You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Baqi horain kahan hain ?
Baqi horain kahan hain ?
Khudkash bombar ne
bomb ka button dabaya lekin
dhamaka nahin huwa or wo behosh ho gaya.
Jab hospital me hosh aya
or Nurse ko dekha to bola,
Baqi horain kahan hain ?
Related SMS
- Yaar yeh joray kahan bantay hain?
- Mut poch sms ki inteha kahan tak he
- Abhi kuch dair baqi hai...!!
- Kuch waqt baqi hay new year aanay mein
- Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko
- 14 August ki namaz kahan ho gi?
- Meri qismat zardari jaisi kahan?
- Kahan tak sochon
- Kanch ka dil chupain kahan
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- God ko miss call karna hai
- Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
- Hum hain tere shukarguzar
- Dil k operation ko byepass kion kehtay hain?
- Zamane se nahin hum tanhai se darte hain
- Aray hamain to apnon ne luta
- Larkian badal jati hain, larkay nahin
- Fitrat ko samajhtay hain parinday
- Hum doston ko bohut buri saza dete hain
- Aap to khud aik gulab hain
- Kia hum kum hain rooshni k liye
- Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain
- Kuch khone ko pyar kehte hain
- Har pal hum apko yad kia kertay hain
- Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai
- Hum to aap ko roz sms kartay hain
- Kiya ap kay sir per seengh hain?
- Aaho kon log bolty hain?
Sardar 1:yar yeh joray kahan bantay hain? Sardar 2:Aasman par Pehla:Abay shit yaar Dosra: Kia howa? Pehla: main to darzi ko day aaya
Mut poch sms ki inteha kahan tak he, Tu kanjusi ker le teri taqat jahan tak he, SMS ki umeed hamain nahin aap se, Hamain to dekhna hai aap kanjus kahan tak hain. Just chill
Abhi kuch dair baqi hai...!! Khizan k beet janay main, Guloun k Muskuranay main, Khushi k geet ganay mein, Baharon k zamanay main, Abhi kuch dair baqi hai..! Main tum ko bhool jaonga..! Na tum ko Yaad aaonga..! Main tum se dour reh k bhi, Tumhain jee ker dikhaonga..! Tumhain maloom hay laikin, Yeh sub […]
Abhi Kuch Lamhy Baqi Hain, Sal K Khatam Honay Mein, Chalo Aisa Karen Hum Tum, Gilay Shikway Jo Rehte Hai, Hamesha Darmiya’n Apne, Kyun Na Khatam Kar Dalen, Naye Waday Nayi Qasmein, Nayi Umeed Hum Bandhe’n, Naye Andaz Se Jeewan Ka Ik Ik Rukh Badal Dalen, Dilon Mein Hain Kadorat Jo, Hum Us Ko Khatam […]
Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko
1 pathan ne 1 buzrug se kuch pocha, Buzrug ne 2 thapar laga diye 1 admi ne pathan se pocha, tumne kia bola tha..?? Pathan:Maine sirf pocha k 14 August ki namaz kahan ho gi?
Wife : Tum tou chahty ho k main mar jaon aur meri tamam cheezai'n tumhari ho jaye'n ... Husband : Meri kismat ZARDARI jesi kahan???
Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon Loog jis mor […]
Bojhal dil, bojhal qadam, Sochtay hain k jain kahan Jub sub derwazay hon band, Apni manzil pa'ain kahan Sang'raizon k dais main, Kanch ka dil chupain kahan
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay, Jo ruch jayain rag-o-pay main unhein socha nahin kertay, Baharon k ghanay sayai mein talkhi bhi, chubhan bhi hay, Ghamon ki dhoop ka tum say magar shikwa nahin kertay, Nahin aatay kabhi bhi loot ker guzray howay mousam, Barastay badalon ki aas mein tarsa nahin […]
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
1 baccha paida hote hi nurse se bola: "Mobile hai kya ?" Nurse boli - hai, lekin karega kya ? Baccha: kuch khaas nahi, sirf God ko Miss call karna hai.... ki mai zameen par paunch gaya.
Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay, Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay, Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain, Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
Khuda ne di zindgai Abbu-Ammi ne diya Pyar Lekin ilm or padhai k liye… Ae Maullim hum hai tere shukarguzar !
Dil ke operation ko BYEPASS kion kehtay hain? Kion k agar operation theek ho gaya to PASS warna Hamesha ke liye BYE!
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain, Dil mein umang hai tujhse milne ki, Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain.
Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha, Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha, mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha, Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha, Mujhe jiS beD per […]
1 larka 1 larki k sath baitha tha, 2nd day dosri larki k sath daikha gia, 3rd day koi aur larki thi 4th day kisi new larki k sath tha Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
Insaan ki fitrat ko samajhtay hain parinday, Jitna bhi mohabbat se bulao nahin aatay.
Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Wah wah..!! Irshad Irshaad..!! Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Joota nahin maartay, bus Moza sungha dete hain...
Kaun sa phool paish karon, Koi phool gulab nahin, Aap to khud aik gulab hain, Jiska koi jawab naheen...
Hum jaise dost hotay nahin sab k liye, Yeh tohfa hai kisi kisi k liye. Kion jala rakha hai shamma bujha dijiye Kia hum kum hain rooshni k liye
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain
Chupke chupke faryad kia kertay hain, Har pal hum apko yad kia kertay hain, Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain, k nend main bhi hum aapka naam lia kertay hain
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya […]
Ghum me bhi maza aata he, Gharibon k ghar bhi khuda ata hai, Hum to aap ko roz sms kartay hain, ek aap ka sms jo worldcup ki tarah her 4 sal bad ata hai
Kiya ap kay sir per seengh hain? no r u sure? plz check again. no? ok no problem waqie Gadhay kay sur per seengh nahi hotay:p
1st man : yar ye "aaho" kon log bolty hyn??? 2nd man : bhai ye hi jo paindo log hoty hyn wo bolty hyn !!! 1st man: acha aap parhy likhy hyn ??? 2nd man : aaho ... :P