You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Ek din bhagwan sharab peeny
Ek din bhagwan sharab peeny
Ek din bhagwan sharab peeny
zameen per aa giya 50 boltle peenay
k baad dukan wala bola
"ap ko charti nahi hay?"
bhagwan: main bhagwan hun
Club wala: charh gaye salay ko :)
Related SMS
- Sharabi ilzam sharab ko deta hai,
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- Wife ne kuch kaha to nahi?
- New Qoumi Tarana
- God ko miss call karna hai
- Suna hai mere baad...
- Mosam shabab ka
- Hindi friendship new year shayari
- 1 line main bol biwi chahiye
- Checking patient at home
- Ramzan aaney wala hai
- Yad kertay hain her sans k baad
- Guzray hain hum kuch aisay muqam say
- 2 din baad ....
- Pathan bola "ZINDAB BAAD!!"
- Wish u a very happy independence day
- Zindagi chahiye mohabbat main
- Apun ko maloom hai k tum wahi milega
- Tumhare rooth jaane ke baad.
- Sardar drinking asli 7up
- Hum Nahi Chahatay
- Hamain maaf farma
- Dard Ka Tajir...
- RAAT hui jab shaam k baad
- Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad
- Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
- Mohabbaton k baad bhi..
- *Nice patriotic story*
- Sardar ki wife inspecter se!
- Mubarak ho EID Ramadan k baad
- Zindagi kehta hai mujhey...
- Dua kon karay ga?
- Ye dil na jaane kya kar baitha
Sharabi ilzam sharab ko deta hai, aashiq ilzam shabab ko deta hai. Koi nahi karta qabul apni bhul, kanta bhi ilzam gulab ko deta hai
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
1 admi doston ki mehfil se raat late ghar gaya dosto ne pucha k wife ne kuch kaha to nahi admi bola nahi kuch khas nahi bus ye 2 dant to mai wesay bhi niklwane wala tha
Aaeen men ek aur tarmeen, Ab new quomi tarana Musharraf sir zameen shad baad, Kishwar-e-Haseen shad baad, Tou nishan-e-corruption aalishan, Arz-e-Musharafstan, Shad bad opposition sari barbad, Musharaf sir zameen ka nizam, atay, gas, bijli ka bohran, Qoum mulk saltant, choudhry paindabad, shad baad, shukat aziz mulk say farar, parcham-e-sitara-e-hilal, Khun main runga sara saal, Bhol […]
1 baccha paida hote hi nurse se bola: "Mobile hai kya ?" Nurse boli - hai, lekin karega kya ? Baccha: kuch khaas nahi, sirf God ko Miss call karna hai.... ki mai zameen par paunch gaya.
Suna hai mere baad ab wo Hansta b nahi hai Badal geya hai ab wo Pehle jaisa Bhi nahi hai Sab keh rahe hain Mujh se lout aao or usay sambhalo K tere baad wo kisi ki Sunta bhi nahi hai
Mosam shabab ka nasha sharab ka parda janab ka aur rang gulab ka in main sab sey haseen to dekho sms parhne wala ¢â‚¬Å“mendak talab ka¢â‚¬Â
Meri Chah Hai Naya Saal Ho Kuch Aisa Na Ho Jisme Koi Kisi Ka Dil Dukhane Wala Duniya Mein Nahi Hain Jinka Koyi Naya Saal Me Ho Unko Koi Gale Lagane Wala Ujadi Huyi Aankhe Jinki Zindagi Me H Andhera Naya Saal Ho Unhe Dubara Sapne Dikhane Wala Tanha Aur Udaas Logo K Aashiyano Mein, […]
Sardar: bhagwan mujhey dard day dukh day tension day mujhey barbaad ker day, meray peechay bhoot laga day. Bhagwan: abay salay aik line main bool biwi chahiye
Ek sheikh doctor k pass gaya or bola k ghar ja ker mareez check karnay k kitnay pesay logay? Doctor:300 rs. Sheikh:chlain doctor sahab. Ghar puhanchay to docor ne pocha k mareez kahan hai? Sheikh: mareez koi nahi hai, Taxi wala 500 mang raha tha
Woh sehri ki noraneyat, Woh iftaar ki rounaq, Woh aasman se rehmat ka barasna, Woh masjidun ka rooh parwar manzar, Woh naikiyon ka jazba, Woh tilawat ki dhoom, Jee han rehmat wala maghfirat wala or azab se nijaat wala mahena "RAMZAN" aaney wala hai, Duaon main yaad rakhna.
