You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Load shedding ka waqt
Load shedding ka waqt
Assalam-o-alaikum,
KARACHI ˜r Us K Mazafaat Mein
Light janey K Waqt Hua jt Hi,
Bqi Lg Apne apne Mqami Wqt
k M¹tbiq KESC ko gaaliyan dein.
Related SMS
- Benefits of Load shedding
- Wazarat-e-bijli nay load shedding...
- HAPPY LOAD SHEDDING
- Milnay ka waqt maat nikalo par
- Kuch waqt baqi hay new year aanay mein
- Maana waqt ney ki hai bewafai tujhse
- Doston ki dastan jab waqt sunata hai
- Sirf apni zarorut k waqt yaad karta hay
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Har waqt tum ko yaad karta hu
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan
- Waqt guzarta raha par sanse thami si thi
- Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge
- Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb
- Ye waqt lamhe guzar jayenge
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Waqt apna mujhy sara day do
- Waqt-e-dua main ek dua karon
- Waqt aane par wafadar badal jate hain.
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- The most romantic country of the world..?
- Yad na kero gay to satayen gay
- Rooz ta'arun ki numaish mein faraq parta hay
- Hum jheel kinare ja baithen
- Thakanpur se fresh nagar
- Tumhari galat fahami hai
- Geo musharraf
- Jo kuch hy DIL main bus bol do
- Jubse tumhe dekha hai
- Chund lamhon mein exam aa jayega
- Udaasi ka .....
Load shedding k fawa'id: Generator,UPS & Candle walon ko rozgar ki farahmi. Mobile charge na hone se balance & time saving. Public service sms brought 2 u by KESC.
Breaking news by Geo : Wazarat e bijli nay load shedding Khatam karnay ka elaan... " Sorry, Abhi itna he suna tha K light chali gai .
Her khushi, hansi mange ap se, Her phool, khushbu mange aap se, Itni roshni ho apki zindagi me k, khud WAPDA connection mangay apse, "HAPPY LOAD SHEDDING"
Har waqt kaam mein itne na ulajh jaya karo, Kabhi hamari yaad ko bhi dil mein laya karo, Milnay ka waqt maat nikalo par, Kabhi apne sms ki awaz to sunaya karo.
Abhi Kuch Lamhy Baqi Hain, Sal K Khatam Honay Mein, Chalo Aisa Karen Hum Tum, Gilay Shikway Jo Rehte Hai, Hamesha Darmiya’n Apne, Kyun Na Khatam Kar Dalen, Naye Waday Nayi Qasmein, Nayi Umeed Hum Bandhe’n, Naye Andaz Se Jeewan Ka Ik Ik Rukh Badal Dalen, Dilon Mein Hain Kadorat Jo, Hum Us Ko Khatam […]
Wo laut aayega teri zindagi mein, jiska intzaar tujhe aaj bhi hai, maana waqt ney ki hai bewafai tujhse lekin meri duaon me asar aaj bhi hai
Doston ki dastan jab waqt sunata hai, to hame bhi koi dost yaad aata hai, Bhool jate hain hum zindgi k ghum ko, jab aapke saath bitaya waqt yaad aata hai.
Agar koi tum ko sirf apni zarorut k waqt yaad karta hay to pareshan mat hona bulkay fakhar karna k us ko andhairon mein roshni ki zarorut hay aur woh tum ho.
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo, Kal kya pata kon kiski zindgi se chala jayega.
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum mujhse khafa ho, Main tumhi pai to marta hu. I love you
Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan, kuch kadmo k nishan kabhi nahi khotay. Jinhe yaad karke muskura de aankhainn, wo log door ho kar bhi door nahi hotay.
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe they hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi
Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge, kaun jane ke hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hain yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb uthiye jaldi se ke peghame amal laya hoon ghar main hain filhal jitne bhi purane jote aap bhi jake badal lain main badal aya hoon
Ye waqt lamhe guzar jayenge, zindgi Me Kuch kho kar Kuch payenge. aaj hum qareeb hain kal dur ho jayenge, per vada raha roz apki yadon me zaroor ayenge.
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do, Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko […]
Waqt-e-dua main ek dua karon, main rab se ek eltija karon, tu khush rahe, tu shaad rahe, teray dil ka angar abaad rahay, tu har pal yun hi hansa kare, tu phulon ki manind khila kare, teri zindagi main koi ghum na ho, teri aankh kabhi num na ho, tujhey kisi se koi gila na […]
Yeh sach hai k Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hain.
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
The most romantic country of the world..? . . guess! . . O yes! it's Pakistan u know y? ? ? har raat candle light dinner (thanks to kesc)
Yad na kero gay to satayen gay, Rootho gay to manain gay, Dost hain hum KESC ki supply nahin, Jo har 2 ghantay mein sath chor jayengay
Rooz ta'arun ki numaish mein faraq parta hay Chaand pagal hay andhairay mein nikal parta hay ik deewana musafir hay meri aankhon mein waqt bay waqt tehar jata hay, chal parta hay Apni ta'abeer k chakkar mein mera jaagta khuwab roz sooruj ki tarah ghar se nikal parta hay
Kabhi waqt mile to aajao, Ham jheel kinare ja baithen, Tum apne sukh ki baat karo, Hum apne dukh ki baat karain, Aur un lamhoon ki baat karain, Jo sung tumhare beet gaye, Aur ehd-e-khizan ki nazar howy, In sabz ruton k daman mai, Hum pyar ki khushbo mehkain, In bikhray sabz nazaron ko, Ham […]
Thakanpur se fresh nagar janey wali Nindiya Express bedfoam pe khari hay, Ap se guzarish hay k apne qeemti sapnay sath le ker sawaar ho jayen. "Good Night"
Jeeto: Kal raat um mujhey neend main gaaliyan day rahay thay? Santa: Tumhari galat fahami hai. Jeeto: Kaisi galatfahami? Santa: Yehi ki mein soya tha.
1 admi ne ghalti se bijli ka tar cho lia, wo marne hi wala tha k usi waqt light chali gaye or wo marne se bach gia, us ne khushi se jhoom ker kaha {GEO MUSHARAF}
Aj apne dil k derwazy mere liye khol do, Jo kuch hy DIL main bus bol do, Agar Hamara SMS achi nahin hay to ap ko qasam hy . . Isi waqt apna mobile toor do:p
Jubse tumhe dekha hai, Mera Raat ko Din ko Subha ko Sham ko Khate waqt peete waqt Sote waqt Jagte waqt Hans hans k bura haal he
Lamha Lamha waqt guzar jayega... Chund lamhon mein exam aa jayega... Abhi bhi waqt hai, do line parh lo... Warna pass kya MUNNA BHAI karvaye ga??
Thaka Gaya Hai Musalsal Safar Udaasi Ka Aur Abb Bhi Hai Mairey Shaaney Pey Sar Udaasi Ka Woh Kon Keemiyaa-gar Tha Ke Jo Bikheir Gaya Terey Gulaab Say Chehrey Pey Zar Udaasi Ka Merey Wajood Ke Khalvat-kadey Mein Koi To Tha Jo Rakh Gaya Hai Diya Taaq Per Udaasi Ka Main Tujh Say Kaisey Kahoon […]