You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Sardar SMS » Kaisa machis(matchbox) lay k aaya hai
Kaisa machis(matchbox) lay k aaya hai
Sardar : Apne bete se bola,
Baywaqoof...kaisa machis lay k aaya hai,
ek bhi tili nahin jalti.
Beta : Kya baat karte ho papa, sab tili test kar k laya hun.
Related SMS
- Har pal mein rahon tum se khafa kaisa lagayga
- Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
- kaisa pagal hai khud apne bare main pochta hai
- Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- Wo yar hamara kaisa hai ?
- Jagti aankho me ek khuwab aaya,
- Joke kaisa laga ?
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Yun meray khat ka jawab aaya...
- Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya
- Kaisa dard diya hay tumne
- Kaisa hy ye sms zaror dasna
- Ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!
- Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
- Kya lekar aaya tha?
- 1 pathan ko khali msg aaya
- Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Naya saal aaya hai chalo
- Majnu ko laila ka sms naheen aaya
- Aaj kajal jo lagaya to bohut yaad aaya
- Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
- chote log... baray log..
- Sardar ki wife inspecter se!
- Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte
- Doosron ka dil phir woh dukhaya nahi karte
- Awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta
- Memon ka beta & girl friend
- Aik Sardar Apnay Marriage Certificate
- Tu to ghar ja..!
- Sardar garmi lagay to kia kartay ho?
- Sardar 2 doctor
Ban jaon agar tum sa tumhen kaisa lagayga Har pal mein rahon tum se khafa kaisa lagayga Parhtay ho mujhey tum jo namazon ki tarah se hojaon agar tum se qaza kaisa lagay ga tum pyar mein khud ko kabhi mitnay pay ho raazi baj jaye agar pyar saza kaisa lagay ga khud se bhi […]
Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi […]
Wo mujhse meri udasion ki waja pochta he, kaisa pagal he dhalti rat k sannate ki wajah pochta hai, Wo mujhse meri barsati aankhon ki waja pochta hai, kaisa pagal hai barish k barasne ki wajeh pochta hai, Wo mujhse meri pasand k bare me pochta hai, kaisa pagal hai khud apne bare main pochta […]
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis […]
kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
Aye moj-e-hawa,Ab tu hi bata, Wo yar hamara kaisa hai? Jo bhool gaya hum ko kab se, Wo jaan se pyara kaisa hai ? Kia us ko jeewan lamho mein, Koi lamha mera baqi hai ? Kia uski jaagti aankhon main, Meri yaad se phaili udasi hai ? Kia wo bhi meri tarah yun hi, […]
Jagti aankho me ek khuwab aaya, koi humdard hai mera yeh khayal aaya. chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya, kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
u r... A B C D E F G H I J K L A=Aachhe B=Briliant C=Cool D=Dashing E=Emotional F=Fantastic G=Great H=Hot I=Intelligent & JKL=Joke Kaisa Laga.
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Yun meray khat ka jawab aaya... Lifafay main aik gulaab aaya
Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya, Jane kyu aaj tere naam pe rona aaya, Kabhi taqdir ka matam kabhi duniya ka gham, Manzile ishq mein har gaam pe rona aaya...
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
O mere makhna meno yaad rakhna har vely hasna, Koe problem howy ty dasna, kise hor nal na phasna, bus mere nal vasna O mere makhna Kaisa hy ye sms zaror dasna
Agar tum muhammad (s,a,w) ki ummat sey ho Tu Apney kirdaar ko itna buland karo K Doosrey log dekh kar kahain Agar ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya, Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai, Exams ke din paper dekh kar yaad aaya, Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?
Kya lekar aaya tha? Kya lekar jayega? Mujhe SMS na karke Zalim Tu kitnay Chillar bachayega .....
1 pathan ko khali msg aaya Pathan ne usi mobile number per call ker k kaha ! ! ! ! Woy yaara! Tumko malum hay? tumhara mobile ki siyahi khatam ho gaya hy!
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
majnu ko laila ka sms naheen aaya, majnu ne 3 din se khana naheen khaya majnu marne wala tha laila ke piyar main aur laila baithi thi sms free honay k intizaar main.
aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya meri aankh k her ansu pe rone wala aj jab aankh yeh roi to bohat yaad aya jo mere dard ko seene mein chupa lera tha aj jab dard hua mujhe to bohat yaad aya jo meri aankh mein kajal […]
Safar tanha nahin karte Suno aesa nahin karte Chalo tum raz ho apna Tumhain afsha nahin karte Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey Jo pehlay […]
chhote log..!! "PAISE" ki baat karte hain. Bare log..! "TIME" ki bat karte hain..! . . . "KHUBSURAT" log "BAAT" hi nahin karte. . . woh sirf "SMS" Karte hain.
Sardar ki wife inspecter se! Mera husband ek hafte pehle aalo lene gaya tha abhi tak wapis nahi aaya:-( Inspector bhi sardar tha bola:- to behan kuch or paka lo:-)
Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne […]
Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne seene mein, Doosron ka dil phir woh dukhaya nahi karte,
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta. Dr: Aaisa kab hota hai? Sardar: Phone karte waqt.
Memon ka beta apni girl friend k sath date maar ker ghar aaya to baap nay pocha, kitnay paisay kharch karey? Beta: Rs.50. Baap:itne saray kion?? Beta: us k paas itne hi thay.
Aik Sardar Apnay Marriage Certificate ko 1 hour say Dekh raha tha. Begam Booli, Tussi inni Dair Say Kia Dekh Rahey Ho? Sardar Bola, Expiry Date Dekh raha hoon, mil hi nahin rahi :-s
Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya. Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga aur bola: . . . . kambakht main to rasta bhool gaya hun, tu to ghar ja.
Man:Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kia karte ho? Sardar:AC k pas ja k beth jata hon Man:Agar phir bhi garmi lagay to? Sardar:To A/C on kar laita hon :p
Sardar 2 doctr: Mujhey 1 problem hay DR:Kia? Sardar:Bat karty waqt admi dikhai nahin deta Dr:aisa kub hota hay? Sardar:Phone kartay waqt:p