You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Good Night SMS » Aakash k taron me khoya hai jahan sara
Aakash k taron me khoya hai jahan sara
Aakash k taron me khoya hai jahan sara,
Lagta hai pyara ek ek tara,
Un taron main sabse pyara hai ek sitara,
Jo is waqt parh raha hai sms hamara¢â‚¬Â¦
Good Night...!
Related SMS
- Aakash ke taro me khoya hai jaha sara
- Jaise taron ke sath aakash hai
- Chandni raat main jab sara jahan sota hai
- Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi
- Usne khoya wo jo sirf usi ka tha
- Waqt apna mujhy sara day do
- Zaan warta logi kra spelano sara.
- Jahan dekho, tum hi tum
- Jahan meri aur USKI paheli mulakat thi
- Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai
- Sab kuch milta hai is jahan mein Saquib
- Hamari qismat to taron jaisi hai
- Jahan sawal k badlay sawal hota hay...
- JO mila DOST aap jaisa Pyara.
- Roshan roshan din ho sara
- Har khuwahish ho pori in new year
- Ek shayr doctor ki zubani:
- Waqt guzarta raha par sanse thami si thi
- Per najanay kion tumhari kami si thi
- Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai
- Dil main halka sa shoor ho raha hay,
- Aapko lakho dosto mai
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Phir Bhi Us Ka Intizar Kerna Kesa Lagta Hai
- Jinho nay khaa rakhi hai kasam mujh ko mitaanay kee
- Dosti agar buri ho, to use hone mat do,
- Wo naam tumhara hay
- ACHA LAGTA HAI
- Leker bahon mai
- Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
- Jo kuch hy DIL main bus bol do
- Duaon ki qaboliat k auqaat
- Chund lamhon mein exam aa jayega
Aakash ke taro me khoya hai jaha sara, Lagta he pyara ek ek tara, Un taro me sabse pyara hai ek sitara, Jo is wakt pad raha hai sms hamara... Good Night ..!
Jaise taron ke sath aakash hai, waise sachi dosti ke sath wishwas hai. Dil ki nazron se dekhogi agar! Hum har waqkt aapke pass hai.
Chandni raat main jab sara jahan sota hai kisi ki yaad main koi badnaseeb rota hai
Thukra k usne mujhko kaha muskura do, Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha.. Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi, Usne khoya woh jo sirf usi ka tha.....!
Thukra ke usne mujhko,kaha ki muskuraao! Main hass diya kiyo ki ,sawal uski khushi ka tha. Maine khoya woh jo mera tha hi nahi, Usne khoya wo jo sirf usi ka tha..
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do, Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko […]
Pira muhabat chi di sok na mani, Maa garza bya dasi lewano sara, Sook chi darta gori pa khuwago strgo, Zaan warta logi kra spelano sara.
Dil me tum Dharkan me tum Asman me tum Zamen me tum Ankhon me tum jahan dekho Tum hi tum Dettol wali aunty sach kehti hain JARASEEM her jaga hote hain.
Shaam udas thi‚ subaah udas thi, kafan me lipti‚ hue meri laash‚ thi, aey mere ghar walo mujhey wahin dafnana, jahan meri aur USKI paheli mulakat thi.
Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai, Khushi jise mile wohi Rota hai, Umar bhar saath nibha na sake jo, Jaane kyun Pyaar ussi se hota hai.
Sab kuch milta hai is jahan mein Saquib Nahin milta to guzra hoa pal nahin milta Kartey rahen ge younhi sairab zameenen In aansoon ko ab koi aanchal nahin milta Ghurbat mein mayyasar kahan khushion ki dilbari Sehra mein kisi ko kabhi baadal nahin milta Kahney ko gham khowar-o-chara saaz hain bohat Amlann kisi ke […]
Aap to chand ho jise sab yad karte hain or hamari kismat to taro jaisi hai, hume yad karna to door.Log apni khawahish ke liye hamare tutne ki fariyad karte hain.
Jahan sawal k badlay sawal hota hay... Wahin mohabbaton ka zawal hota hay. Kisi ko apna banana hunar hi sahih.... kisi ka bun k rehna kamaal hota hay..!
