You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Good Night SMS » Thakanpur se fresh nagar
Thakanpur se fresh nagar
Thakanpur se fresh nagar janey
wali Nindiya Express bedfoam pe khari hay,
Ap se guzarish hay k apne qeemti sapnay
sath le ker sawaar ho jayen.
"Good Night"
Related SMS
- THAKANPUR se FRESHNAGAR
- Fresh air, fresh idea ... happy birth day
- LIKE A FRESH DEWDROPS of a new day...
- Dosron ka time ....
- Dosti karo MOBILINK wali se
- Load shedding ka waqt
- Allah aap ko brown balon wali..
- Dosti karo college wali se, pyar karo office wali say
- Har larki per nazar ;)
- Woh raishmi balon wali
- Express love by eyes on propose day
- isi liye main usay le ja raha hon
- Coolest mom of the millenium
- Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne
- Log ishq kartay hain baray shor kay sath
- Dil main he mere Dard-e-bhutto
- Muhabat Karo Ibadat K Sath
- Qeemti na kar dost,,, mahengi chiz
- Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath
- Aankhain Khuwab Dekhti Hain
- Hadson ki waja say bachay
- Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi
- chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath
- Aapko Naya Saal Mubarak Ho
- Kisi ko hisaab dayna hai.
- So jao, So jao bina sms kiye hi so jao
- Larkian badal jati hain, larkay nahin
- Roses are pink, as pink as your lips
- Main maa Bannay wali hoon
- Chalo aik sath chaltay hain
- Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
- zukaam lag jayega
- Happy first rain of winter
THAKANPUR se FRESHNAGAR tak ane wali "NINDIYA" xpress Prabhat Nagar pahuch chuki hai, Yatriyo se anurodh hai K wo apne Hasin Sapno se Jaag jae. Good Morning
Fresh air... fresh idea... fresh talent... fresh energy... i wish u to have a... special sunday.. marvellous monday... tasty tuesday... wonderful wednesday... thankful thursday... friendly friday... successful saturday... *have a great week ahead* and HAPPY BIRTH DAY TO YOU
LIKE A FRESH DEWDROPS of a new day... may GOD'S loving u hands be upon u today to freshen ur soul & body! HAPPY B-DAY.
Islamabad airport pr PIA ki Flight no.9 K plane Ki Seat no.52 Pr Baithay Passanger K sath Mai Khari Air hostes K Boyfrnd K Ghar Ke Bed room K Attach bath K Right Side Wali Window K Sath Wali Gali K Pehlay Mor Par Mojud School Ki Class 4th K Teacher Table K Samne Wale […]
Dosti karo MOBILINK wali se, Pyar kro INSTA wali se, Date maro UFONE wali se, Ankh larao PAKTEL wali se, Gift lo WARID wali se... or .. . shadi kero BAGHAIR MOBILE wali se
Assalam-o-alaikum, KARACHI ˜r Us K Mazafaat Mein Light janey K Waqt Hua jt Hi, Bqi Lg Apne apne Mqami Wqt k M¹tbiq KESC ko gaaliyan dein.
Allah Aap ko brown balo wali neeli aankhon wali Gulabi honton wali, Patli kamar wali, Khoobsurat seengoon wali . . gayee(cow) atta karay qurbani k liye Ameen
Dosti karo college wali se, pyar karo office wali se, programe karo pados wali se, ankh ladao sali se, love karo dilwali se, aur mar khao ghar wali say:p.
Ek larki kisi k saath bhaag gai Ek larki ko kuch ghunday utha kr le gaye Ek larki apne shohar se larne k baad apne ghar aa gai Ek larki apni saas k haatho'n zulm ka nishana bani Ek larki chhat se giri aur usay kafi chotai'n aai Express news: har larki per nazar;)
Woh raishmi balon wali, Bhoori ankhon wali, Komal hathon or naram pairon wali, matakti hoi andhairay main, tumharay paas ayegi aur dheeray sai bolegi . . . ¢â‚¬Å“Maiyooon¢â‚¬Â¢â‚¬Â¦
Word Have Not Enough Strength To Express My Love Towards You. My Eyes Are Enough To Express It! Happy Propose Day Dear!
