You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi New Year SMS » Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko
Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko
Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko,
DiL Me Basalo Aane Wale Saal Koo,
Muskurao Chahee Jo Bhi Ho Pal,
Khushiyaa Lekr Ayegaa Aane Walaa Saal,
Happy New year 2014.
Related SMS
- Beet gaya jo saal, Bhool jayye
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Saal k woh lamhe jo sang aap k bitae
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Naya Saal 2016 mubarak ho
- How To Do Hickey Kiss / Love Bite
- Naya islmai saal mubarak
- Naya saal mubarak
- Naya saal mubarak
- Naya saal aaya hai chalo
- Naya Saal Mubarok ho tuje mere Dost / Yaar.
- ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
- Naya Saal Mubarak Ho
- Aaj saal ka Akhiri din hai...funny
- Naye saal me tu phir se sambhal
- Mubarak ho aapko ye naya saal
- Naye saal ki shubhkamnaaye apko.
- Naye saal aaye banke ujale,
- Mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
- Aapko Naya Saal Mubarak Ho
- Funny : Aap saraa saal kanwaree na raheinn
- Naye saal ki shubhkamnayein dene ka
- Naya saal 2014 mubarak
- Naye saal ke avsar par dua karte hain
- Doost SAAL k 12 Mahiney Saath Ho
- Santa sing ka 20 saal bad bacha hua
- Hindi new year celebration msg
- Hindi Promise Day Greetings
- Ek Khushi ki chaah main
- Jo aap ka dil chahta hay, new year
- Zamong tar myanza fasele wale shwe
- 12 Mahino Ka Intizaar
Beet gaya jo saal,Bhul jayye, Es Nayai Saal ko Gale lagayye, Karte hain duwa hum Rab se sar jhuka kay... Es Saal ka Sare Sapne pura ho Aap kay. *NAYA SAAL MUBARAK*
Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile network vyast ho, Dua hai ki aane wala saal aapke liye zabardast ho. Happy New Year 2014!
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Chalta rahega ye zindagi ka karwa, yunhi saal gujarte jayenge, magar wo lamhe jo sang aap ke bitaye hai, hum chah kar bhi na bhul payenge.. Wishing you a very happy new year
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
I am sorry. Ek buri khabar hai Mujey Hamesha k Liye bhul jana plz. Mujhe kuch dino baad tumhey, Hamesha k liye chod karrr Chale jana hey tumhara apna 2020.. Aur Meri taraf Se tumhen naya saal 2020 mubarak ho
The Hickey: A hickey technically isn't a kiss; it's a red mark (a bruise, really) left on the skin after someone sucks hard enough on it. Hickeys hurt a little to get, but some people think the sucking feels good, especially on the side of the neck. It can be embarrassing to walk around with […]
Aap sab ko dill ki gehraiyon say nikli hoi bay shumar duaon k sath "NAYA ISLAMI SAAL" mubarak ho. Allah is naye saal ko aap sab k liye rehmaton, barkaton, khushyon, kamiyabion, khair-o-afiat, hifazat, aman, sukoon aur tamam tar naik khuwahishat ki takmeel ka saal bana day aur donon jehan ki sari naymatain ata farmaye […]
Naya Saal Mubarak Kia Bharosa Mobile Ka Battery ka Charger Ka Network Ka Balance Ka Life ka Time Ka Is Liye Meri Taraf Se Advance Main "Naya Saal Mubarak"
Aa gaya hai nayaa saal Is naye saal men aao karen kaamana ke ye sabhi ko rakhe khushahaal jo hain gareeb aur kangaal unako bhi ye bana de maalaamaal Desh ke bhrashtaachaar ko mita de aur le aaye ek majaboot Lokpaal Naya sal mubarak
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Es Naye Saal mai.. Jo to chahe wo tera ho, Har din khubsoorat aur ratain roshan ho, Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar, Naya Saal Mubarok ho tuje mere Yaar.
Ek-Khubsurti..! Ek-Tajgi..! Ek-Sapna..! Ek-Sachai..! Ek-Kalpana..! Ek-Ahsas..! Ek-Astha..! Ek-Vishvas..! Yahi Hai ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
Hazaron Duaon Beshumar Wafaon An-Ginat Mohabaton Be-Panah Chahaton Aur Khushion ke beshumaar khazane ke sath Aapko.. Naya Saal Mubarak Ho.
