You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Baatein karke bhola na dena
Baatein karke bhola na dena
Baatein karke bhola na dena,
Fasana karke mita na dena,
Agar day sako dosti to gham nahi,
Par dost banke bhola na dena.
Related SMS
- Chaho To Dil Se Mujh Ko Mita Dena
- Apne hone ka pata de dena
- Gunah karke saza se darte hain
- Baatein Meri yaad ayengi itni
- Hamain bhula na dena
- Kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai.
- mujhey phool na dena
- Mushkil hota hai jawab dena
- Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Hoon
- Har khushi dil ke karib nahi hoti
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Dosti dil hay demagh nahi,
- dosti ko dil say nibhaya
- Dil k zakham kisi ko dikha na sako ge
- Hum nibhayenge dosti marte dum tak
- Is duniya mein dost kam milenge
- Haqiqat samjho ya afsana
- Khuda ki banai qudrat nahi dekhi
- Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,
- Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
- Wo Samne Aaye To...
- Ishq se zindgi khatam nahi hoti
- Hasnay ko zamana hay
- Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
- Mat karo koi wada jise tum nibha na sako
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan
- Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo
- Yahi to khubsurt dosti ka nata hai
- Aap jaisa dost jab se mila he
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
Chaho To Dil Se Mujh Ko Mita Dena Chaho To Mujh Ko Bhoola Dena Par Ye Waada Karo K Kabhi Meri Yaad Aaye Rona Mat Sirf Muskura Dena
Apne hone ka pata de dena kabhi guzro to sada de dena yaad Aa jaon ibadat main Agar hath utha ke bus Dua de dena..
Gunah karke saza se darte hain, zahar pee ke dawa se darte hain, dushmano ke sitam ka khauff nahi, hum toh doston ki wafa se darte hain..
Tujhe Pyar Mera Satayega Aksar. Yaado ke toofa uthayega aksar. Zikar mera karne se pehle. tu Kuch soch ke muskrayega aksar. Mera Naam likh kar Kitabo main apni. tu Logon ke dar se Mitayega Aksar. Baatein Meri yaad ayengi itni. Jitna tu unhain Bhulayega Aksar.
Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena...
Aapki muskan hamari kamzori hai, Keh na pana humari majboori hai, Aap kyun nahi samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai.
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se
Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai, Koi aankhon aankhon mein mulakat kar leta hai, Mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta hai
Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh Dena Bikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh Dena Hawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye To Mery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh Dena Yeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k Azaab Ussi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh Dena Bohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti Hain Judayion Ki Har […]
Har khushi dil ke karib nahi hoti, zindagi ghamon se dur nahi hoti, ae dost is dosti ko sanjokar rakhna, aisi dosti har kisi ko nasib nahi hoti
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
Dil k zakham kisi ko dikha na sako ge, Dil mein jo he kisi ko bata na sako ge, Karoo ge jawani me jo girlfriend pe kharche, Budhape tak udhar chuka na sako gay:p
Hum nibhayenge dosti marte dum tak, hum hasayenge tumko gham se khushi tak, aye dost kabhi humse naraz na hona, saath rehna hamare akhiri dum tak
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.
Haqiqat samjho ya afsana; Begana kaho ya deewana; Suno mere dil ka fasana; Teri dosti hai mere jeene ka bahana.
Khuda ki banai qudrat nahi dekhi, Dilon main chupi dolat nahi dekhi, Jo kehta hai doori se mit jati hai dosti, Us ney shayud hamari dosti nahi daikhi
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako, Mat chaho usey jisey tum pa na sako, Pyar kahan kisi ka pora hota hay, Iska to pehla shabd hi adhoora hota hay
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi Aap Jese Dost Jabse Mile Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi
Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga Dekhoon ga nahi phir bhi Tasweer bana loon ga Aana ho to aa jao Ruswayee nahi hogi Dekhega nahi koi Palkon mai chupa loon ga Jo Hum per guzarni hai ek bar guzar jaye Her Gham ki tarha Tujh ko Seene se laga loon ga Weeran […]
Mahak dosti ki ishq se kum nahi hoti Ishq se zindgi khatam nahi hoti Sath agar ho zindgi main doston ka To zindgi jannat se kum nahi hoti
Hum ishq k Maaron Ka Baas itna hi fasana hay, Ronay ko koi nahi, Hasnay ko zamana hay.
Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna, Agar tanha ho kabhi tho mehsus hume karna Khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna, Magar gham batna ho toh hume yaad karna.
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako, mat chaho use jise tum pa na sako, Pyar kahan kisi ka poora hota hai, Iska to pehla shabad hi adhoora hota hai....
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan, kuch kadmo k nishan kabhi nahi khotay. Jinhe yaad karke muskura de aankhainn, wo log door ho kar bhi door nahi hotay.
Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo, Dilse pyaar k saare jazbaat le lo, Nahi chhodenge tufaan mein bhi akele tumhe, Is dost ki dosti ka chahey imtehaan le lo.!
Yahi to khubsurt dosti ka nata hai jo bina kisi shart ke jiya jata hai, rahe duriya darmya to parwa nahi, dost to harpal DIL me basaya jata hai.
Ab aur manzil pane ki hasrat nahi rahe, Kisi ki yaad me mar jane ki fitrat nahi rahe, Aap jaisa dost jab se mila he, Kisi aur ko dost banane ki zarorut nahi rahe,
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.