain hum se milaate hi […]
Dil ke operation ko BYEPASS kion kehtay hain? Kion k agar operation theek ho gaya to PASS warna Hamesha ke liye BYE!
Kion Ghareb Samjhte Hain Hame Ye Dunia Wale Faraz???? HArzar Dard Ki Dolat Se Mala Maal Hain Hum!!!!!
naukrani: malkin aap udaas kion hain? malkin: mujhey pata chala hay k tumharay sahab ka kisi larki say chakkar chal raha hay offcie main naukrani: naheeeeeeen . . . . . . sahab mujhai dhoka nahi dai saktay
Wadiyon se soraj nikal aaya hai, Fizaon me naya rang chaya hai, Aap kion udaas baithay ho, ab to muskura do, hamara SMS aaya hai
Biwi(Ghusse Main): Tumhare Dimagh Main To Sirf Gobar Hi Bhara Hai..!! Husband (Pyar Se): To Phr Itni Dyer Se Kha Q Rahi Ho….??
Har baar dil se yeh paigham aaye, Zubaan kholon to tera he naam aaye, Tum he kion bhaye dil ko kya maloom, Jab nazroo k saamne haseen tamam aaye.
Waqt guzarta raha per sans thami si thi, Muskura rahe thy hum,per ankhon me nami si thi, Saath hamaray jahan tha sara, Per najanay kion tumhari kami si thi
BAHU K 1-2 affair sunne k baad sasur ne suicide karli 3-4 k baadpati ne suicide kar li, magar SAAS chup rahi. Why? "KION K SAAS BHI KABHI BAHU THI".
Ae chand tu bhool jayega apne aap ko, Jab sunay ga dastaan mere pyaar ki, Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna, Tu to sirf "PARCHAI" hai mere "YAAR" ki...
Santa taklu He phir bhi roz saloon jata hay, Why ??? Kion k
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati […]
Ek larka dr sy lagta hai ma andha ho gya hon Dr. nay uski ankhon ko check kia Or kha nahi beta tmhari ankhein tu theek hain. Larka. Tu phr newspaper me Mujhy maira roll num kyun nazar nahi aa rha ?
Fair & lovely ke ad ma face dikhaya Ponds ke ad ma hath dikhaya Pentene ke ad ma baal dikhaye Phir always ke ad ma cheating kyun?
Santa Police se: Kal rat chor mere ghar se TV ke Ilaaava sab samaan le gaye Police:TV kyon nahi legaya?? Santa:TV to me dekh raha tha is liye..
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he, ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he? Circuit:- aray simple Bhai, bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .
Ek chotta baccha apni pregnant mummy se puchta hai: isme kya hai. Mummy: isme ek chota baby hai. baccha: agar baby itna hi acha tha to kha kyun gayi.
Sardarni: Ji 2si gaddi eni tej kyu bhja rahe ho? Sardar: Areh,gaddi di break fail ho gayi hai, is sey pehley k accident ho jae, jaldi jaldi ghar pohunchain gay!
Race dekhte howay sardar ne dosray se pocha: "Inam kis ko mile ga?" 2nd:"Sub se agey waley ko" Sardar tu phir peechay waley kion bhag rahe hain?
Wife: Wo samay jo admi drink ker raha hai, usko main nay 10 saal pehlay shadi k liye inkaar kia tha. Aaj tak sharab pee raha hay! Husband: Wow! itni lambi celebration!
A sardar had a child after 3 month of marriage. He asked his wife ye 3 month k bad bacha kaise howa? Wife replied:tumhari shadi ko kitna arsa hua? sardar:3 months. Wife: or meri shadi ko ? Sardar: 3 months Wife: or bacha kitne month k baad? Sardar:3 month. Wife: total kitne hue? Sardar: oye […]
Sardar:O tere result da ki banya? Pappu:Miss kendi aey es class wich 1 sal hor laggay ga? Sardar:Saal pavain 2,3 lag jawan par fail na hovin mera puttar.
Aik zara si bhool khata ban gayai Meri wafai hi meri saza ban gayai, Dil liya aur khail ker tor diya, Hamari jaan gayai unki ada ban gayai
Sardar darvaze pe GUN liye khara tha Wife: y r u standing here? Sardar: Sher k shikar pe ja raha hon Wife: To jao na..! Sardar: Kase jaon baher KUTTA khara hai
Wife:Suna he k jannat me husband k sath Wife ko nahi rehne dete HUSBAND! sahi suna he, Wife: aisa kion? Husband: Arey pagli isi liye to usey jannat kehte hain
Pee hay sharab her gali her may khanay say, Aik dosti si ho gayai hay sharab k jaam say, Guzray hain hum kuch aisay muqam say k, Nafrat si ho gayai hay mohabbat k naam say...
Dil ki hasti bikhar gayai hoti, Aur rooh k zakham bhar gayai hotay, Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai, Warna hum tou kab k mar gayai hotay...
Sardar ko truck ne takkar mar di Dost: Yar jo hona tha hogaya per tu itna dara huwa Q hai? Sardar: Yar kion k us truck k pichay likha tha "Phir Milenge"
Don ka intezar to 11 colleges ki larkion ko hai Per don ka aana mushkil hi nahin namumkin bhi hai, . . . . Kion k . . . Don matric fail hay
Police:Tumhe kal subah 5 baje phasi di jayegi. Sardar: Ha Ha Ha Ha! Police:Kion has rahe ho? Sardar:Main to uthta hi subha 9 baje hon.! hehehe:d