You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Wo Baat Puraani Yaad Ai ...!
Wo Baat Puraani Yaad Ai ...!
Sitting quietly and suddenly remembering the old promise — you once said you loved me too.
Iqrar Kiya Tha Tumny Bhe, Ky Mjhe Tumsy Muhabbat Hai ...!
Lo !! Bethey Bithaye Ajj Humein, Wo Baat Puraani Yaad Ai ...!
Related SMS
- Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe
- Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki Hai
- Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
- Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Kya baat hai
- Ham hi tang kar kar k apni yaad dilaingay
- Naam ki kya baat kartey hoo
- Aap samandar ki baat karate hai
- Hamari baat to aur thi yaaro
- Woh aaj achanak hi yaad aa gaye
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai,
- Nazron say nazrain milain to baat ho
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Woh humein bhulane ki baat karte hai
- Faqat ek baat kehna chahta hun
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Jane kis baat ki mujhko saza deta hai
- Har baat ka jawab inkar nahin hota
- Na jane konsi baat aakhri hogi
- Us ki aadat wohi har baat adhori karna
- Hojati hai tumhari yaad se hi tasalli
- kub yaad kartay hain ?
- Khoobsurat si tumhari yaad.... Goodnight
- Aik baat bataon raaz ki
- Tum yaad humain bhi ker lena
- Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
- Circuit: abhi janay do na bhai itni purani baat
- TERE YAAD
- Yaad Na Karo Gi To Sataoun Ga
- Har waqt tum ko yaad karta hu
- Mujhe tum yaad aate ho
Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe, choo k na guzre gham ki hawayein tujhe. Mera kya hai mein khak bhi ban jaun, meri mitti bhi degi duayein tuje.
Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki Hai Usay Meri Mjhe Uski Zarorat Ab B Baki Hai Koi Mushkil Agar Darpaish Aye Laut Ana Tum Tumhare Waste Dil Mie Aqeedat Ab B Baki Hai Bala Ki Sard Mehri Hai Meri Har Baat Mie Lekin Mere Seenay Mien Chaht Ki Hararat Ab B Baki […]
Roman Urdu SMS about the habit of speaking kindly to all and remembering everyone, even those who never think of the sender. Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari, har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari, koi hum ko yaad kare ya na kare, har ek ko yaad karna aadat hai hamari
Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia […]
Roman Urdu SMS gently pressing a distant friend to make contact — a call, an SMS, anything to show they still remember. Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Kitabo k panno ko palat k sochta hu u palat jaye meri zindagi to kya bat hai, khwabo me roz milti hai jo hakikat me aaye to kya bat hai
A playful promise — since you're too busy to remember us, we'll keep nudging until you do. Rishta banaya he to nibhayenge, har pal apko hasain gay, Pata he ap ko fursat nai hamain yad karne ki, ham hi tang kar kar k apni yaad dilaingay.
Naam ki kya baat kartey hoo, Log chehrey tak bhul jaate hain, Tum Samundar ki baat karte hoo, Dubne waale to Aankhon mein bhi doob jaate hain.
Kaun yaad rakhata hai naamko, Log to cheharon ko bhi bhul jaate hai, Aap samandar ki baat karate hai, Log to aankhon me bhi duub jaate hai !!!
Usne hothon se chu kar, pani ko gulabi kar diya, Hamari baat to aur thi yaaro, machliyo tak ko bhi sharabhi kar diya
Jisay hum kab se bhulaye baithay thay, Woh aaj achanak hi yaad aa gaye, Jis ghum ki barish nay kiya tha barbaad, Usi barish k badal aaj phir cha gaye.
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai, Dard-e-dil main Kisi Ki Yaad Hoti Hai, Aye dost tumhain Pata Ho na ho.. Par aapki Har Khushi K Piche Hamari Faryaad HoTi Hai.
