You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Woh hamain 1 sms na kar paye
Woh hamain 1 sms na kar paye
Dil se roye magar honton se muskura baithe,
Yun he hum kisi se dosti nibha baithe,
Woh hamain 1 sms na kar paye,
Jin k liye hum sms packages kerwa beithay
Related SMS
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Dard seh ker bhi hamain muskurana para
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- Hamain Tumse Piyaar Hai...
- Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
- Aray hamain to apnon ne luta
- Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay
- Dhondte phiro gay hamain 1 din
- Hamain aap yun hi sharabi na kahiye
- Hamain aap yun hi sharabi na kehiye
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Zindagi nahin hamain doston say pyari
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain
- Hamain maaf farma
- Hamain bhula na dena
- Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye
- Kisi or ko daikh k muskura na sakay
- Aapki kanjusi dil ko bha gai
- Kabhi zindagi sey gilla ker k roye
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Marna ka maza to tab hai yaro
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- Teriyan yadan nal preet pai baithe haan
- Kia hum kum hain rooshni k liye
- Apna Ho Kar Bhi
- Hindi Promise Day Message
- Promise Day Shayari
- Valentines Day Shayari in Hindi
- Hum khak Zamee ki hokar ,
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Roshni say hamain apnay dil ko jalana para, Dard seh ker bhi hamain muskurana para, Aap log sada hastay rahay, Is liye hamain aanso'on ko chupana para.
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
Hamain Tumse Piyaar Hai... . . . . . . . . . HAAN...! . . . . . Aye pyaray watan (Pakistan) Hamain Tumse Pyar Hai....
Hichkion ka aana ye batata hy, Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay, Dil nahi samajhta magar ye tu such hay, Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha, Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha, mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha, Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha, Mujhe jiS beD per […]
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay, Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey, Dhondte phiro gay hamain 1 din, Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Kuch nasha to aap ki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kehiye, Yeh dil per asar to aap se mulaqat ka hai
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
Ey Allah! Mai kamzor hun tu taqat wala hai Ey Allah! Mai ajiz hon tu be-neyaz hai Ey Allah! Mai mangta hon tu Daata hai Ey Allah! Mai mujrim hon tu shahensha hai Tujhe teri shane raheemi-o kareemi ka wasta' Hazrat Muhammad salalaho aleyhe wasalam k sadke muj par karam farma kiyun k mai kisi […]
Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena...
Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye Badi Chot Khai Javani Peh Roye Javani Peh Roye Na Socha Na Samajha, Na Dekha Na Bhala Teri Aarzoo Ne, Hume Mar Dala Tere Pyar Ki Meherbani Peh Roye Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye Badi Chot Khai Javani Peh Roye Javani Peh Roye Khabar Kya Thi Honto Ko […]
Bohat chaha magar unhain bhula na sakay, Khalaon main kisi aur ko laa na sakay, Usko daikh k ansu to poch liye, Par kisi or ko daikh k muskura na sakay
Aapki kanjusi dil ko bha gai, Hamain bhi apne balance ki qadar aagai, Socha ab aapkomessage na karain, Magar ye kambakht dosti hamain yaad aagai.
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye, Kabhi mout ki hum dua ker k roye, Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka, Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Koi dikha k roye, Koi chupa k roye, Humain rulanay walay, Humain rula k royee, Marna ka maza to tab hai yaro, Jab qatil bhi Janazay per aa ker roye
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya, Socha bohut kisi say pyar na ho magar, Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Teriyan yadan nal preet pai baithe haan, Eh na samjhi tenu bhulai baithe haan, Duriyan ki karan giyan dur sanu, jad ruh vich hi tenu vasai baithe han.
Hum jaise dost hotay nahin sab k liye, Yeh tohfa hai kisi kisi k liye. Kion jala rakha hai shamma bujha dijiye Kia hum kum hain rooshni k liye
kisi ki Awaaz k liye Dil tarasta hai kisi k Intzaar men Dil Tarapta hai Kya kahein is Dil_E_NADAN ko Jo apna ho kar b kisi or k liye Dharkta hai..
Na Karo Wada Ager Nibha Na Sako Na Chaho Use Jise Pa Na Sako Sachi Chahat To Use Kehte Hain Jisme Unke Bina Aap Muskura Na Sako
Wada Na Karo Agar Tum Nibha Na Sako, Chaho Na Usko Jise Tum Pa Na Sako, Dost To Duniya Me Bahot Hote Hai, Par Ek Khas Rakho Jiske Bina Tum Muskura Na Sako
Chale Gaye Hai Dur Kuch Pal K Liye, Magar Karib Hai Har Pal K Liye, Kise Bhulayenge Aapko Ak Pal K Liye, Jab Ho Chuka Hai Pyar Umar Bhar K Liye
Hum khak Zamee ki ho kar , Uss Chand ki hasrat kar baithe, Woh cheez khuda se unchi thi, Hum jiss se Mohabbat kar baithe.
kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.