You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Nazron say nazrain milain to baat ho
Nazron say nazrain milain to baat ho
Standing so close but worlds apart — all it would take is eye contact, except they keep looking away.
Qasam unki jo hamain azmaye baithe hain,
pass hain dil ke par dur jakar baithay hain,
nazron say nazrain milain to baat ho,
mushkil to ye hai ki wo nazrein jhukaye baithay hain.
Related SMS
- Woh humein bhulane ki baat karte hai
- Tarasti nazron ki pyaas ho tum
- Teeri nazron say oojhal ho jayain gay hum.
- Jhuki nazron say iqrar mat karna
- Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Naam ki kya baat kartey hoo
- Ghair Ki Nazron Se Wo Khud Ko Bachati Thi Bahut
- Patharon say tha apna rishtaa
- Kya baat hai
- Aap samandar ki baat karate hai
- Hamari baat to aur thi yaaro
- Wo Baat Puraani Yaad Ai ...!
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai,
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe
- Faqat ek baat kehna chahta hun
- Jane kis baat ki mujhko saza deta hai
- Har baat ka jawab inkar nahin hota
- Na jane konsi baat aakhri hogi
- Us ki aadat wohi har baat adhori karna
- Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
- Aik baat bataon raaz ki
- Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki Hai
- Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
- Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
- Circuit: abhi janay do na bhai itni purani baat
- Yeh zara zara si baat per,Tarha tarha ka azaab kiyon?
- Do u know HOW FRIENDSHIP ENDS
- Woh hamain 1 sms na kar paye
- Us ki shadi ki biryani kha baithay
- Neend Nahi aati
Woh humein bhulane ki baat karte hain, Zara pucho humein kitna Yaad karte hain, Chehre pe hasi ka dikhawa hain, Magar Tanhaii mein Aansuon se Fariyaad karte hain.
Tarasti nazron ki pyaas ho tum, Taraptay dil ki aas ho tum, Bujhti zindagi ki saans ho tum, Phir kaise na kahu kuch khaas ho tum.
Teeri nazron say oojhal hoo jayain gay hum, Door fizaoon mai kaheen khoo jayaingay hum. Meeri yaadon say lipat ker roo gay tum.., Jub zameen oorh k soo jayain gay hum.
Jhuki nazron say iqrar mat karna, nazrain utha kar inkar mat karna, raat bhar taraptay ho kisi ki yadon me, aur dusron ko kahtay ho kisi se pyar na karna.
Jab dil nay nazron ko dekha to gunah ho gaya , jab us nay mujh ko dekha to bayqrar ho gaya . Maine dil se pucha yeh tumhe kya ho gaya, has kar dil ne kaha mujhe pyar ho gaya .
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
Naam ki kya baat kartey hoo, Log chehrey tak bhul jaate hain, Tum Samundar ki baat karte hoo, Dubne waale to Aankhon mein bhi doob jaate hain.
Khuwaab Min Aa ker Wo Meri Neend Uraati Thi Bahut, Her Ghari Wo Dekh kar Muskurati Thi Bahut, Chor Hi Dena Pada Ghabra kar Us k Shaher Ko, Yaad Uski Raat Din Mujh ko Rulati Thi Bahut, Apni Baahon Me Jab Jakar Leti The Ranjo Alam, Aa k Ek Andaaz Me Mujh ko Hansaati Thi […]
Apnay dushman say hi dil laga baithay, Unki saadgi say faraib kha baithay, Patharon say tha apna rishtaa, Phir bhi sheeshay k ghar bana baithe..
Kitabo k panno ko palat k sochta hu u palat jaye meri zindagi to kya bat hai, khwabo me roz milti hai jo hakikat me aaye to kya bat hai
Kaun yaad rakhata hai naamko, Log to cheharon ko bhi bhul jaate hai, Aap samandar ki baat karate hai, Log to aankhon me bhi duub jaate hai !!!
Usne hothon se chu kar, pani ko gulabi kar diya, Hamari baat to aur thi yaaro, machliyo tak ko bhi sharabhi kar diya
Sitting quietly and suddenly remembering the old promise — you once said you loved me too. Iqrar Kiya Tha Tumny Bhe, Ky Mjhe Tumsy Muhabbat Hai ...! Lo !! Bethey Bithaye Ajj Humein, Wo Baat Puraani Yaad Ai ...!