Aaj saal ka Akhiri din hai Koi bhi galati ki ho Koi bhi gustakhi ki ho Koi bhi galati ho gayi Koi bhi khata ki ho tau please please please please aaj hi mafi maang lena kyonki mai achay mood mai hoon
Naye saal me tu phir se sambhal, Galat kaam me na too karna pahal, Zamane me sab kuchh milega tujhe, Bas dekhane ki too apni nazrain badal !!
*** TWINKLE TWINKLE LITTLE STAR*** kya kahte hai mere yaar mubarak ho aapko ye naya saal badhta raha hamara pyaar A VERY VERY HAPPY NEW YEAR 2014
Phuool khilte raahe jivan ki raah me, khushi chamktii rahe apkii nigah me, har kadam pe mile khuushi ki bahar apkoo, ye dost deta hai naye saal ki shubhkamnaaye apko. Happy New Year 2014
Naye saal aaye banke ujale, Khul jaye aap ki kismat ka tale, Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale, Chand tare bhi aap pe hi rosni dale. Happy New year
Mungfli di khushbu te gurh di mithaas, makki di roti te sarso da saag, dil di khushi te aapneya da pyar, mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
Naya Savera Nayi Kiran ke Sath Naya Din Ek Pyari Si Muskaan ke Sath Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher Sari Duaon ke Sath Happy New Year
Khuda keree ke naya saaal apko raass aa jaye, Jise aap chahte hoo wo apke paass aa jaye Aap saraa saal kanwaree na raheinn, Apka rishtaa le ker aapki saas aa jaye
Socha kisi apne se baat karein, apne kisi khaas ko yaad karein, kiya jo faislaa naye saal ki shubhkamnayein dene ka, dil ne kaha kyon na shuruwaat aapse karein…
Aapke life meinn mithaas ho “Cadbury” jaisee Rounakk ho “Asian Paints” jaisse Mehakk ho “Axe” jaisee Tazagi ho “Colgate” jaisee or tension-free raahe “Huggies” jaisse! Naya saal 2014 mubarak / Happy New Year 2014
Kabhi hasaati hai too kabhi rulaati hai ye zindagi bhi na jaaane kitne raang dekhati hai haste ha to bhi ankhoon mein nami aaa jaati hai naa jaane ye kaissi yaadein hai joo dil meinn bas jaaati hai duaa karte hai es naye saal ke avsar par mere dostoon ke laboon per sada muskaaan rahe […]
DOST Wo Ho Jo JAN- Ki Dhoop Ho FEB- Ki Barish Ho MAR- Ki Shaam Ho APR- Ki Bahar Ho MAY- Ki Subha Ho JUN- Ki Chaa'on Ho JUL- Ki Khushbu Ho AUG- Ki Taaro'n Bhari Raat Ho SEP- Ki Chandni Ho OCT- Ki Rimjhim Ho NOV- Ki Hawa Ho DEC- Ki Sard Raat Ho […]
Santa sing ka 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya. Banta : Yaar udas kion ho? Santa : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
Beete Saal Ko Wida Es Kadar Karte Hain Zo Nhi Kiya Ab tak Wo Bhi Kar Guzrate Hain Nya Saal aane Ki Khushiyaan To Sab Manaate Hain,, Chalo Hum Es Baar Beete Saal Ki Yaado Ka Jashn Manaate Hain Happy new year 2014
Kiya Tha Wada Aane Ka Lakin Aap Nibhana Bhul Gaye Aag To Laga Di Mere Dil Mein Lakin Bhujana Bhul Gaye Happy Promise Day
Ek Khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum... Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur huye hum.. Na aayi unhe nibhaani pyar mai wafaa... Aur jamaane ki najar bewafa ke naam se mashur huye hum...
Har saal aata hai, Har saal jata hai, Iss saal aapko wo sab mile, Jo aapka .+""+.+""+. + DIL + "+. .+" "+" Chahta hai *Happy New Year*
Che rata na gore muske wale shwe, Zama da zra bagh ke sparle wale shwe. Za kho pa tama da sro shondo woma, Mata da gul pa zai azghe wale shwe. La ma pura darta katli na wo, Pa lag saat ke me zarge wale shwe. Taa ho wayal che pa jwandun yama sta, Che […]
12 Mahino Ka Intizaar Fir Tum Aate Ho Har Saal Dilo Ke Beech Dooriya Kuch Palo Ke Liye Hi Sahi Mita Dete Ho Har Saal Har Koi Ek Dusre Se Happy New Year Kahne Ko H Bekaraar Mehfile Zama Dete Ho Nacha Dete Ho Har Saal Guzre Waqt Ka Andhera Mita Dete Ho Har Saal […]