You are here: SMS4Smile » Ghazal SMS » Zara Tum Shaam Honey Do
Zara Tum Shaam Honey Do
Main Titli Ko Sula Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do,
Main Jugnoo Ko Jaga Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do !
Kahan Aaghaz Hota Hai, Kahan Anjaam Hota Hai,
Huner Saarey Sikha Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do !
Mujhey Itni Mahaarat Hai Ke Main Saada Say Lafzon Mein,
Tumhein Dilkash Bana Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do !
Mairi nam-naak Nazron Ko Na Daikho Tum Haqaarat Say,
Main Tum Ko Bhi Rula Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do!
Related SMS
- Yeh zara zara si baat per,Tarha tarha ka azaab kiyon?
- Dosti ka asar zara dair say hota hay
- Purity of honey
- Zara prayy
- My sweet honey
- Shaam e Gham Ki Qasam
- zara se cell mein de jagah tu
- us ne mehsoos bhi na honey diya
- Sweet but not honey
- Wife:, honey what r u looking 4?
- Yaad aate hai to zara kho lete hai
- Bee love honey...but
- Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
- Shaam k saaye, jo sooraj ko chupanay niklay,
- Is se pehle k EID ki shaam ho jaye
- RAAT hui jab shaam k baad
- Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
- Chiraghon ki roshni jab zara hili
- Muskura do zara khuda ke vaste,
- Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai.
- Zara dholki bjao gorioo
- Aaj / kal / subah / shaam eid
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- Bachpan Ka Zamana Hota Tha
- Kaam sadiyon ka hai...
- Uss k honton ka tabassum rahay qayaim "YA RUB"
- Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota.
- Your 5 qualities
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
- Kisi ke naam se pahle
- Har baat ka jawab inkar nahin hota
Yeh zara zara si baat per, Tarha tarha ka azaab kiyon? Jo kisi say bhi khafa na ho, Mujhey us khuda ki talash hai. Mujhey laghzishon pay her ghari, Koi tokta hay baar baar. Jisay ker k dil ko dukh na ho, Mujhey us gunah ki talash hai, Bina Humsafar k kab talak, Koi musafaton […]
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay, Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Buyer to seller : is it pure honey ? How do I know if it is pure honey ? Seller : give the dog some honey .. if the dog doesn't lick it, it is pure honey Buyer :what if the dog licks it ? Seller: so it is not a real dog.
Aik chand tanha khara raha Mere asmaan se zara prey Mere sath sath safar mai tha Meri manzilon se zara prey Teri justajo ke hisaar se Tere khawab tere khayal se Main wo shakhs tha jo khara raha Teri chahton se zara prey Kabhi dil ki baat kahi na thi Jo kahi to wo b […]
An ASCII art SMS — a small visual message for your sweet honey. .-. .-.-. .-. ! " ! " ! "-..-"'-..-" MY SWEET HONEY!
A ghazal about a lonely evening, the room feels like a desert — come back, just once, before this night swallows everything. Shaam e Gham Ki Qasam Aaj GhamgEen Hain Hum Aa Bhe Jaa Aa Bhe ja Aaj Meray Sanam Dil PreShan Hai Raat Veeraan Hai Dekh Ja Kis Trah Aaj tAnhA Hain Hum Shaam […]
A romantic message in Roman Urdu asking for a little space — framed entirely in terms of cell memory and inbox capacity. Zara se 'cell' mein de jagah tu, Zara se 'inbox' le saja tu, Zara se 'sent items' mein ja tu, Zara se 'balance' le ghata tu, Mein bhejuun tujhko mere sms bephana
They never let you realize what was happening — met less and less, then slowly just stopped being there. us ne mehsoos bhi na honey diya, yun kahani ka rukh moor diya, milney julney main ki kami pehley, phir rafta rafta hamein hi choor dya
Sweet but not honey, precious but not money, bright but not sunshine, Improves with time but not wine, dont know?? , it's friendship..!
wife:honey,what r u looking 4? husband: nothing wife:why have u been reading our marriage certificate 4 an hour ? husband: i was just looking 4 the expiry date
Yaad aate hai to zara kho lete hai Aansu ankho me uter aye to zara ro lete hai Nind aakho me aate nahi laken Aap khuwabon me ayaingay yahi soch kar so lete hai
Bee love honey, Miss love money, Flower love due, But, I LOVE YOU
Poetic Urdu Eid SMS asking a loved one to save a few joys for the sender's return, promising another Eid together. Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye Main laut k aaonga phir EID Manain gay...
Shaam k saaye, jo sooraj ko chupanay niklay, Hum di'iye lay kay, andhairon ko mitanay niklay, Aur to koi na tha, jo jurm-e-baghawat karta, aik hum hi thay, jo yeh rasm nibhanay niklay, Shehar mein, dasht mein, Sehra mein bhi tujh ko paaya, Aay gham-e-yaar, teray kitnay thikanay niklay
Warm Roman Urdu Eid SMS sent in a rush before the networks jam and the evening makes every message ordinary. Is se pehle k EID ki shaam ho jaye, Mera SMS auron ki tarha aam ho jaye, Sare mob network jaam ho jayen Aur EID wish kerna aam ho jaye... "EID Mubarak"
RAAT hui jab shaam k baad Teri yaad aayi har baat k baad Hum ne khamosh rah kar bhi dekha Phir bhi teri aawaz aayi har saans k baad
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
Chiraghon ki roshni jab zara hili, Laga tumhari ek aahat si mili, Jaake dekha jab dar pe, To phir wahi kafir hawa mili..
Just smile, for God's sake — the gathering is dim and your smile is all the light it needs. Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai?
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya […]
Aik zara si bhool khata ban gayai Meri wafai hi meri saza ban gayai, Dil liya aur khail ker tor diya, Hamari jaan gayai unki ada ban gayai
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai. Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai. Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se. Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai.
Adnan Sami's song asking girls to play the dholki at a mehndi turns out to have unexpected consequences at an actual mehndi. Adnan sami ko indian girls ne mehndi k moqa per khoob bjaya . . Beco-z . . He sang a song . . "zara dholki bjao gorioo"
Warm Roman Urdu Eid SMS wishing that every moment of every day — morning, evening, today, tomorrow — carries the name and joy of Eid. Aaj Eid Kal Eid Subha Eid Sham Eid Khuda Kare k Ap k Har Lamhe Ka Naam Ho Eid "Eid Mubarak"
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi […]
Longing makes rest impossible, but the courage to reach out takes far more than a single moment allows — centuries of patience, not minutes. Jis ghari teriyadon ka sama hota ha, Phir humein aram kahan hota hay, Hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka, Kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai
Uss k honton ka tabassum rahay qayaim "YA RUB" Uss k jeevan main khushiyon ka basaira ker day... Tu meri "KARB" ki raaton ko bhalay khatam na ker, Uss ke her shaam k aakhir mai "SAWAIRA" ker day. Uss k "DIL" k kisi konay main jaga day mujh ko... Uss ki "AANKHON" ko meray sapnon […]
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota, Main ous k gum main rota or rota he jata. Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota. Os ko dastaan suna suna k thak sa giya. Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota. Main […]
Ur 5 qualities: 1--------- 2--------- 3--------- 4--------- 5--------- Agar zindagi main kabhi koi acha kam kia hota to aj ye jaga khali na hoti
Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to har aik say milti hain, Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai […]
Har baat ka jawab inkar nahin hota Har jaga rukna intazar nahin hota Yun to milti hein hazaron se nazrein Her nazar ka milna magar pyar nahin hota