You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Dil k operation ko byepass kion kehtay hain?
Dil k operation ko byepass kion kehtay hain?
Dil ke operation ko BYEPASS kion kehtay hain?
Kion k
agar operation theek ho gaya to PASS
warna Hamesha ke liye BYE!
Related SMS
- Qaatil kise kehtay hain ?
- Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
- Kion hain khafa yeh bayan to kijiye
- Kion Ghareeb Samjhte Hain ??
- Naukrani: malkin aap udaas kion hain?
- Apun ko tera operation dobara karna paray ga
- Kion ho ???
- Sheikh ki beti ka operation
- Bari khushi say kehtay EID MUBARAK
- Zindagi bewafa kion hoti hai?
- Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay
- Roll number kion nazar nahi aaraha
- Car ki speed kion barha di
- Har pal hum apko yad kia kertay hain
- Kia hum kum hain rooshni k liye
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Maray liye tu app hi sab se khas hain
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- KION K SAAS BHI KABHI BAHU THI
- Aap kion udaas baithay ho
- Tum he kion bhaye dil ko kya maloom
- Per najanay kion tumhari kami si thi
- T.V kion nahin lay gaya ?
- kuch log to SMS bhi nahi kertay hain
- Baby itna hi acha tha to kha kion gayai
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna
- Taklu rooz saloon kion jata hay ?
- Aap ko goodnight kehne k liye jag rahe hain
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
- Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain
- Bagla aik tang per kion sota hay?
Teacher 2 pathan: Qaatil kise kehtay hain ? Pathan: Pata nahi, Teacher: agar tum apnay baap ko qatal ker do to tum kia kehlao gay? Pathan: YATEEM
Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai.... "simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Is qadar hamari chahat ka imtehan na lijiye, Kion hain khafa yeh bayan to kijiye.. Kar dijiye maaf agar ho gayai hum say khata, Youn khamosh reh kar hamain saza na dijiye....
Kion Ghareb Samjhte Hain Hame Ye Dunia Wale Faraz???? HArzar Dard Ki Dolat Se Mala Maal Hain Hum!!!!!
naukrani: malkin aap udaas kion hain? malkin: mujhey pata chala hay k tumharay sahab ka kisi larki say chakkar chal raha hay offcie main naukrani: naheeeeeeen . . . . . . sahab mujhai dhoka nahi dai saktay
Munna: Bolay to Apun ko tera operation dobara karna paray ga. Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain. Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do. Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
Kia hai jo pyar to chupate kion ho Mehfil mein mera naam dohrate kion ho Jal rahay ho mere pyar ki bhatti mein Phir hijar ka dard cupate kion ho Khuwabon mein bhi agar iqrar nahi To khuwaboon mein phir aate kion ho Nazrain mila ke sharma jate ho jo Nazrain hum se milaate hi […]
Ek sheikh ki beti ka operation hua Doctor ne kaha pathri nikli hai Sheikh bola lao mujhay do Doctor ne kaha woh kya karo gay Sheikh bola itni mehngi mili hai bechoon ga.
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar detay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Zindagi bewafa kion hoti hai? Wafa kernay ki saza kion hoti hai? Choti si baat pe baha dety hain KHOON Insan mein itni ANA kion hoti hai? Karta hun mein jis se bar baar TAUBA, Elahi mujhse wohi KHATA kion hoti hai, Banatay to hain hum apne haton se MASJID, NAMAZ apni hi phir QAZA […]
Phool khiltay hain baharon ka sama hota hay, Aisay mousam main tou pyaar javaan hota hay, Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay, Yeh afsana to nigahon say bayan hota hay....
Ek larka dr sy lagta hai ma andha ho gya hon Dr. nay uski ankhon ko check kia Or kha nahi beta tmhari ankhein tu theek hain. Larka. Tu phr newspaper me Mujhy maira roll num kyun nazar nahi aa rha ?
Sardar's wife: O sardar ji, yeh car ki speed itni kion barha di...?? Sardar ji: oyee car ki break fail ho gayai hain, is say pehlay k koi accident ho jayai ghar pohunch jatay hain:p
Chupke chupke faryad kia kertay hain, Har pal hum apko yad kia kertay hain, Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain, k nend main bhi hum aapka naam lia kertay hain
Hum jaise dost hotay nahin sab k liye, Yeh tohfa hai kisi kisi k liye. Kion jala rakha hai shamma bujha dijiye Kia hum kum hain rooshni k liye
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray liye tu app hi sab se khas hain Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
BAHU K 1-2 affair sunne k baad sasur ne suicide karli 3-4 k baadpati ne suicide kar li, magar SAAS chup rahi. Why? "KION K SAAS BHI KABHI BAHU THI".
Wadiyon se soraj nikal aaya hai, Fizaon me naya rang chaya hai, Aap kion udaas baithay ho, ab to muskura do, hamara SMS aaya hai
Har baar dil se yeh paigham aaye, Zubaan kholon to tera he naam aaye, Tum he kion bhaye dil ko kya maloom, Jab nazroo k saamne haseen tamam aaye.
Waqt guzarta raha per sans thami si thi, Muskura rahe thy hum,per ankhon me nami si thi, Saath hamaray jahan tha sara, Per najanay kion tumhari kami si thi
Santa Police se: Kal rat chor mere ghar se TV ke Ilaaava sab samaan le gaye Police:TV kyon nahi legaya?? Santa:TV to me dekh raha tha is liye..
Na jane log kion dartay hain, kuch log to SMS bhi nahi kertay hain, Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mein, Jo MISCALL mar k bhi,balance check karte hain.
Ek chotta baccha apni pregnant mummy se puchta hai: isme kya hai. Mummy: isme ek chota baby hai. baccha: agar baby itna hi acha tha to kha kyun gayi.
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Ae chand tu bhool jayega apne aap ko, Jab sunay ga dastaan mere pyaar ki, Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna, Tu to sirf "PARCHAI" hai mere "YAAR" ki...
Santa taklu He phir bhi roz saloon jata hay, Why ??? Kion k
Hum na hote to aap kho gaye hote, Apni zindgi se ruswa ho gaye hote! Yeh to aapko GOOD NIGHT kehne, K liye jaag rahe hain, warna hum to kab k so gye hote!!!
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain, Aapki har baat dil me chupaye rekhte hain, Najane kub AAP T.V per aa jayen, Isi liye din raat Cartoon Network lagae rekhtay hain..
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he, ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he? Circuit:- aray simple Bhai, bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .