You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » 1 pathan ko khali msg aaya
1 pathan ko khali msg aaya
1 pathan ko khali msg aaya
Pathan ne usi mobile number per call ker k kaha
!
!
!
!
Woy yaara!
Tumko malum hay?
tumhara mobile ki siyahi
khatam ho gaya hy!
Related SMS
- Pathan ko dost ne khanay pe bulaya
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Hasta basta dil kar diya khali us nay
- Pathan bola "ZINDAB BAAD!!"
- Aap apna Inbox khali rakhna
- Pathan apna rishta dekhnay gia
- Jagti aankho me ek khuwab aaya,
- 1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya
- Shadi me 1 pathan
- Yun meray khat ka jawab aaya...
- Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya
- Air hostess pathan se
- Parrot bola pathan
- 1 pathan ki mout bijli girne se hoi!.
- News reporter & pathan
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- 1 pathan aero plane mein
- 1 pathan ka sir phat gaya
- Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
- 100 pathan aik kashti
- Kya lekar aaya tha?
- Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya
- Majnu ko laila ka sms naheen aaya
- Kaisa machis(matchbox) lay k aaya hai
- Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
- Pathan ki mangni hoi
- Doctor, medicine & pathan
- Pathan darwaza open ker k washroom jata
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Naya saal aaya hai chalo
- A pathan said to his friend
- Pathan's wife bought sweater
- 1 pathan airhostess se
Pathan ko dost ne khanay pe bulaya pathan jub aya to ghar pe tala laga tha or likha tha bewaqoof banay tumko, Pathan ne Hoshiyari dikhai or niche likh dia, "Hum tu aaya hi nahin tha"
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay, Hasta basta dil kar diya khali us nay, Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha, JUDAI mang li ban k SAWALI us nay!
1 jinaza ja raha tha bohut say log sath ja rahay thay 1 pathan bhi janazay k sath mil gia kisi nay kaha kalma-e-shihadat pathan bola "ZINDAB BAAD!!"
Kadam kadam pe hawao se talukh rakhna, Dosti ke naam pe dosti ka asra rakhna. Hamari dosti ki khusbu zarur aayegi. Aap apna INBOX khali rakhna.
Pathan ghar walon k sath apna rishta dekhne gaya Ghar walon ne kaha donon ko akela chor do Pathan:behan g ap k kitne bhai hain? Girl:pehlay 3 thy ab 4 ho gaye hain.!
Jagti aankho me ek khuwab aaya, koi humdard hai mera yeh khayal aaya. chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya, kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya Phir Uski Behan Ka phone Aya, Pathan Or B ziada Rone Laga. Logon Ne Pucha,kya hua? Pathan: Meri Bahan K Abu Ka B Intiqal Ho Gya
Shadi me 1 pathan bohut dair tuk khana kha raha tha, kisi ne pocha kab tuk khao gay? Pathan:me to khud kha-kha k dukhi hon, per kia karon card me likha tha Dinner 7 to 10PM.
Yun meray khat ka jawab aaya... Lifafay main aik gulaab aaya
Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya, Jane kyu aaj tere naam pe rona aaya, Kabhi taqdir ka matam kabhi duniya ka gham, Manzile ishq mein har gaam pe rona aaya...
Air hostess pathan se: Sir aap kia lena pasand karainge? Pathan: Mere lea TAWEEZ wali chai lao. Airhostess:Sir woh taweez nahi TEA BAG hai .... :)
Aik pathan apnay kandhay per aik Pakistani totay (parrot) ko bitha ker jaa raha tha.. Kisi nay pocha:"Yeh kon sa janwar hai?" tota(parrot) bola: "PATHAN"
1 pathan ki mout bijli girne se hoi!. Per uski laash haste hue mili, Farishton ne pocha aisa kion? Pathan:Hum samjha koi hamara photo kheench raha hai :p
News reporter: KHAN SAAB ye batain k plateform par kharay saray pathan kaisay maray? Pathan: aik elan hua k train plateform per aa rahi hai, sub ne patri par chalang laga di. Reporter:Phir aap kaisay buch gaye? Pathan:main khudkushi k liye patri per leta tha, ye elan suna to main plateform per ja ker lait […]
kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
1 pathan aero plane me pilot say headphone cheen leta hai. Pilot says! yeh kia ker rahe ho? Pathan says: Ticket ka paisa hum bhare aur gana tum akela suney:p
1 pathan ka sir phat gaya pathan se Dr. ne pocha:- "khan sahab kia howa ?" Khan:Hum pather se keel thok raha tha, hum ko 1 admi bola khan KHOPRI istimal kero:p
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya, Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai, Exams ke din paper dekh kar yaad aaya, Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?
100 pathan aik kashti me sawar thay k achanak kashti ruk gai . . . or . . . sab doob gaye, kaisay? . . . pathan thay na sub, dhakka deney utar gaye :p
Kya lekar aaya tha? Kya lekar jayega? Mujhe SMS na karke Zalim Tu kitnay Chillar bachayega .....
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis […]
majnu ko laila ka sms naheen aaya, majnu ne 3 din se khana naheen khaya majnu marne wala tha laila ke piyar main aur laila baithi thi sms free honay k intizaar main.
Sardar : Apne bete se bola, Baywaqoof...kaisa machis lay k aaya hai, ek bhi tili nahin jalti. Beta : Kya baat karte ho papa, sab tili test kar k laya hun.
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera
Pathan ki mangni hoi, usey pata chala k uski mangaiter ka kisi se koi affair nahi tha, us nay yeh keh ker mangni tor di k jo kisi aur ki nahi ho saki wo meri kia ho gi?
Doctor: Ye syrup 2 spoon subha, 2 dopahar, 2 raat ko, 3 din tuk lena hay Pathan:apna dawai apna pas rakho hamara ghar me itna chamach(spoon) nahi hy.
Aik pathan jub bhi wash room jata to darwaza khol kar jata. Kisi ne wajah pochi to us ne bataya k usey shak hai k darwaze k neecay wale soorah se use koi dekhta hai
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
A pathan said to his friend: "mujhy smajh nahi aati k log maheena maheena kaisy nhi nahatay? Mujhy to 28vein din kharish hona shuru ho jati hai".
Pathan's wife bought a Beautiful sweater for her husband... She sent it to him by parcel Along with a note ... That said "the buttons of d sweater r removed Since they were too heavy & added To the postage. U'll find 'em In d right hand pocket of the sweater"
1 sardar airhostess se, "Aapki shakal meri biwi si bohut milti hai!" Hostess ne zordar thappar us k mun pe mara.. sardar forun bola:"Adat bhi bohut milti hai"