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai, Dard-e-dil main Kisi Ki Yaad Hoti Hai, Aye dost tumhain Pata Ho na ho.. Par aapki Har Khushi K Piche Hamari Faryaad HoTi Hai.
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe, choo k na guzre gham ki hawayein tujhe. Mera kya hai mein khak bhi ban jaun, meri mitti bhi degi duayein tuje.
Faqat ek baat kehna chahta hun Teri ankhon main rehna chahta hun Bohat jaag chuka hun tere hijr main Tere anchal main sona chahta hun Zamane bhar ki khushian aur ter gham Ye gham kuch aur sehna chahta hun
Jane kis baat ki mujhko saza deta hai, meri hasti hui ankhon ko rula deta hai. Ek muddat se khabar bhi nahi teri, koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
Har baat ka jawab inkar nahin hota Har jaga rukna intazar nahin hota Yun to milti hein hazaron se nazrein Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
You never know which word, which night, which breath is the last — so say everything you mean, right now. Na jane konsi baat aakhri hogi, na jane konsi raat aakhri hogi, karni hai to karle jee bhar ke baatein, na jane hamari konsi saanse aakhri hogi.
Us ki aadat wohi har baat adhori karna aur phir baat ka mafhoom badaltay rehna Janay kis umar mein jaye gi yeh aadat us ki Roothna mujh se, to auron se ulajhtay rehna
Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia […]
A long list of ideal-girl qualities in Roman Urdu — modest, fresh, moonlit, fragrant, well-mannered, punctual in prayer — ending with a wink about 'only yours.' aik baat bataon raaz ki karo us larki sey asshqi jis k chehre pey ho sadgi sanso main ho taazgi chandni ho chand kee raani ho wo raat ki […]
Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki Hai Usay Meri Mjhe Uski Zarorat Ab B Baki Hai Koi Mushkil Agar Darpaish Aye Laut Ana Tum Tumhare Waste Dil Mie Aqeedat Ab B Baki Hai Bala Ki Sard Mehri Hai Meri Har Baat Mie Lekin Mere Seenay Mien Chaht Ki Hararat Ab B Baki […]
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main chhupa ke tumko Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi Tum hi […]
Roman Urdu SMS about the habit of speaking kindly to all and remembering everyone, even those who never think of the sender. Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari, har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari, koi hum ko yaad kare ya na kare, har ek ko yaad karna aadat hai hamari
Circuit mentions falling from the 20th floor as a child, and when asked whether he survived, admits it was too long ago to clearly remember. Circuit, "Bhai... bole to bachpan mein apun 20th Floor se gir gaya tha." Munna Bhai, "Aisa kya? To fir bach gaya tha ya mar gaya tha? Circuit, "Abhi jaane do […]
Yeh zara zara si baat per, Tarha tarha ka azaab kiyon? Jo kisi say bhi khafa na ho, Mujhey us khuda ki talash hai. Mujhey laghzishon pay her ghari, Koi tokta hay baar baar. Jisay ker k dil ko dukh na ho, Mujhey us gunah ki talash hai, Bina Humsafar k kab talak, Koi musafaton […]
Do u know HOW FRIENDSHIP ENDS? Both friends will think da other is busy & will not contact, thinking it may be disturbing As time passes both will think let da other contact After dat each will think Y shud I contact 1st Here U'R Love will be converted to Hate U 4get each other […]
Bought an SMS package for someone special — someone who has never once sent back a single message. Dil se roye magar honton se muskura baithe, Yun he hum kisi se dosti nibha baithe, Woh hamain 1 sms na kar paye, Jin k liye hum sms packages kerwa beithay
Hoslay saray azma baithay, Hum zamanay k ghum utha baithay, Jis ki chahat main umer bhar tarpay, Us ki shadi ki biryani kha baithay:)
Rahte hain unke khayalon me, ab neend mujhe aati nahi, hanste hai ab jab bhi hum, bas yaad unhi ki aati hai, wo uski meethi muskan, humara dil dhadkati hai, jagte sote har pal hi, unki yaad hume tadpati hai, bas ek jhalak unki paakar, hum khush ho jaaya karte hain, jab bhi wo aate […]