You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Hasnay ko zamana hay
Hasnay ko zamana hay
Hum ishq k Maaron Ka
Baas itna hi fasana hay,
Ronay ko koi nahi,
Hasnay ko zamana hay.
Related SMS
- Bachpan Ka Zamana Hota Tha
- Is dard-e-dil ko zamana kya jane,
- Kya zamana tha hum roz mila karte thay
- Ham pe sitam karnay ko zamana nikla
- Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay
- Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
- Ishq se zindgi khatam nahi hoti
- Lipta hai Mere Dil se kisi Raaz ki Surat
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- Ussay keh do
- Mutalba humara
- Kuch aur bhi hay
- Ishq ke sahare jiya nahi karte
- ISHQ wahi hai jo ho ektarfa
- ISHQ wahi hai jo ho ektarfa
- Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta
- Shakal pehchani nahi jati
- Jo hum mehsoos kerte hain
- Juda honay se darta hoon
- Baatein karke bhola na dena
- Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
- Koi khuwahish nahi is deewanay ki
- Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon
- Itna hi kehna hay tum say, mumkin ho to aa jaana
- Sath nahi ho tum...!
- Sun loo
- Zinda Hi Maar Gaye.
- Aana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja
- Haqiqat samjho ya afsana
- Lahroon say pani ko hataya nahin jaata
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
- Aankhay jub aussay char hoti hain
Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi […]
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
Kya zamana tha hum roz mila karte thay, Raat bhar chand k hamrah chala karte the, Dekh k jo hamain chup chap guzar jata hai, Kabhi is shakhs sey hum pyar kiya karte the.
jis ko apna samjha wo hi begana nikla, ham pe sitam karnay ko zamana nikla. zulm karnay ki jis nay intaha kar de, wo apna shinasa purana nikla.
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Ishq tanhayi hai mehfil nahi, Pyaar ruswai hai saahil nahi, Jo samajhte hai ishq ko mehfil, Wo ishq ke qabil nahi.
Mahak dosti ki ishq se kum nahi hoti Ishq se zindgi khatam nahi hoti Sath agar ho zindgi main doston ka To zindgi jannat se kum nahi hoti
Lipta hai Mere Dil se kisi Raaz ki Surat, Woh shakhs k jis ko mera hona bhi nahi hai. Ye Ishq-e-Mohabbat ki Riwayat bhi Ajeeb hai, Pana bhi nahi hai Usey Or khoona bhi nahi hai
Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Ussay Keh Dou Kay Woh Mujh Ko Ronay Say Mat Rokay..... Bikhray Huwoon Ko Toofan Sanbhala Nahi Kartay... Ab Mehar Banion Ki Tumhari Tamana Nahi Humko..... Barastay Huway Baadil Kabhi Ujala Nahi Kartay..... Mat Qareeb Aao Meray Mujhe Bas Younhi Rehnay Dou... Tootay Huway Paimanay Mein Jaam Dala Nahi Kartay...... Mat Sunao Logoon Ko Meri […]
mutalba humara un sy kuch bhi zyda nahi murta to hai hum py woh aur khabi jutata nahi hum ny kub chaha jee jan sy woh chahy humein bhi per woh to itna zalim hai dykh k bhi muskrata nahi kerta to hai roshniyaon ki barish ka wada akser filhaal to andhyry mein hath bhi […]
Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay ...
Ishq ke sahare jiya nahi karte, Gum ke pyalo ko piya nahi karte, Kuchh Nawab dost hain hamare, Jinko Preshan na karo to wo yaad bhi kia nahi karte
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa, IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai, HAI agar ishq to aankho mein dekho, ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai..
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa, IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai. HAI agar ishq to aankho mein dekho , ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai.
Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta Per tum ko bhi paane ka raasta nahi milta Tere khaloos-e- mohabbat pe atebaar hai itna Siwa tere koi rishta sacha nahi lagta
Qudurat ho to sachi baat bhi mani nahi jati Ke chashme toor tak suraj ki tabaani nahi jati Ab itna bhi na apne ko bigaro bugze haider me Ke khud tumse tumhari shakal hi pehchani nahi jati
Jo hum mehsoos kerte hain agar tum tak pohanch jaye tou bas itna samajh lena ye un jazbo'n ki khusbuu hay jinhai'n hum keh nahi sakte magar tum jo ijazat do tou chand lafzo'n main keh doon k tum bin jee nahi sakte ... K tum bin jee nahi sakte ...
Lahoo ronay se darta hoon , juda honay se darta hoon , Meri aankhain batati hain k main sonay se darta hoon .. Meri unggli pakar laina mujhe tanha nahi karna, Ye dunya aik maila hai tumhain khonay se darta hoon... Jo hansti ho tu kyun palkoon k goshay bheeg jatay hain , Tumhain maloom […]
Baatein karke bhola na dena, Fasana karke mita na dena, Agar day sako dosti to gham nahi, Par dost banke bhola na dena.
Sitam Karo Na Karo Hum Gila Nahi Karte, Veerano Me Kabhi Phool Khila Nahi Karte, Magar Itna Yaad Rakhna , Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
Hasrat hai sirf unhe pane ki, aur koi khwahish nahi is deewane ki, shikwa mujhe unse nahi khuda se hai, kya zarurat thi unhe itna haseen banane ki€¦.
Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay
baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk kheinch rahi hai teri ulfat, aaj mujhey maikhanay tuk ishq ki batain ghum ki batain, dunya walay kertay hain kis nay shama ka dukh dekha, kaun gaya parwanay tuk ishq nahin hay tum ko mujh say, sirf bahanay kerti ho yun hi bahanay qayam rakhna, tum […]
‎Mujhy yaad aa kar itna be-chain na kro...! Bs ik ye hi sitam kaafi hai k sath nahi ho tum...!
PAS Aao, Ik Ilteja sun lo. Pyar Ha Be-Panah sun lo Ek Tumhi ko Khud sa Manga ha.. Jab b Koi Dua Mangi Sun lo. Ibteda Ishq ki How Tum Sa. Tum ko Chahat Ki Inteha Sun lo. Bin tere je nahi sakunge main.. Lot Ao mere Sada sun lo. Dekh lo Zindagi Adhuri ha.. […]
Dilon Se Khelne Ka Hunar Hamein Nahi Aata, Isliye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye, Meri Zindagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar Tha, Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye.
Haalat pay meri hasnay hasaney aaja, jhooti hi sahi par sachi ansoon bhane aaja khuwab ko kiya sajana,woh toh bhikar gaye ana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja!
Haqiqat samjho ya afsana; Begana kaho ya deewana; Suno mere dil ka fasana; Teri dosti hai mere jeene ka bahana.
Ghamon main hasnay walon ko rulaya nahin jata, Lahroon say pani ko hataya nahin jaata, Bananay walay ban jatay hain apnay, Kisi ko keh ker apna banaya nahin jata
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
Aankhay jub aussay char hoti hain Dil ki baatay hazar hoti hain Piyar may pata chal raha hay abb Kasay nindhay kharab hoti hain Zamana kuo dushman banta hay Kasa sunna baatay azab hoti hain Samajh may kuch nahi aata Sameer Aqal ki batay baykar hoti hain