You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Ham pe sitam karnay ko zamana nikla
Ham pe sitam karnay ko zamana nikla
jis ko apna samjha wo hi begana nikla,
ham pe sitam karnay ko zamana nikla.
zulm karnay ki jis nay intaha kar de,
wo apna shinasa purana nikla.
Related SMS
- Sitam ko humne berukhi samjha
- Mohabbat karnay walon ki ab talash chor di
- Sitam sahay aur mohabbat bhi karay
- Hasnay ko zamana hay
- Yaad karnay ki aadat nahi hai,
- Number dial karnay se pehley do lagain
- Is dard-e-dil ko zamana kya jane,
- Kya zamana tha hum roz mila karte thay
- Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay
- beetay howay khud pay sitam likh raha hoon
- Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay
- Bachpan Ka Zamana Hota Tha
- kitne nadaan thy toufan ko kinara samjha
- Is liye farz tha aap ko batana
- Girls of 1995 & 2007
- Qaraar Cheen Leya..
- Haqiqat samjho ya afsana
- Dil majboor ho raha hay
- teri ulfat ki rahoon mein loota de zindagi hum ne.
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- Her ada aus ki pasad thi apni
- Ae dost dosti ki hai humne aapse
- Sath nahi ho tum...!
- Her hud guzar chuki hay
- Intezar to sab kartay hain
- Pyar ka dard meetha hota hay
- Us ajnabi ka yun na intzaar karo
- Uljhay howay din raat
- Samjha do apni yadoon ko
- Naa jaane Ashq se Aankhon
- Hum mitti ka aashiyana banate gaye
- JO mila DOST aap jaisa Pyara.
Sitam ko humne berukhi samjha Pyaar ko humne bandagi samjha Tum chahe hume jo bhi samjho Par humne to tumhe apni zindagi samjha
Mohabbat karnay walon ki ab talash karna chor di hum ne log to shayud waqt guzarnay aur dil jalanay k liye miltay hain
kahan talaash karo gay, tum mujh jaisa shakhs jo tumharay sitam bhi sahay aur tum se mohabbat bhi karay
Hum ishq k Maaron Ka Baas itna hi fasana hay, Ronay ko koi nahi, Hasnay ko zamana hay.
Yaad karnay ki aadat nahi hai, Hume bhulaane ki ijazat nahi hai, Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari, Hume tum se koi shikayat nahi hai.
A sardarji went to a STD/ISD/PCO SHOP and slapped the operator twice. :-( Guess why ? bcoz there it was written "Number dial karnay se pehley do lagain"
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
Kya zamana tha hum roz mila karte thay, Raat bhar chand k hamrah chala karte the, Dekh k jo hamain chup chap guzar jata hai, Kabhi is shakhs sey hum pyar kiya karte the.
Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay, Yeh hadsay woh hain jo samjhaye nahin jatay, Aik umer ki koshish say bhula di hay teri yaad, Laikin teri yaad k sayai nahin jaatay...
Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon beetay howay khud pay sitam likh raha hoon, Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi […]
kitne nadaan thy toufan ko kinara samjha kitne bejan saharon ko sahara samjha, kitnay anjaan thy wo log jo sahil pe thy, hamain doobta dekha or nazara samjha
Haqiqat samjho ya afsana, Apna samjho ya baigana, Hamara aapka rishta he purana, Is liye farz tha aap ko batana, kay garmiyan aa gayi hain, Ab shuru ker do roz nahana! jao nahao (,?. *,?.)
GIRLZ OF 1995* "AGAR TUM MIL JAO ZAMANA CHOIR DENGE HUM" GIRLZ OF 2007* AGAR TUM MIL JAO PURANA CHOR DENGE HUM
Qarar cheen lia beqarar chorr gaye Bhar legaye yad-e-bhar chorr gaye Hmari chasm-e-khazeen ka khyal kuch na kia Wo umar bhar k liay ashak baar chorr gaye Jisay samajtay thay apna wo itni mudat se Usi ko aaj wo begana waar chorr gaye
Haqiqat samjho ya afsana; Begana kaho ya deewana; Suno mere dil ka fasana; Teri dosti hai mere jeene ka bahana.
dil majboor ho raha hay tum se bat karnay ko, bus zid yeh hay k guftugu ka aghaaz tum karo.
teri ulfat ki rahoon mein loota de zindagi hum ne. dil-o-jaan lootne wale to kitna bewafa nikla.
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna, Phir tasawur main khud se sharmaty rehna, Her ada aus ki pasad thi apni, Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna, Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar, Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna
Aaj khushiyon ki koi badhai dega, Nikla hai chand to dikhai dega, Ae dost dosti ki hai humne aapse, Aapka ek aansu bhi ghira to sunai dega..
‎Mujhy yaad aa kar itna be-chain na kro...! Bs ik ye hi sitam kaafi hai k sath nahi ho tum...!
Her hud guzar chuki hay mari tujh say piyar ki Zindagi mangi hay ager aur, to tujh say piyar ki Her khoshi hogaiee hay mari wabasta tujh say Jab say ibtada ki hay may nay, tujh say piyar ki Taray siwa mujh ko abb kuch aur nazer nahi aata Intaha dekh li hay sub nay […]
Jo hud say na guzar jaye wo pyar hi kiya Jo pyar karnay pay majboor na kar day wo iqrar hi kia, Intezar to sab kartay hain, saansain tootnay tuk Jo sath na day woh yaar hi kia
Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay?? Pyar ka dard meetha hota hay... to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?
Us ajnabi ka yun na intzaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu, Itna kabhi kisi se na pyaar karo
Apney Uljhey Huwey Din Raat Bhi Suljha Na Sakey Itney Be-faiz Hain Khud Apney Hi Kaam Aa Na Sakey Saaya-e-Zeest Ko Dhaltey Huwey Daikha Lekin Taptey Sehra Pay Koi Naqsh-e-Khushi Paa Na Sakey Dil Bhi Machla Tha Nigahein Bhi Palat Jaati Theen Unn Ki Dehleez Pay Lekin Ye Qadam Jaa Na Sakey Dil Ki Taskheer […]
Samjha do apni yadoon ko, wo bin bulaye pas aaya karti hain, aap to dur reh kar satate ho magar, wo pas aakar rulaya karti hain
Naa jaane Ashq se Aankhon mein kyun hain aaye hue, Guzar gaya hai Zamana tujhe bhulaaye hue.
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, humain koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banatay gaye
Ek hai asman ka tara , Ek hai sagar ka kinara, Bewafa hai zamana sara, Nasib hai achha hamara, JO mila DOST aap jaisa Pyara..