You are here: SMS4Smile » Miss U SMS » Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
You can laugh off the world's questions, but wet eyes always tell the truth: I miss you.
Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz,
Lakin nami ankhon ki kehti hai "mujhe tum yaad aate ho"
Related SMS
- Wo shakhs mujhe yaad ata hai
- Kuch log bohut yaad aate hain
- Yaad aate hain lifetime
- Yaad aate hai to zara kho lete hai
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye
- Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley
- Mujhey tum yaad aatay ho
- Phir laut kar college ke zamane nahi aate
- Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota.
- Hum apko good night kahne aate
- TERE YAAD
- Mujhe kamil yaqeen hai tum
- Mujhe muskurane ki dua na do
- Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
- Mujhe dekh kar chehra ghuma lete hai,
- Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya
- Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare
- Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta
- Mujhe tanha honay nahi detay
- Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain
- Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi
- MUJHE TUM SE BATIEN KRNI HAI
- Mujhe sardar bana do
- Har waqt tum ko yaad karta hu
- Aisa mujhe bajuwali kehti hai
- Aap mujhe itne pasand ho jitna....
- Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
- Hojati hai tumhari yaad se hi tasalli
- Khoobsurat si tumhari yaad.... Goodnight
- Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
- Baatein Meri yaad ayengi itni
Itna Tasalsul to meri sanson mein b nai FARAZ jis rawani se wo shakhs mujhe yaad ata hai
Jub yad ka album kholon to, Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to, Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main, Soay pare hain muddat se, Main raat gaye tuk jaogon to, Kuch log bohut yaad aate hain Kuch batein theen pholon jesi, Kuch khushbo jese lehje […]
A warm Roman Urdu observation that people come and go every day, but a true friend is made once and remembered for a lifetime. Zindagi main log milte hain *EVERY TIME* Or ache lagte hain *SOME TIME* Dost bante hain *ONE TIME* Per yaad ate hain *LIFE TIME*
Yaad aate hai to zara kho lete hai Aansu ankho me uter aye to zara ro lete hai Nind aakho me aate nahi laken Aap khuwabon me ayaingay yahi soch kar so lete hai
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye, tu bhule to teri marzi, MAIN bhulu to agli saans na aaye..
apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.
Mukaddar k sitaron per, Zamanay k esharon per, udasi k kinaron per, kabhe veran shehraon per, kabhe sunsan rahon per, kabhi hairon ankhon main, kabhi bayjan lamhon main, tumhari yad chupkay say, koi sargoshi kerti hay, yeh palkain bheeg jati hain, do ansu tot girtay hain, main palkon ko jhukata hon, bazahir muskurata hon, faqat […]
College friendships and that careless time don't come back — once those birds fly in the free wind, those days are gone. Hoton pe dosti ke fasaane nahi aate, Saahil pe samandar ke khazaane nahi aate. Udne do parindo ko abhi shokh hawa main, Phir laut kar college ke zamane nahi aate.
Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota, Main ous k gum main rota or rota he jata. Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota. Os ko dastaan suna suna k thak sa giya. Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota. Main […]
A warm Roman Urdu good night confessing that only the inconvenient distance stops the sender from coming to say good night in person. Deepak mein agar noor na hota, Tanha dil yeh majbhoor na hota, Hum apko good night kahne aate, Agar apka ghar itna door na hota. Good night & have sweet dream…!
Chandani raat me our bhi shiddat se aaye gi us ki yaad Behtar hai faraz so jana sham se pehle.
Mujhe kamil yaqeen hai tum meri ban jaao gi ek din tumhare dil mai utroon ga mohabbat ki sada ban kar Mere josh-e-janoon par sari khalqat mujhko takti hai zara tum bhi nazar dalo na bethoo yun Khuda ban kar Tumhain yeh raaz batla doon k aksar chand ratoun main teri aangan mai aata hun […]
Knows the exact price of love and pain — don't wish him a smile, because even a moment of smiling hurts. Mujhe dard-e-dil ki intehaa maloom hai, Mujhe dard-e-ishq ki saza maloom hai, Mujhe muskurane ki dua na do‚¦ Mujhe pal bhar muskurane ki saza maloom hai.
