You are here: SMS4Smile » Friendship SMS » DOSTI - kaho to sirf 2 lafz
DOSTI - kaho to sirf 2 lafz
DOSTI
-Kaho to do lafz,
-Mano to bandgi,
-Socho to gehra sagar,
-Dubo to zindagi,
-Karo to aasan,
-Nibhao to muskil,
-Bikhre to sara zamana,
-Simte to Sirf Aap.
Related SMS
- Aansu bane lafz aur lafz bane ghazal
- Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
- 3153600 seconds - sirf aap ko hi yaad kia
- Itni dosti naa karo k bigar jayain hum.
- Dosti is something that no1 can hate
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- dosti ko dil say nibhaya
- Usne khoya wo jo sirf usi ka tha
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Sirf chahne se mulakat nahi hoti
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Sirf tere liyay rabta rakhon
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Kya khabar tum ko dosti kya hai
- To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
- Sirf mera rahay!
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- kehte hain uss daur ko dosti
- Yaad rakh ker meri dosti ko tumne
- Dard se dosti ho gayi yaaro
- Hoti Nahi Dosti
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay,
- Tark-e-rasme-e-dosti
Pane se khone ka maza aur hai, Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai, Aansu bane lafz aur lafz bane ghazal, Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai.
Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Khushiyon par fizaon ka pehra hai, na jane kis umeed pe dil thera hai, aapki ankhon se jhalakte dard ki kasam, yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
In 1 year, 12 months, 365 days & nights, 8760 hours, 52560 min, 3153600 sec, sirf aap ko hi yaad kia. Aur sirf 2 mins lagay is jhoot ko type kernay mein :p;)
Itni dosti naa karo k bigar jayain hum. thora danta bhi karo k sudhar jayain hum. ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa, magar itna bhi nahi k mar hi jayain hum.
Dosti is something that no1 can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date.
Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
Thukra ke usne mujhko,kaha ki muskuraao! Main hass diya kiyo ki ,sawal uski khushi ka tha. Maine khoya woh jo mera tha hi nahi, Usne khoya wo jo sirf usi ka tha..
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Sirf chahne se mulakat nahi hoti, Suraj k saath kabhi raat nahi hoti, Hum jise chahete hai jaan se bhi ziyadah, Saamne hote hain, par baat nahi hoti.
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Laho main rang ki tarah basa hay tera khayal Main kis tarah teri yaadon say fasla rakhon... Kisi bhi shakhs say koi gharz nahi mujh ko Main sirf teray liyay sub say raabta rakhon...
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
Kya khabar tum ko dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khwahishon se bhara jazeera bhi hai Bohat anmol ek heera bhi hai Dosti ek haseen khwab bhi hai Pass se dekho to sarab bhi hai Dukh milne pe yeh azaab bhi hai Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai Dosti yoon […]
Jab koi khayal dil se takrata hai, Dil na chah ker bhi khamosh ho jata hai, Koi sab kuch keh ker dosti jatata hai, To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
Meri dunya me beshak andhra rahe, Tere lab pe hansi ka basera rahe, Phol khilte rahen tere charo taraf, Tere hr simt khushbu ka daira rahe, Zindgi me teri sham aye nai, Ek chamakta damakta sawera rahe, Tu mere sang ho ye zarori nai Bs, Tu jahn b rahe sirf mera rahe,,"
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai pehle dil phir zindagi se jud jate hai kehte hain uss daur ko dosti jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Yaad rakh ker meri dosti ko tumne, Meri zindagi per ehsan kar diya, Is mobile mein yeh last rupiya tha, Daikh wob bhi tere naam kar dia,
Dard se dosti ho gayi yaaro, Zindagi bedard ho gayi yaaro. Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara, Duur tak roshni to ho gayi yaaro....
"Hoti nahi dosti kabhi chehre se" "Dosti to dil se ki jati hay" "Soorat unki khud hi pyari lagti hay" "Kadar jinki dil se ki jati hai.
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai woh chand ka ek tukda hai hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai chand uus ka ek tukda hai
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay, HUM har waqt APKO satate-mnaate rahengay. Mar bhi jayein to kya gham hai HUM AANSU bankar aapki ankhon me ate rahengay.
Tark-e-rasme-e-dosti hargiz mera maslak na tha, ittifakan, doston sy rabtay kam ho gaye !