You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Puri botal na sahi,
Puri botal na sahi,
Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..
Related SMS
- wo Hazaar Parda-Nasheen Sahi
- Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai
- Tum joo kahooo woh har khuwaish puri ho tumhari...
- Sab hasratein puri ho aapki
- Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
- SALAM to you
- Ujalay apni yaadon k......
- Hojati hai tumhari yaad se hi tasalli
- Unhone dekha aur aansu gir pade,
- Is se pehle k EID ki shaam ho jaye
- Mubarak ho aap ko yeh andhaira or garmi
- Jam kerwa hai magar itna nahi k pia na jaye,
- Tum yaad humain bhi ker lena
- Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
- Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
- Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaye
- Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayai
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Kaam kaam kaam
- Kaisa dard diya hay tumne
- Na roya jaye aur na soya jaye
- Hasrate Reh Jayegi
- Apna Ehsas mar na jaye kahin
- Ye aarazu hai k jab bhi gale lagaauun use
- Aise hi nashili nahi teri aankhen
- Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee
- Jis jis ne phool dena hay
- Eid milne jo Aap aajayein
- Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye
- Miley aaj tumhein woh khushiyan k
- Dil ki aag ko ashko se bujha lenge
- Jannat k 8 darwazay hain
- Funny : Aap saraa saal kanwaree na raheinn
Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi Wo Nigah-e-Shoq se Door hai, Rag-e-Jaan se laakh Qareeb Sahi Hamain Jaan deni hai ek din, wo kisi tarah wo Kahin Sahi Hamain Aap khinchey Daar per. Jo nahi koi to Hum hi Sahi Sar-e-Toor ho, Sar-e-Hashar ho, Hamain Intizaar Qabool hai Wo […]
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum karain baat daleelon se to […]
Tum joo kahooo woh har khuwaish puri ho tumhari... Khuda say bhi bus yahi duaa hai humari....
Ek dua mangte hai hum apne bhagwan se, Chahte hai aapki khushi pure imaan se, Sab hasratein puri ho aapki, Aur aap muskaraye dil-o-jaan se!! HAPPY NEW YEAR
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
A simple ¢â‚¬Å“SALAM¢â‚¬Â can be so sweet S= Sada khush raho A= Aabad raho L= La-zawal urooj dekho A= Arzooain puri hon M= Mujhe dua¢â‚¬â¢ mei yaad rakhna, So SALAM TO U!!.
humara DIL saweeray ka sunehra jaam ho jaye chiraghon ki tarah ankhein jalein aur shaam ho jaye kabhie tow asmaan se chand utray jaam ho jaye tumharay naam ki ek khoobsurat shaam ho jaye ajab halaat thay yun dil ka soda ho geya akhir mohabbat ki haveeli jis tarah nelaam ho jaye sumandar k safar […]
Door hi sahi, kinara to hai, timtimata hi sahi, sitara to hai.. Hojati hai tumhari yaad se hi tasalli¢â‚¬Â¦ tinka hi sahi.. Sahara to hai..
Unhone dekha aur aansu gir pade, bhari basant mein jaise phul bikhar pade, dukh vo nahi ki unhone hamein alvida kaha, dukh toh yeh hai ki uske baad woh khud bhi ro pade.
Is se pehle k EID ki shaam ho jaye, Mera SMS auron ki tarha aam ho jaye, Sare mob network jaam ho jayen Aur EID wish kerna aam ho jaye... "EID Mubarak"
Pholon ne amrit ka jaam bheja hai, Sooraj nay gagan se salam bheja hai, Mubarak ho aap ko yeh andhaira or garmi, Tah-e-dil se "K.E.S.C" / wapda walon na ye paigham bheja hai
Jaam kerwa hai magar itna nahi k pia na jaye, zindagi main dard hai magar itna nahi k jia na jaye, sms kerny per paisay lagtay hain magar itney nahi kay kia na jaye;)
Ho raat akeli pichlay paiher or Chand gagan main aa jaye, Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye. Kuch khuwab saja kr palkoun pay Tum chand say batein kr laina, Hum yaad tumhay to kartay hain tumYaad humain bhi ker laina. Kuch bat na ho jb aisay he num ankh Tumhari […]
Tumhare Naam Kar Di Hai Yeh Puri Zindagi Apni,, Bhale Ab Jaan Hi Jaye....Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai, Sooraj ne gagan se Salam bheja hai, Mubarak ho Aapko Naya Janam Din, Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai !
Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaye k hum jise yaad karain usey khabar ho jaye rab se yahi dua hai meri k aap jise chahain woh aap ka humsafar ho jaye
Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad […]
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Kaam kaam kaam 10 to 5 tak kaam uske baad ek shaam ush shaam mein aapke liye ek pyara sa jaam ush jaam se aap hamesha k liye jaam to bhool jao kaam
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Na waqt itna k sallybus pura kia jaye Na tarkeeb koi k exam pass kia jaye Na jane kon sa dard dia hy is parhai ne Na roya jaye aur na soya jaye
Hasrate reh jayegi apke bin adhuri, zindagi na hogi apke bin poori. Ab aur sahi jaye na ye doori, Jeene k liye apka saath he bahut zaruri.
Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar na jaye kahin Un ko dekhey hoye hoi Sadyan Un ka Chehra bikhar na jaye kahin Ab k Awaz doon to aa jana Dil Deewana Sudhar na jaye kahin Un ka Wada to hai magar Dil ko Darr hai k kafir mukar na jaye kahin […]
Ye aarazu hai k jab bhi gale lagaauun use hisaar-e-zaat se baahar nikaal laauun use vo jal raha thaa kari dhuup ki tamaazat mein milaa jo ab to ohrhaa duungaa apani chaa'onn usey ye ishq bhi hai ajab imtihaan-e-ahad- e-wafaa wo aazamaaye mujhe aur main aazamaauun use wo shahar shahar chiraagaan sahi magar ek din […]
Jab khuda ne tujhe banaya hoga, ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.. Aise hi nashili nahi teri aankhen, jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga...
Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee, mager us din bohot daer ho jai gee , tum milna chaho gee mager mujh ko daikh na pao gee, tum dhoondo gee mujhe mager daikh na pao gee, tum tarpo gee meri yaad main or aansoo bahao gee. mujhe daikhe bina ik pal bhe […]
Aj Rat 12 Baje K bad Valentine's Day hay. Jis Jis Ne Hamein Phool Dena Hai Wo Line May Lag Jaye Koi Ek Dusray Ko Dhakka Nahi Day ga Jo Aaj Reh Jaye Wo Kal Aa Jaye
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye Is bahane se Eid ho jaye Eid milne jo Aap aajayein Meri b Eid, Eid ho jaye
Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye, hamse koi rusva na ho jaye, badi mushkil se koi apna bana hai, darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye.
Har ek sajda maqbool-e-khuda ho jaye, Teri DUAON k sang rab ki raza ho jaye, Miley aaj tumhein woh khushiyan k, Hazaron sal tak ghum tujh se khafa ho jaye
Dil ki aag ko ashko se bujha lenge, ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge, hamse behtar koi mile to btana, tumari rahon se khud ko hata lenge.
Jannat k 8 darwazay hain, 1.Jannatul mava 2.Darul maqam 3.Darul salam 4.Darul Khuld 5.Jannatul adan 6.Jannatul naim 7.Jannatul Kashif 8.Jannatul firdos Allah se dua hay k roz-e-qiyamat her darwazay se ap ka nam pukara jaye."aameen"
Khuda keree ke naya saaal apko raass aa jaye, Jise aap chahte hoo wo apke paass aa jaye Aap saraa saal kanwaree na raheinn, Apka rishtaa le ker aapki saas aa jaye