Standing so close but worlds apart — all it would take is eye contact, except they keep looking away. Qasam unki jo hamain azmaye baithe hain, pass hain dil ke par dur jakar baithay hain, nazron say nazrain milain to baat ho, mushkil to ye hai ki wo nazrein jhukaye baithay hain.
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Woh humein bhulane ki baat karte hain, Zara pucho humein kitna Yaad karte hain, Chehre pe hasi ka dikhawa hain, Magar Tanhaii mein Aansuon se Fariyaad karte hain.
Faqat ek baat kehna chahta hun Teri ankhon main rehna chahta hun Bohat jaag chuka hun tere hijr main Tere anchal main sona chahta hun Zamane bhar ki khushian aur ter gham Ye gham kuch aur sehna chahta hun
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
Jane kis baat ki mujhko saza deta hai, meri hasti hui ankhon ko rula deta hai. Ek muddat se khabar bhi nahi teri, koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
Har baat ka jawab inkar nahin hota Har jaga rukna intazar nahin hota Yun to milti hein hazaron se nazrein Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
You never know which word, which night, which breath is the last — so say everything you mean, right now. Na jane konsi baat aakhri hogi, na jane konsi raat aakhri hogi, karni hai to karle jee bhar ke baatein, na jane hamari konsi saanse aakhri hogi.
Us ki aadat wohi har baat adhori karna aur phir baat ka mafhoom badaltay rehna Janay kis umar mein jaye gi yeh aadat us ki Roothna mujh se, to auron se ulajhtay rehna
A quietly comforting Roman Urdu miss you finding peace in memory alone, even from a distance, like a faint star that is still a star. Door hi sahi, kinara to hai, timtimata hi sahi, sitara to hai.. Hojati hai tumhari yaad se hi tasalli… tinka hi sahi.. Sahara to hai..
Roman Urdu verse about wanting others' happiness while sitting in wait, wondering when the person being thought of will send a message. Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
A wistful Roman Urdu good night about memories that arrive quietly, without warning, wrapping themselves around you in the dark. Kabhi ati hai, Khamoshi say, Chupkey Say, Rat mein, Barsat mein, Veeraney main, Anjaney main, Kise waja say, Kis liye, Kis ki khater, Kis k liey, Ye keya hey, Ek ehsasss, Ek pyass, Phir bhi […]
A long list of ideal-girl qualities in Roman Urdu — modest, fresh, moonlit, fragrant, well-mannered, punctual in prayer — ending with a wink about 'only yours.' aik baat bataon raaz ki karo us larki sey asshqi jis k chehre pey ho sadgi sanso main ho taazgi chandni ho chand kee raani ho wo raat ki […]
A ghazal about remembering and wanting to be remembered — we think of you, please think of us too. Ho raat akeli pichlay paiher or Chand gagan main aa jaye, Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye. Kuch khuwab saja kr palkoun pay Tum chand say batein kr laina, Hum yaad […]
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main chhupa ke tumko Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi Tum hi […]
Circuit mentions falling from the 20th floor as a child, and when asked whether he survived, admits it was too long ago to clearly remember. Circuit, "Bhai... bole to bachpan mein apun 20th Floor se gir gaya tha." Munna Bhai, "Aisa kya? To fir bach gaya tha ya mar gaya tha? Circuit, "Abhi jaane do […]
Chandani raat me our bhi shiddat se aaye gi us ki yaad Behtar hai faraz so jana sham se pehle.
Yaad Na Karo Gi To Sataoun Ga Rootho Gi To Manaoun Ga Ro Gi To Hasaoun Ga Dost Hoon Mein Tumhara Saaya Nahin Jo Andhere Mein Saath Chor Jaoun Ga
Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum mujhse khafa ho, Main tumhi pai to marta hu. I love you
You can laugh off the world's questions, but wet eyes always tell the truth: I miss you. Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz, Lakin nami ankhon ki kehti hai "mujhe tum yaad aate ho"