You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Ae dost dosti ki hai humne aapse
Ae dost dosti ki hai humne aapse
Aaj khushiyon ki koi badhai dega,
Nikla hai chand to dikhai dega,
Ae dost dosti ki hai humne aapse,
Aapka ek aansu bhi ghira to sunai dega..
Related SMS
- Koi gila, koi shikwa na rahe aapse
- Thora socha hai humne...
- Pehchaan lena agar kahi hum mile aapse
- Sitam ko humne berukhi samjha
- Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne
- Aaj Tak Nahin Kaha Aapse
- Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai
- Hum agar aapse mil nahi patay..
- Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai
- Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
- Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
- Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay,
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Dosti is something that no1 can hate
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Kya khabar tum ko dosti kya hai
- dosti ko dil say nibhaya
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Dosti ki wajah nahin hoti
- To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
- Hoti Nahi Dosti
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- Tark-e-rasme-e-dosti
- Hum nibhayenge dosti marte dum tak
- Tujh sey dosti karne ka hisab na aya
- Teri dosti hum es tarah nibhain gay,
Koi gila,koi shikwa na rahe aapse, yeh aarzoo hai k silsila rahe aapse, bas is baat ki badi umeed hai aapse, khafa na hona agar hum khafa rehein aapse.
Thora socha hai humne ... thora jaana hai humne... Mushkil se magar pehchana hai humne... Koi aap jaisa na tha na hoga... isliye dost aapko mana hai humney
koi gila na koi shikwa rahe aapse... ye aarzo hai ek silsila bana rahe aapse... bas ek baat ki bari umeed hai apse... pehchaan lena agar kahi hum mile aapse...
Sitam ko humne berukhi samjha Pyaar ko humne bandagi samjha Tum chahe hume jo bhi samjho Par humne to tumhe apni zindagi samjha
Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne, Tumhare liye “God‚ se wish kiya humne, Tumhari yaad chupke se chali aayi toh, Toh bade pyaar se SmS kiya humne.
Teri Tishnagi Mein Choor Hain Hum, Aaj Tak Nahin Kaha Aapse To Ye Mat Samajhna Maghroor Hain Hum, Ho Na Jao Aap Door Humse Bas Isi Baat Ko Lekar Majboor Hain Hum
Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai, Hume to bas aap hi se chahat hai, Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse, Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai
Hum agar aapse mil nahi patay aisa nahin ke hamein aap yaad nahi aatay, mana jahan k sab rishte nibhaye nahi jatey, par jo bas jatey haib dil maib phir bhulae nahi jatey..
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai, wo kya jane ki dil me chupa rakha hai, dekhe na koi usay meri aankho mein, isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.
Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai woh chand ka ek tukda hai hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai chand uus ka ek tukda hai
Khushiyon par fizaon ka pehra hai, na jane kis umeed pe dil thera hai, aapki ankhon se jhalakte dard ki kasam, yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
Dosti ke waaday ko yuhi nibhatay rahengay, HUM har waqt APKO satate-mnaate rahengay. Mar bhi jayein to kya gham hai HUM AANSU bankar aapki ankhon me ate rahengay.
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Dosti is something that no1 can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date.
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
Kya khabar tum ko dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khwahishon se bhara jazeera bhi hai Bohat anmol ek heera bhi hai Dosti ek haseen khwab bhi hai Pass se dekho to sarab bhi hai Dukh milne pe yeh azaab bhi hai Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai Dosti yoon […]
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Jab koi khayal dil se takrata hai, Dil na chah ker bhi khamosh ho jata hai, Koi sab kuch keh ker dosti jatata hai, To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
"Hoti nahi dosti kabhi chehre se" "Dosti to dil se ki jati hay" "Soorat unki khud hi pyari lagti hay" "Kadar jinki dil se ki jati hai.
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Tark-e-rasme-e-dosti hargiz mera maslak na tha, ittifakan, doston sy rabtay kam ho gaye !
Hum nibhayenge dosti marte dum tak, hum hasayenge tumko gham se khushi tak, aye dost kabhi humse naraz na hona, saath rehna hamare akhiri dum tak
Tujh sey dosti karne ka hisab na aya, mere kisi bhi sawal ka jawab na aya, hum to jagte rahe tere hi khayalon main, aur tujhey so kar bhi hamara khuwab na aya...!
Teri dosti hum es tarah nibhain gay, Tum roz khafa hona hum roz manain gay, Per maan jana manany say, Werna yeh bheegi palkain lay k kahan jayaingay