Sunehri dhoop barsaat k baad, Thori si hansi her baat k baad, Jaisay aati hay subha her raat k baad, Hum aap ko yaad kertay hain her sans k baad..
Pee hay sharab her gali her may khanay say, Aik dosti si ho gayai hay sharab k jaam say, Guzray hain hum kuch aisay muqam say k, Nafrat si ho gayai hay mohabbat k naam say...
2 Din Baad Aap LAAL, PEELE, HARE, KAALE ho jaoge. Ghabrao Nahi Yaar 2 Din Baad "HOLI" Hai And Remember I Am The First Person To Wish You "HAPPY HOLI"...
1 jinaza ja raha tha bohut say log sath ja rahay thay 1 pathan bhi janazay k sath mil gia kisi nay kaha kalma-e-shihadat pathan bola "ZINDAB BAAD!!"
Halki si dhoop barsat k baad, thori si khushi her baat k baad, Isi tarah mubarak ho aap ko, Jashan-e-azadi 1 din k baad.... Wish u a very happy independence day
Zindagi chahiye mohabbat main, ye ghari doo ghari ki baat nahi,, aap say koi bhi nahi pehlay‚¦ aap k baad koi zaat nahi‚¦.!!
God apun se bola khidhar jane ka jannat ya dozakh? Apun bola dozakh u know apun aisa q bola? Because apun ko maloom hai k tum wahi milega¢â‚¬Â¦..
Royengi ye aankhein muskuraane ke baad, Aayegi raat din dhal jaane ke baad, Tum kabhi naa ruthnaa mujhse ae yaar, Shayad ye zindagi hi na ruth jaaye, Tumhare rooth jaane ke baad.
Sardar G Dukandar Se. 1 Asli 7up Do. 7up Peeney K Baad, Sardar G Ne 6 Dakar Mare Aur 1 Paad Mara. Dukandar Se Bola, Yeh Naqli Hy, 7up Nahe, 6up, 1 Down Hay :p
Shaam-e-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay, Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay..... Phir Naya Waar Sehne Ko taiyyar Hain, Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate..... Aaj Aansoo Bahanay say, Mut Roko, Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay..... Hum Teray Baad Ujray Hon, To bhi Theek Hai, Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate..... . Teray […]
Ey Allah! Mai kamzor hun tu taqat wala hai Ey Allah! Mai ajiz hon tu be-neyaz hai Ey Allah! Mai mangta hon tu Daata hai Ey Allah! Mai mujrim hon tu shahensha hai Tujhe teri shane raheemi-o kareemi ka wasta' Hazrat Muhammad salalaho aleyhe wasalam k sadke muj par karam farma kiyun k mai kisi […]
Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...
RAAT hui jab shaam k baad Teri yaad aayi har baat k baad Hum ne khamosh rah kar bhi dekha Phir bhi teri aawaz aayi har saans k baad
La pila day saqi paymana paimanay k baad, Host ki batain karonga hosh main aanay k baad, Waqt do hi zindagi main guzray hain kathin, Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad
Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha, Kasti ke logo ne samundar ko na dekha. Patthar Mujhe kahta hai mera chaane wala, Mai moom hoo usne mujhe chu ke nahi dekha.
Main usay kaise aikaila chor don is rah main sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi. ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi rafta rafta us ko bhi ye duniya ra'as aa gye muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi […]
*Nice patriotic story* 1 pakistani jo Pakistan se nafrat karta tha, or har waqt problems ki waja se pakistan ko galian deta tha. Us pe 1 din bijli ka taar gir gaya wo tarap tarap k marne hi wala tha k light chali gaye pakistani sari nafrat bhool k khushi bola "Pakistaaaaan Zindabaad"
Sardar ki wife inspecter se! Mera husband ek hafte pehle aalo lene gaya tha abhi tak wapis nahi aaya:-( Inspector bhi sardar tha bola:- to behan kuch or paka lo:-)
Suhani dhoop barsat k baad, Thori si hasi her baat k baad, Usi tarah ho mubarak aap ko, Yeh EID Ramadan k baad. EID Mubarak
Zindagi kehta hai mujhey Mera chahne wala . . . Kya usay Mera aitbaar nahi hai . . . (KIRAN ASGHAR)
1 Din maa se pocha k maa k marnay k baad, dua kon karay ga? Tu maa boli! Samandar sookhnay k baad bhi rait mein nami reh jati hay
Ye dil na jaane kya kar baitha. Mujhse puche bina hi faisla kar baitha. Iss zameen par toota sitara to nahi girta. Aur ye pagal chand se dosti kar baitha.