You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Good Night SMS » Aakash ke taro me khoya hai jaha sara
Aakash ke taro me khoya hai jaha sara
Aakash ke taro me khoya hai jaha sara,
Lagta he pyara ek ek tara,
Un taro me sabse pyara hai ek sitara,
Jo is wakt pad raha hai sms hamara...
Good Night ..!
Related SMS
- Aakash k taron me khoya hai jahan sara
- Usne khoya wo jo sirf usi ka tha
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Jaise taron ke sath aakash hai
- Waqt apna mujhy sara day do
- Zaan warta logi kra spelano sara.
- Chandni raat main jab sara jahan sota hai
- JO mila DOST aap jaisa Pyara.
- Roshan roshan din ho sara
- Har khuwahish ho pori in new year
- Aapko lakho dosto mai
- Dil main halka sa shoor ho raha hay,
- Dosti agar buri ho, to use hone mat do,
- Wo naam tumhara hay
- Ghum ki aahat na aaye tere dar par,
- Sabse loving kaun: TUM
- Raat Se Dar Lagta Hai...
- Kuch apni taqdeer se dur lagta hai
- Ek ajnabi hay magar
- khuda kare mast jaye apka aaj ka din
- Phir Bhi Us Ka Intizar Kerna Kesa Lagta Hai
- Bhari mehfil
- Bura Lagta hai
- Jan ke anjan
- Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata
- Waqt guzarta raha par sanse thami si thi
- Per najanay kion tumhari kami si thi
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
- Happy Promise Day Shayari
- Lagta hai pahunch gai
- ACHA LAGTA HAI
- Teri qurbat mili.. Magar tera sahara na milaa..
Aakash k taron me khoya hai jahan sara, Lagta hai pyara ek ek tara, Un taron main sabse pyara hai ek sitara, Jo is waqt parh raha hai sms hamara¢â‚¬Â¦ Good Night...!
Thukra ke usne mujhko,kaha ki muskuraao! Main hass diya kiyo ki ,sawal uski khushi ka tha. Maine khoya woh jo mera tha hi nahi, Usne khoya wo jo sirf usi ka tha..
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
Jaise taron ke sath aakash hai, waise sachi dosti ke sath wishwas hai. Dil ki nazron se dekhogi agar! Hum har waqkt aapke pass hai.
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do, Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko […]
Pira muhabat chi di sok na mani, Maa garza bya dasi lewano sara, Sook chi darta gori pa khuwago strgo, Zaan warta logi kra spelano sara.
Chandni raat main jab sara jahan sota hai kisi ki yaad main koi badnaseeb rota hai
Ek hai asman ka tara , Ek hai sagar ka kinara, Bewafa hai zamana sara, Nasib hai achha hamara, JO mila DOST aap jaisa Pyara..
Roshan roshan din ho sara, roshan tar ho raat Har jaib say ho eid kay din, khushion ki barsaat EID Mubarak
Ho puri dil ki khwahish aapki, Mile khushiyo ka jahan sara. Aap mango ek tara, Khuda de de aasman sara. Happy New Year
Aapke lakho dosto mai 1 hu mai, aapko na dikhega wo sitara hu mai, itana to muze bhi yakin hai mere dost, karoge sabse ache dost ki ginati to sabse LAST hai hum...!
Dil main halka sa shoor ho raha hay, Bina SMS Dil bore sa ho raha hay. Kahin aisa tou nahin aik pyara sa doost. GOOD NIGHT kiyay bina soo raha hai.
Dosti agar buri ho, to use hone mat do, Ho gayi to use khone mat do, Aur agar dost ho sabse pyara to use sone mat do, Jagte raho…
Koi chaand sitara hay Koi phool se pyara hay Koi khushi ka ishara hay Koi dil ka sahara hay Tumhai'n itna batana hay Wo naam tumhara hay
Ghum ki aahat na aaye tere dar par, pyar ke samander ka tum bhi ek kinara ho, bhool se jo tapke teri aankhon say moti, thamay wohi jo tumhain sabse pyara ho..
