You are here: SMS4Smile » Friendship SMS » Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay,
Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay,
Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay,
HUM har waqt APKO satate-mnaate rahengay.
Mar bhi jayein to kya gham hai
HUM AANSU bankar aapki ankhon me ate rahengay.
Related SMS
- Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Ae dost dosti ki hai humne aapse
- Hum nibhayenge dosti marte dum tak
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Yaad ban kar tumhe rulate rahenge
- dosti ko dil say nibhaya
- To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- DOSTI - kaho to sirf 2 lafz
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
- Dosti is something that no1 can hate
- Tark-e-rasme-e-dosti
- Hoti Nahi Dosti
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Yahi to khubsurt dosti ka nata hai
- Dard se dosti ho gayi yaaro
- Tujh sey dosti karne ka hisab na aya
- Teri dosti hum es tarah nibhain gay,
- kehte hain uss daur ko dosti
- Dosti Ka Dawa Krne Wale
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
- Itni dosti naa karo k bigar jayain hum.
- Dosti ka asar zara dair say hota hay
- Yaad rakh ker meri dosti ko tumne
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
Khushiyon par fizaon ka pehra hai, na jane kis umeed pe dil thera hai, aapki ankhon se jhalakte dard ki kasam, yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Aaj khushiyon ki koi badhai dega, Nikla hai chand to dikhai dega, Ae dost dosti ki hai humne aapse, Aapka ek aansu bhi ghira to sunai dega..
Hum nibhayenge dosti marte dum tak, hum hasayenge tumko gham se khushi tak, aye dost kabhi humse naraz na hona, saath rehna hamare akhiri dum tak
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
hum farz-e-dosti yuhi nibhate rahenge, waqt bewaqt yuhi satate rahenge, dua karo ki umar bahut lambi ho humari, nahi to yaad ban kar tumhe rulate rahenge.
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
Jab koi khayal dil se takrata hai, Dil na chah ker bhi khamosh ho jata hai, Koi sab kuch keh ker dosti jatata hai, To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
DOSTI -Kaho to do lafz, -Mano to bandgi, -Socho to gehra sagar, -Dubo to zindagi, -Karo to aasan, -Nibhao to muskil, -Bikhre to sara zamana, -Simte to Sirf Aap.
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai woh chand ka ek tukda hai hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai chand uus ka ek tukda hai
Dosti is something that no1 can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date.
Tark-e-rasme-e-dosti hargiz mera maslak na tha, ittifakan, doston sy rabtay kam ho gaye !
"Hoti nahi dosti kabhi chehre se" "Dosti to dil se ki jati hay" "Soorat unki khud hi pyari lagti hay" "Kadar jinki dil se ki jati hai.
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Yahi to khubsurt dosti ka nata hai jo bina kisi shart ke jiya jata hai, rahe duriya darmya to parwa nahi, dost to harpal DIL me basaya jata hai.
Dard se dosti ho gayi yaaro, Zindagi bedard ho gayi yaaro. Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara, Duur tak roshni to ho gayi yaaro....
Tujh sey dosti karne ka hisab na aya, mere kisi bhi sawal ka jawab na aya, hum to jagte rahe tere hi khayalon main, aur tujhey so kar bhi hamara khuwab na aya...!
Teri dosti hum es tarah nibhain gay, Tum roz khafa hona hum roz manain gay, Per maan jana manany say, Werna yeh bheegi palkain lay k kahan jayaingay
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai pehle dil phir zindagi se jud jate hai kehte hain uss daur ko dosti jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Dosti Ka Dawa Krne Wale Kuch Aise Log Bhi Hein Wasi… Jinhein Hum Azeez tou Hein Mgr Apni Masrofiat K Baad….
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
Itni dosti naa karo k bigar jayain hum. thora danta bhi karo k sudhar jayain hum. ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa, magar itna bhi nahi k mar hi jayain hum.
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay, Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Yaad rakh ker meri dosti ko tumne, Meri zindagi per ehsan kar diya, Is mobile mein yeh last rupiya tha, Daikh wob bhi tere naam kar dia,
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...