You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Sardar SMS » Yaar yeh joray kahan bantay hain?
Yaar yeh joray kahan bantay hain?
A Sardar takes "matches made in heaven" completely literally, leading to a regrettable trip to the tailor before the misunderstanding surfaces.
Sardar 1:yar yeh joray kahan bantay hain?
Sardar 2:Aasman par
Pehla:Abay shit yaar
Dosra: Kia howa?
Pehla: main to darzi ko day aaya
Related SMS
- Baqi horain kahan hain ?
- Kanch ka dil chupain kahan
- Mut poch sms ki inteha kahan tak he
- 14 August ki namaz kahan ho gi?
- Kahan tak sochon
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay
- Meri qismat zardari jaisi kahan?
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Eisi umeed ka sath Yaar tumhe mubarak ho eid
- Dost akser yunhi ban jatay hain
- Yaar, kitthay hai tu
- Aap ko pyaar k andaaz hi kam aatay hain
- Bad-tameez....miss u meray yaar
- Holi Mubarak ho mere yaar!
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Yaar nay dil ka haal batana chor diya
- Zaka yawazi gharzedam sok zama yaar na wo..!
- Aye mere yaar aisi HAPPY HOLI
- Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath
- Aaj maine 2 kasam khai hain
- Hum bhi kitne nadan hain
- aik aas lagana chahte hain
- Hum to pagal hain
- Twinkle twinkle lazy star,kitna soyega uth ja yaar,
- TUMHAARI YAAD KAY JAB ZAKHAM BHARNAY LAGTAY HAIN
- kub yaad kartay hain ?
- Kuch log tot kar chahtay hain
- AHL-E-Dil Youn Bhe Nibah Lete Hain
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
A suicide bomber's device fails; he wakes up in hospital and asks the nurse where his promised houris are. Khudkash bombar ne bomb ka button dabaya lekin dhamaka nahin huwa or wo behosh ho gaya. Jab hospital me hosh aya or Nurse ko dekha to bola, Baqi horain kahan hain ?
Bojhal dil, bojhal qadam, Sochtay hain k jain kahan Jub sub derwazay hon band, Apni manzil pa'ain kahan Sang'raizon k dais main, Kanch ka dil chupain kahan
A playful challenge — the sender doesn't expect a reply but wants to see exactly how far your stinginess goes. Mut poch sms ki inteha kahan tak he, Tu kanjusi ker le teri taqat jahan tak he, SMS ki umeed hamain nahin aap se, Hamain to dekhna hai aap kanjus kahan tak hain. Just chill
A Pathan asks an elder a completely innocent question about Independence Day prayers — gets two slaps before anyone can clarify. 1 pathan ne 1 buzrug se kuch pocha, Buzrug ne 2 thapar laga diye 1 admi ne pathan se pocha, tumne kia bola tha..?? Pathan:Maine sirf pocha k 14 August ki namaz kahan ho […]
A ghazal about endlessly thinking about someone — how far can you go in someone's thoughts before it just becomes waiting. Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera […]
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
Ashq bahay to ahsaas hota hay, Pyar k bina jeevan kitna udas hota hay, Umar ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST kahan har kisi ke paas hota hay.
A wife accuses her husband of wanting her dead for her belongings — and he denies it, citing far worse luck than Zardari's. Wife : Tum tou chahty ho k main mar jaon aur meri tamam cheezai'n tumhari ho jaye'n ... Husband : Meri kismat ZARDARI jesi kahan???
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Warm Roman Urdu Eid greeting wishing the reader to stay as happy as a flower and spread joy like a song on all sides. Sada haste raho jaise haste hain phool, Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool, Charo taraf phailao khushion ka geet, Eisi umeed ka sath Yaar tumhe MUBARIK ho EID.
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Thoughts r many but words r few, I m always there for you, When things go wrong Don't turn blue, Just give me a call & say, "Yaar, kitthay hai tu"
Muskuratay hoi ankhon main sanam aatay hain, Aap kia janain kahan say mere gham aatay hain, Aap ko hum say pyar main shikayat kia ho gi, Aap ko pyaar k andaaz hi kam aatay hain...
A nonsensically funny Roman Urdu miss you full of ridiculous rhymes and relatives, wrapping up with a genuine 'miss you, my friend.' Bad-tameez Chaddar ki KAMEEZ, Lohe ka PAIJAMA, Bandar tera MAMA, Billi teri MAUSI, Kutte mera YAAR, Aam ka AACHAR Miss u mere YAAR
Warm Hindi Holi SMS praying for every color of the festival and every shade of happiness to fill the reader's world. Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar, Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar, Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar, Holi Mubarak ho mere yaar!
Urdu poem asking a fair question: among friends who are forgotten and friends who are remembered, where do you fall? Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Yaar nay dil ka haal batana chor diya, Humne bhi gaherayi mein jana chod diya, Jab usko hi duri ka ehsas nahi, Humne bhi ehsas dilana chod diya.
Zama pa jawand da ghariby da cha aitbar na wo, Zaka yawazi gharzedam sok zama yaar na wo..!
Warm poetic Hindi Holi SMS wishing that the colors of life and friendship's rangoli never fade. Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari, kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,, ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,, mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,, rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,, ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein "FRAAZ" yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.
Two vows taken today: never look at other girls, and never treat any girl as a stranger. They cancel each other out completely. Aaj maine 2 qasam khai hain 1)Kisi bhi parayi larki pey nazar nahi dalunga Aur 2) Kisi bhi ladki ko paraaya nahi samjhunga….
Tare asman me chamkte hain Badal itni dur hai fir bhi barste hain Hum bhi kitne nadan hain Aap dil me rehte hain or hum apse milne ko tarste hai
aik aas lagana chahte hain tere dar per ana chahte hain kuch nazre karam ho hum ager hum sarko jhukana chahte hain kia dogey hame sari khushian hum daman ko pehlana chahte hain tere kandhe pe sar rakh ker hum gham apna sunana chahte hain tum kya chahoge hum se kaho? hum khud ko mitana […]
Rat gehri hai dar bhi saktey hain Hum jo kehtey hain kar bhi saktey hain Aap jo roothey to itna bhi na soocha Hum to pagal hain mar bhi saktey hain
Twinkle twinkle lazy star, kitna soyega uth ja yaar, up above the world so high, Sun has risen in the sky, uth ke jaldi pele chai, then call me and say hi
Tumhaari yaad kay jab zakham bharney lagtey hain Kisi bahaaney tumko yaad karney lagtey hain Hadees-e-yaar kay unwaan nikharney lagtey hain Toh hareem mai gaisoo sanwarney lagtey hain Her ajnabi humein mehram dikhaai daita hai Jo ab bhi teri galli say guzarney lagtey hain Saba say kartey hain ghurbat naseeb zikr-e-watan Toh chashm-e-subah mai ansoo […]
Roman Urdu verse about wanting others' happiness while sitting in wait, wondering when the person being thought of will send a message. Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain.
AHL-E-Dil Youn Bhe Nibah Lete Hain Dard Seene Main Chupa Lete Hain Dil Ki Mehfil Main Ujaalon K Liye Yaad Ki Shama Jala Lete Hain Jalte Mausum Main Bhe Ye Deewane Kuch Haseen Phool Khila Lete Hain Apni Aankhon Ko Bana Ker Ye Zubaan Kitne Afsane Suna Lete Hain Jin Ko Jeena Hai Mohabbat K […]
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...