You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Boy: mujh sy shadi karo gi?
Boy: mujh sy shadi karo gi?
Boy: mujh sy shadi karo gi?
Girl: kyaa!
Boy: achi film hai na!!!
Girl: kutty k bachy.
Boy: WHAT????
Girl: kitny cute hotty hain na!
Related SMS
- Boy: Tum mujh se shadi kro gi?
- Shadi se pehle & shadi k baad
- Mere love letters wapis karo
- Sharif aadmi shadi k baad
- Dosti karo college wali se, pyar karo office wali say
- Chaho To Dil Se Mujh Ko Mita Dena
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- Sada Muuskurate raha Karo
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Shadi me 1 pathan
- Shadi bohut zarori hay
- Aur mujh hi say daman chura to na lo gay
- Shadi kernay aur mobile kharidnay
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Us ki shadi ki biryani kha baithay
- Mujh say bi ziyadah gharib ho.....
- Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko
- Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main
- Shadi ka wada kia Perveen se
- Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Meri chup se naraz na hua karo
- Tum Dil Se Yun Pukara Na Karo
- Koi mujh ko.....
- Dosti karo MOBILINK wali se
- 1 larki mujh ko hans k dekh rahi hai
- Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi
- Aansu ko palko tak laya mat karo,
- Us ajnabi ka yun na intzaar karo
- Farz karo..!
- Jinho nay khaa rakhi hai kasam mujh ko mitaanay kee
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Aik bar karo na plz...
Boy:Tum mujh se shadi kro gi? Girl:Nahi Boy:Laikin Q? Girl:Meray ghar walay nhi manain gay Boy:Ghar main kon kon hay? Girl:1 Husband aor 3 bachay
Is sawal ka jawab do Shadi se pehle dulhan ka baap dulhe ko kya deta hai? Jo shadi k baad wapas leta hai..? Its challenge 4 u!
Girl:Me tumse shadi nahi ker sakti isliye ye lo apne love letters or mere mujhe wapis karo! Boy bari c basket samne rakhte howay, Is me se jo jo tumharay hain nikal lo! :D
Ek shareef admi shadi k bad apni B.V ko bola: Aaj sey tum he meri ZINDAGI ho, PYAAR ho, TAMANNA hoo! B.V: aor aaj sey aap he mere leye FARHAN hain, SAAD hain NOMAN hain
Dosti karo college wali se, pyar karo office wali se, programe karo pados wali se, ankh ladao sali se, love karo dilwali se, aur mar khao ghar wali say:p.
Chaho To Dil Se Mujh Ko Mita Dena Chaho To Mujh Ko Bhoola Dena Par Ye Waada Karo K Kabhi Meri Yaad Aaye Rona Mat Sirf Muskura Dena
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
Meri Laghzishen na Chuna karo Meri Ghaltiyan na Gina Karo, Ye Qadam Qadam ki Hudood kya Mere sath sath chala karo, main khulay mizaj ka shakhs hoon main takallufat se Marwa, ye jo Mehrbani ka lafz hai, ise tum na mujh se kaha karo, Kahin tum na ho jao besakun koi Bad'dua na tumhain lage […]
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Shadi me 1 pathan bohut dair tuk khana kha raha tha, kisi ne pocha kab tuk khao gay? Pathan:me to khud kha-kha k dukhi hon, per kia karon card me likha tha Dinner 7 to 10PM.
Zindagi me sHaDi karna bahut zaroori hai.. Kyon ki..? Zindagi mein Khushiyaan hee sab kuch nahi hoti.. Â Â
Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi kari si saza tou na do gay Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata […]
Shadi kernay aur mobile kharidnay k baad aik hi baat ka afsos hota hay kaash thori dair aur ruk jaatay to acha model mil jata.:p
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Hoslay saray azma baithay, Hum zamanay k ghum utha baithay, Jis ki chahat main umer bhar tarpay, Us ki shadi ki biryani kha baithay:)
Kya yaar tum bhi ajeeb ho, mere dil ke kitne kareeb ho, na milte ho na sms karte ho , kya tum mujh say bi ziyadah gharib ho.....
Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko ‚ Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko ‚ Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi Jo mila hay woh mila […]
Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main Woh apna aks chore gayi mere khuwaab main Ab tak woh mere zehen main uljha sawaal hai Shaamil rahi jo har ghari mere nisaab main Aankhon main neend hai na koi khuwaab door tak Rehte hain hum bhi aaj kal waise azaab main Milta hai gardishon […]
Shadi ka wada kia Perveen se, Warna mohabbat to thi Nasreen se, Anjane men sab kehdia Mehreen se, Kia haal hua tha pocho Samreen se, Ab umeed hai sirf Noreen se, Lekin baat banegi Sabreen se, Ya phir dekho Ambreen se, Nahi to shayed Nosheen se, Or hosakta hai k Zareen se, Warna setting to […]
Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar, Mein Zinda rahu yeh dua naa kar, Koi dekhta hai meri jaan ko to hoti hai jalan, Aye Hawa tu bhi usse chua naa kar.
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
Baray hi sarfrosh hua kartay hain, Haqiqaton ki aaghosh huwa karty hain, Meri chup se naraz na hua karo, Gehray samunder hamesha khamosh howa kartay hain
Tum Dil Se Yun Pukara Na Karo, Humko Yun Ishara Na Karo, Dur Hai Tumse Ye Majburi Hai Hamari, Tum Tanhaiyon Mein Yu Rulaya Na Karo.
koi mujh ko mera bharpur sarapa la de meray bazu,meri ankhe,mera chehra la de naya mausam meri binai ko taslim nahe meri ankho ko wohe khawab purana la de koi khahish nahe tuj se ay meri umar e rawan mera bachpan,mery jugnu,meri gurya la de
Dosti karo MOBILINK wali se, Pyar kro INSTA wali se, Date maro UFONE wali se, Ankh larao PAKTEL wali se, Gift lo WARID wali se... or .. . shadi kero BAGHAIR MOBILE wali se
A boy told his friend, "yar aik larki mujh ko hans k dekh rahi hai". Friend answered: "Sahi se dekh, hans k dekh rahi hai ya dekh k hans rahi hai :-)"
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi, Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi, Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi, Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi.........
Aansu ko palko tak laya mat karo, Dil ki baat kisi ko bataya mat karo, Log muthi mein namak liye phirte hai, apne zakham unhe dikhaya mat karo.
Us ajnabi ka yun na intzaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu, Itna kabhi kisi se na pyaar karo
farz karo tum chat per baithe apne baal sukhatey hoo. farz karo ke dhoop ka us din kuch kuch rang gulaabi hooo. farz karo tum baithe baithe gehri souch main kho jao. baal sukhana choord ke sar ghutnoon pe rakh kar so jao. farz karo us neend main tum ne dekha asai sapna hooo. bekal […]
Jinho nay khaa rakhi hai kasam mujh ko mitaanay kee, Phir bhi unhi say pyaar kar raha hun main, Maloom hai na aayegi kabhi waqt say pehlay, Phir bhi apni maut ka intezaar kar raha hun main,
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Aik bar karo na plz.. kisi ko pata nahi chalega.. plz karo naaa........ muje acha lage ga... aik bar hamari dosti ki khatri kar do na plzz... aik pyara sa SMS!!!