You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Dil se chaho & zubaan say ghussa karo
Dil se chaho & zubaan say ghussa karo
AAJ KI 2 pyaari BAATEIN,
1/kisi ko chahtay ho to dil say chaho sirf zubaan say nahi,
2/agar kisi k 7 ghussa karna hay to sirf zubaan say karo dil say nahi,
Related SMS
- Chaho To Dil Se Mujh Ko Mita Dena
- Zubaan se naam lete hain
- Na chaho kisi ko itna k chahat aap ki majbori ban jayai
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Dosti karo college wali se, pyar karo office wali say
- kitna bhi chaho na bhol paoge
- Aik bar karo na plz...
- Us ajnabi ka yun na intzaar karo
- Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Mat karo koi wada jise tum nibha na sako
- Ghussa ko pinay * qasoor maf karnay walay
- Aansu ko palko tak laya mat karo,
- Agar aap ko garmi lagay to ap kia karo gay?
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Abhi sath hai to bat kar lia karo
- Tum Dil Se Yun Pukara Na Karo
- Itni dosti naa karo k bigar jayain hum.
- Pehlay KISS karo, phir palang per litao
- Sada Muuskurate raha Karo
- Sharafat se roz SMS kia karo warna
- Farz karo..!
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
- Mere love letters wapis karo
- Muhabat Karo Ibadat K Sath
- Din ki roshni main "RIZQ" talash karo
- Na rootha karo
- Rulaya na karo
- Yaad Na Karo Gi To Sataoun Ga
- Boy: mujh sy shadi karo gi?
- Mulk ka kuch bhala karo
Chaho To Dil Se Mujh Ko Mita Dena Chaho To Mujh Ko Bhoola Dena Par Ye Waada Karo K Kabhi Meri Yaad Aaye Rona Mat Sirf Muskura Dena
Zubaan se naam lete hain, Aankhon se aansu chalak jaate hain. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.
Na chaho kisi ko itna k chahat aap ki majbori ban jayai, Chaho kisi ko itna k aap ka pyar us k liyay zarori ban jayai..!
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Dosti karo college wali se, pyar karo office wali se, programe karo pados wali se, ankh ladao sali se, love karo dilwali se, aur mar khao ghar wali say:p.
Kitna bhi chaho na bhol paoge Hum se jitna dur jao nazdik pao ge Humein mita sakte ho to mita do yaadein meri, magar.. kya sapno se juda kar pao ge humein.
Aik bar karo na plz.. kisi ko pata nahi chalega.. plz karo naaa........ muje acha lage ga... aik bar hamari dosti ki khatri kar do na plzz... aik pyara sa SMS!!!
Us ajnabi ka yun na intzaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu, Itna kabhi kisi se na pyaar karo
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako, Mat chaho usey jisey tum pa na sako, Pyar kahan kisi ka pora hota hay, Iska to pehla shabd hi adhoora hota hay
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako, mat chaho use jise tum pa na sako, Pyar kahan kisi ka poora hota hai, Iska to pehla shabad hi adhoora hota hai....
 AL-QURAN  "Jo log ghussay ko pee jatay hain aur doosron k qasoor muaaf kar detay hain, aise naik log ALLAH Ko buhat hi pasand hain" (Aal-e-Imran:134)
Aansu ko palko tak laya mat karo, Dil ki baat kisi ko bataya mat karo, Log muthi mein namak liye phirte hai, apne zakham unhe dikhaya mat karo.
Ek sardar se kissi ne poocha k sardar ji agar app ko garmi lagy to app kya karo gay? Sardar: jenab hum a.c k pass ja k beth jain gay. Admai: agar phir bhi appko garmi lagy to kya karo gay? Sardar: jenab tab hum a.c on kar lain gay.
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
Sanson ka pinjara kisi din toot jayega, Phir musafir kisi rah mein choot jayega! Abhi sath hai to bat kar lia karo, Kia pata kub zindagi ka sath choot jayega
Tum Dil Se Yun Pukara Na Karo, Humko Yun Ishara Na Karo, Dur Hai Tumse Ye Majburi Hai Hamari, Tum Tanhaiyon Mein Yu Rulaya Na Karo.
Itni dosti naa karo k bigar jayain hum. thora danta bhi karo k sudhar jayain hum. ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa, magar itna bhi nahi k mar hi jayain hum.
Pehle KISS karo, phir PALANG per leta do, phir CHADDI utar do, phir NICHE haath lagao, . . . . Aur check karo k BABY ne SU SU to nahi kiya na
Meri Laghzishen na Chuna karo Meri Ghaltiyan na Gina Karo, Ye Qadam Qadam ki Hudood kya Mere sath sath chala karo, main khulay mizaj ka shakhs hoon main takallufat se Marwa, ye jo Mehrbani ka lafz hai, ise tum na mujh se kaha karo, Kahin tum na ho jao besakun koi Bad'dua na tumhain lage […]
Teri yaad dil se jane nahi denge, Tere jesa dost khone bhi nahi denge, Sharafat se roz SMS kia karo warna, Ek kaan k niche denge or rone bhi nahie denge
farz karo tum chat per baithe apne baal sukhatey hoo. farz karo ke dhoop ka us din kuch kuch rang gulaabi hooo. farz karo tum baithe baithe gehri souch main kho jao. baal sukhana choord ke sar ghutnoon pe rakh kar so jao. farz karo us neend main tum ne dekha asai sapna hooo. bekal […]
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Girl:Me tumse shadi nahi ker sakti isliye ye lo apne love letters or mere mujhe wapis karo! Boy bari c basket samne rakhte howay, Is me se jo jo tumharay hain nikal lo! :D
Muhabat Karo Ibadat K Sath Piar Karoo Sachai K Sath Dosty Karo Dianat K Sath SMS Parh Lia??? Chalu Ab Reply Karoo Sharafat K Sath
Din ki roshni main "RIZQ" talash karo, aur RAAT ki tariki main "USAY" talash karo jo tumhain "RIZQ" deta hai.
Na rutha karo, kaha hum ne hazar bar usay Shaid who jaan chuka tha hamare dil ki baat.
Is tara mein rahon aapki nigaon mein , Sada aap mujhe ishqe alam rulaya na karo........
Yaad Na Karo Gi To Sataoun Ga Rootho Gi To Manaoun Ga Ro Gi To Hasaoun Ga Dost Hoon Mein Tumhara Saaya Nahin Jo Andhere Mein Saath Chor Jaoun Ga
Boy: mujh sy shadi karo gi? Girl: kyaa! Boy: achi film hai na!!! Girl: kutty k bachy. Boy: WHAT???? Girl: kitny cute hotty hain na!
Utho sathio or mulk ka kuch bhala karo. Jaggooo! . . . . . . . . Acha tum ho.. sorry yaar tum to wapas so jao isi mai hi mulk ka bhala hai