Sabse loving kaun: TUM, sabse sweet kaun: TUM, sabse cute kaun: TUM, in sab me TUM se zyada kaun: HUM lekin duniya me sabse acche dost kaun: HUM TUM
Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai... Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai... Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye... Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai... Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo... Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta […]
Mohabbat ki zanjeer say dur lagta hai, kuch apni taqdeer se dur lagta hai, Jo mujhey tum se juda karti hai, Haath ki us lakeer se dur lagta hai...
Ek ajnabi hay magar Rooh-shanas lagta hy Meri tarha mujhy Wo bhi udaas lagta hy Karon talash tou ho Shak wajood pe us k Jo aankhai'n band karo'n Aas paas lagta hay
Aarz hai "Alladin ke paas tha ek jadui jin, dil nahi lagta hamara aapke bin, Stainless Steel me hota hai 0.2% tin, khuda kare mast jaye apka aaj ka din. Good Mornin.!
Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Sath Reh Ker Bhi Usko Na Pana Kesa Lagta Hai Kismat Main Nahin Phir Bhi Us Ko Chate Hai Yun Samjh Ker Kanto Per Chalna Kesa Lagta Hai Ab To Mehfil Main Bhi Humare Liye Tanhaye Hai Ghum Chupa Ker Mehfil Ko Sajana Kesa Lagta Hai Samjhne Per Bhi […]
Bhari mehfil mein tanha rehna acha lagta hai Tere barey mein sochte rehna acha lagta hai Kabhi pholon mein, kabhi kaliyon mein Tujh ko hi dhoondhte rehna acha lagta hai Meri zindgi ki khushiyan tumhi se hain wabasta Rab say sirf tumhein hi mangna acha lagta hai Tumharey baghair zindgi ka koi tasavur nahi hai […]
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai Mery chahat ka takaza hai mere sath raho ghair ka hath jo thamo tu bura lagta hai Arzo hai tere her roop ko her pal dekhon tum mere pas sey utho tu bura lagta hai Roz-e-shab aaj b […]
Jan ke anjan ban'na acha lagta hy Us ko apny liy parishan karna acha lagta hy Wo karty rhy piyar ka iqrar bar bar Mujh ko Nadan ban kar sun'na acha lagta hy!!
Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai jesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata who jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thi to phir rastay mai hamary […]
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe they hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi
Waqt guzarta raha per sans thami si thi, Muskura rahe thy hum,per ankhon me nami si thi, Saath hamaray jahan tha sara, Per najanay kion tumhari kami si thi
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy Han wo shaks mohabt ka KHUDA lagta tha kanton bhari shakh nazar aata tha kabi Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata […]
Mere Dil Ki Har Dharkan Keh Rahi Hai Mai Tum Se Aur Ziyda Mohabbat Karun Aik Lamba Arsaa Jo Sath Hai Guzara Yeh Tum Se Wadaa Raha Hamara Aee Janeman Happy Promise Day
Aik hindu apni biwi ka antim sanskar kar k ghar ja raha tha ki achanak bijli chamki, badal garje, zor se baarish shuru hui dukhi aadmi bola: Lagta hai pahunch gai
Hu to khafa us se, Per jane phir bhi kyo, Na chah kr bhi usko chahna acha lagta hai, Haqeeqat se hu door, Ye mujh ko hai pata, Per jan k anjan rehna acha lagta hai, Qaayil nahi main rone ka phir bhi kabhi kabhi, Tanhai main rona acha lagta hai€¦€¦
Teri qurbat mili ..Magar tera sahara na milaa.. Qareeb pohunch kar bhi sahil ka kinara na mila.. Dekhta raha ghoor se main hatheli apniii Magar mujhay apni qismat ka sitara na mila...