Ek hai asman ka tara , Ek hai sagar ka kinara, Bewafa hai zamana sara, Nasib hai achha hamara, JO mila DOST aap jaisa Pyara..
Roshan roshan din ho sara, roshan tar ho raat Har jaib say ho eid kay din, khushion ki barsaat EID Mubarak
Ho puri dil ki khwahish aapki, Mile khushiyo ka jahan sara. Aap mango ek tara, Khuda de de aasman sara. Happy New Year
Ek sher doctor ki zubani: Hoon main doctor jahan, meri wife hai nurse wahan, Yeh kaisa zulm sehna parh raha hai, mujhe apni wife ko "SISTER" kehna parh raha
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe they hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi
Waqt guzarta raha per sans thami si thi, Muskura rahe thy hum,per ankhon me nami si thi, Saath hamaray jahan tha sara, Per najanay kion tumhari kami si thi
Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai jahan bhi jaoon yeh lagta hai, teri mehfil hai yeh aasmaan, yeh badaal, yeh raste, yeh hawaa har aik cheez hai apni jagha thikane pe kaii dino se shikayat nahi zamane se Yeh zindagi hai safar, tu safar ki manzil hai jahan bhi jaoon yeh lagta […]
Dil main halka sa shoor ho raha hay, Bina SMS Dil bore sa ho raha hay. Kahin aisa tou nahin aik pyara sa doost. GOOD NIGHT kiyay bina soo raha hai.
Aapke lakho dosto mai 1 hu mai, aapko na dikhega wo sitara hu mai, itana to muze bhi yakin hai mere dost, karoge sabse ache dost ki ginati to sabse LAST hai hum...!
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Sath Reh Ker Bhi Usko Na Pana Kesa Lagta Hai Kismat Main Nahin Phir Bhi Us Ko Chate Hai Yun Samjh Ker Kanto Per Chalna Kesa Lagta Hai Ab To Mehfil Main Bhi Humare Liye Tanhaye Hai Ghum Chupa Ker Mehfil Ko Sajana Kesa Lagta Hai Samjhne Per Bhi […]
Jinho nay khaa rakhi hai kasam mujh ko mitaanay kee, Phir bhi unhi say pyaar kar raha hun main, Maloom hai na aayegi kabhi waqt say pehlay, Phir bhi apni maut ka intezaar kar raha hun main,
Dosti agar buri ho, to use hone mat do, Ho gayi to use khone mat do, Aur agar dost ho sabse pyara to use sone mat do, Jagte raho…
Koi chaand sitara hay Koi phool se pyara hay Koi khushi ka ishara hay Koi dil ka sahara hay Tumhai'n itna batana hay Wo naam tumhara hay
Hu to khafa us se, Per jane phir bhi kyo, Na chah kr bhi usko chahna acha lagta hai, Haqeeqat se hu door, Ye mujh ko hai pata, Per jan k anjan rehna acha lagta hai, Qaayil nahi main rone ka phir bhi kabhi kabhi, Tanhai main rona acha lagta hai€¦€¦
Baato baato main dil le jaate ho Dekhte ho iss tarah jaan le jaate ho Adaao se apni iss dil ko dharkate ho Leker bahon mai, sara jahan bhulate ho Happy Hug Day Dear
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy Han wo shaks mohabt ka KHUDA lagta tha kanton bhari shakh nazar aata tha kabi Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata […]
Aj apne dil k derwazy mere liye khol do, Jo kuch hy DIL main bus bol do, Agar Hamara SMS achi nahin hay to ap ko qasam hy . . Isi waqt apna mobile toor do:p
According to HADEES, Duaon ki qaboliat k auqaat, 1.Farz namaz k baad, 2.Azan or aqamat k darmian, 3.Tahajjud k waqt, 4.Barish barastay waqt, 5.Dauran-e-safar, 6.Iftaar k waqt, 7.Jummay k din ek ghari, 8.Shab-e-qadar main, 9.Zam zam peetay waqt, 10.Arfa k din maidan-e-arfat main, 11.Quran ki tilawat k baad.
Lamha Lamha waqt guzar jayega... Chund lamhon mein exam aa jayega... Abhi bhi waqt hai, do line parh lo... Warna pass kya MUNNA BHAI karvaye ga??