Tumhare Naam Kar Di Hai Yeh Puri Zindagi Apni,, Bhale Ab Jaan Hi Jaye....Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
Mujhe dekh kar chehra ghuma lete hai, Mujhe dekh par nazrein phira lete hai, Par ek baat par ghaur unkay kartey hai, Baatain ghairon ki, qasmain mere naam ki kha leti hai.
Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.
Never asked for much — just think of me sometimes in the morning, sometimes at night. Mene kab chaha k wo zindagee mere name kare, Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare, Har roz kuch lamhe mujhe socha kare, Kab kaha meri yaad me subha sham kare
Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta Per tum ko bhi paane ka raasta nahi milta Tere khaloos-e- mohabbat pe atebaar hai itna Siwa tere koi rishta sacha nahi lagta
Kitnay gharoor mai hai Wo mujhe tanha chor k "saqi" unhein maloom nahi meray Aansu mujhe tanha honay nahi detay
Her khushi main tumhari bat kartay hain, Tum salamat raho yeh faryad kartay hain, Ab aik sms main kaisay batayain k, Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain...
Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi, mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayi. Jitne aansoo bahaye teri yaad mein, har aansoo mein tasveer teri nazar aayi.....
Kabhi aajao tum pal bhar ko, Mujhe tum se batien krni hain, Kuch ghum k geet sunanay hain, Kuch raaz hain jo batlanay hain, Kuch dil ko b batlana hai, Kuch zakhm hain jo dikhlanay hain, Kuch dil se yaadain dhoni hain, Kuch naatay nai bnanay hain, Jo sher likhay hain teri furqat mein, Kuch […]
Man asks to be made a sardar; doctor removes 90% of his brain by accident; man wakes up and speaks only in English. Admi:Mujhe sardar bana do Doc: uske liye tumhara 50% dimagh nikalna parega Admi: OK Doctor ne ghalti se 90% nikal dia. Admi hosh mein aa k bola: Khocha ye tumne kia kar […]
Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum mujhse khafa ho, Main tumhi pai to marta hu. I love you
I always think about U. I cant live without U. I really need U. Im totally mad about U. I just wanna be with U. Im crazy 4 U. I wanna marry U. I LOVE U. Aisa mujhe bajuwali kehti hai‚¦ (My neighbour say all this to me)
A rundown of how much the sender likes you, using increasingly undignified comparisons that start with owls and end considerably worse. Aap mujhe itne pasand ho jitna.... ullo ko raat,;-( Dentist ko daant,:-D gadhe ko laat,:-p gharib ko gaddi,B-) kuttay ko haddi aur Nange ko chaddi.Ha ha
Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee, mager us din bohot daer ho jai gee , tum milna chaho gee mager mujh ko daikh na pao gee, tum dhoondo gee mujhe mager daikh na pao gee, tum tarpo gee meri yaad main or aansoo bahao gee. mujhe daikhe bina ik pal bhe […]
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon k phool mehek rahe hon, Jab deed ko nain taras rahe hon, jab ankhon se ansu baras rahe hon, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Jab tanhai se dil ghabrae ga, Jub tumhein akela pan sataye ga, Jab koi […]
A quietly comforting Roman Urdu miss you finding peace in memory alone, even from a distance, like a faint star that is still a star. Door hi sahi, kinara to hai, timtimata hi sahi, sitara to hai.. Hojati hai tumhari yaad se hi tasalli… tinka hi sahi.. Sahara to hai..
A wistful Roman Urdu good night about memories that arrive quietly, without warning, wrapping themselves around you in the dark. Kabhi ati hai, Khamoshi say, Chupkey Say, Rat mein, Barsat mein, Veeraney main, Anjaney main, Kise waja say, Kis liye, Kis ki khater, Kis k liey, Ye keya hey, Ek ehsasss, Ek pyass, Phir bhi […]
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha […]
Tujhe Pyar Mera Satayega Aksar. Yaado ke toofa uthayega aksar. Zikar mera karne se pehle. tu Kuch soch ke muskrayega aksar. Mera Naam likh kar Kitabo main apni. tu Logon ke dar se Mitayega Aksar. Baatein Meri yaad ayengi itni. Jitna tu unhain Bhulayega Aksar.