Girl's father: "main nahin chahta k meri beti apni pori zindagi ek ghaday k sath guzaray" Boyfriend:"Bus, isi liye main usay yahan se le janey aaya hon."
Coolest mom of the millenium: Girl: mom, i want some fresh air.. Can i go for a walk? Mom: yes, but tell your "fresh air" to drop you home by 9 pm..!! :-P awara beti ki awara amma. . . :D
Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh, Pehenlo aj sobse aacha sa koi Dress, Doston ka sath aab chalo Ghumne, Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne. Tumko bhi EID MUBARAK
Log ishq kartay hain baray shor kay sath, Humne bhi kia bare zor kay sath, Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath, Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala
Muhabat Karo Ibadat K Sath Piar Karoo Sachai K Sath Dosty Karo Dianat K Sath SMS Parh Lia??? Chalu Ab Reply Karoo Sharafat K Sath
Itna qeemti na kar khud ko aye dost...! Hum Ghareeb log hain, Mehangi cheez aksar choor detay hain...!
Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,, ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,, mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,, rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,, ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein "FRAAZ" yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.
Aankhain khuab dekhti hain Kisi say mil janey ka Ya khud ko kho denay ka Tanha reh janay ka Khud ko aar denay ka, Chahat haar denay ka Aankhain khuab dekhti hain Bichray huye lamhon ka Kisi raastay per mil janay ka Zakhmon kay sil janey ka Zamanay kay guzer janay ka Khuab kay hasil […]
Kehte hain: Car mein aagay wali seat par baccho ki vajah se HAADSE hote hain; Or peeche wali seat par HADSON KI WAJA se bacche hote hain.. So, plz. Avoid CAR..
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi, Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi, Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi, Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi.........
chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath zinda hoon apni zaat ki tanhaiyon ke sath, roka nahi tha us ko becharne ke waqat bhi apni wafa peh naaz tha sachiyon ke sath
Naya Savera Nayi Kiran ke Sath Naya Din Ek Pyari Si Muskaan ke Sath Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher Sari Duaon ke Sath Happy New Year
Chaman Ka Haal Tu Yeh Hai K Khaak Urti Hai Kidhar Se Hoke Baharoon Ke Karwan Guzray Diyar-e-YaarSara Safar Anokha Tha Kadam Kadam Pe Naya Deyke Imtihan Guzray Saba Bhi Aai Tu Phooloon Ke Mooh Jholas K Gai Yahan Se Aber Bhi Barsa K Bijliyaan Guzray Jo Chup Rahein Tu Malamat Karay Zamir Humein Khari […]
So jao, So jao bina sms kiye hi so jao, sapnay main BHOOT ayega or aapko yaad dilaye ga, K aapne aj porey din mujhe yaad nahi kiya. Koi baat nahi¢â‚¬Â¦ ¢â‚¬Å“BHOOT NIGHT¢â‚¬Â
1 larka 1 larki k sath baitha tha, 2nd day dosri larki k sath daikha gia, 3rd day koi aur larki thi 4th day kisi new larki k sath tha Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
Roses are pink as pink as your lips stars are bright as bright as your eyes Apples are red as red as your cheeks Snow is white as white as your teeth Dew is fresh as fresh as your face Night is black as black as your hair Breeze is soft as soft as your […]
Premika premi se: main maa Bannay wali hoon. Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho. Premika: haan Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar k tumhari maan banane wali hoon..
Zamanay ko jalnay do chalo aik sath chalte hain, Nayee duniya basanay ko chalo aik sath chalte hain, Hamain jeevan ka her lamha tumhare naam kerna hai, Yeh waada nibhanay ko chalo aik sath chalte hain, Suna hay mil k chalne se muqaddar jaag uthte hain, Yeh baat aazmanay ko chalo aik sath chaltay hain,
Ek din ek ladka ek ladki ke sath baitha tha doosre din doosri ladki ke sath teesre din teesri ladki ke sath baitha tha Moral of the story Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
Rang barse bhige chunar wali, rang barse o rang barse bhige chunar wali..rang barse, are rang barse bhige chunar wali..re! Ab ghar jao nahi to zukaam lag jayega.
Pehan lo tum sweater tumse yehi hy hamari guzarish, Mubarak ho aap sabko sardi ki pehli barish :) Happy first rain of winter