You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Sad SMS » Beywafa nikli
Beywafa nikli
Dil pay chout lagi honto say aah nikli
Jis say mohabat ki wo be-wafa nikli
Related SMS
- Muhabbat khuwab hoti hay....
- Har shaks khudi ki masti main
- Dekh ke aapko har kali gungunane lagi
- Kya khabar tum ko dosti kya hai
- Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko
- Wafa dil ko dukahati hai.
- Naye Varssh Ke Subh Avasar Par
- Chum Cham Cham . . . .
- Logon k sab sawalon ka jawab ho tum
- Tujhey be-wafa bana dia
- Uske honto ki khamoshi bhi..
- tum say kahnay
- Bewafa waqat se wafa mange
- Lovely hindi new year shayari msg
- Dil me har raaz daba k rakhte hain
- Anmol na thay..!
- Baba Nay Mujhey Chalna Sikhaya
- Valentine's Day Shayari
- Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe
- Kisi na kisipe aitbar ho jata hai
- Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay
- Bohut bohat EID MUBARAK
- Kitna bebas hai insaan kismat ke aage
- Dastan sunate to mehfil ko rula dete
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- wife di mout ki khabar sun ker
- Socha yaad na kar k thora tadpaye unko
- Watan hamara misaal mohabat ki
- Sheikh ki beti ka operation
- Saza khoob mili tum say dil laganay ki
- Jagti aankho me ek khuwab aaya,
- Paani k bulbule sa hai mera pyar
- Shama kehti hai muje banaya kisne
Mohabat khawab hoti hai, Mohabat baat hoti hai, Ager koi pooch bethey to mohabat raaz hoti hai, Machalti hui umangon ka sohana saath hoti hai, Ager koi dhondna chahy to mohabat nayab hoti hai, Mohabat yun b hoti hai kurbay zaat hoti hai, Mohabat phool hai shayid! Ghamon ki dhool hai shaid! Ksi ka saath […]
Alfaz k jhoote bandan main Raz k gheray pardon main har shakhs Mohabat karta hai halan ke mohabat kuch bhi nhin sab jhoote Rishte nate hain Sab dil rakhne ki batein hain sab asli roop chupate hain ehsas se khali log yahan lafzon k teer chalatey hain ik bar nazar main aa kar wo phir […]
Chamkte chand ko neend ane lagi, Aapki kushi se duniya jagmagane lagi, Dekh ke aapko har kali gungunane lagi, Ab to phenktay phekntay mujhe bhi neend ane lagi, Goodnight
Kya khabar tum ko dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khwahishon se bhara jazeera bhi hai Bohat anmol ek heera bhi hai Dosti ek haseen khwab bhi hai Pass se dekho to sarab bhi hai Dukh milne pe yeh azaab bhi hai Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai Dosti yoon […]
Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko ‚ Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko ‚ Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi Jo mila hay woh mila […]
Wafa ka naam na lo yaron, Wafa dil ko dukahati hai. Jub bhi Wafa ka naam lete hi, hume ek bewafa ki yaad Aati hai
Dinn Beeta Andhera Huaa, Ghadi Ki Suiyaa Sarkane Lagi, Naya Saal Aatee Hi, Aapke Ghar Khusiyaa Barsane Lagi, Naye Varssh Ke Subh Avasar Par, Dil Se Duaa Hajaar Mile, Tum Mujhe Miloo Miliniyam, Mujhko Tumharaa Pyar Mile
Chum Cham Cham . . . . Musharraf ki chhaliya Nawaz Shareef ka paan Chal mere Zardari Liaqat Bagh, Liaqat Bagh ki pehli gali Benazir ko goli lagi Sari dunya roney lagi Rotey rotey bhook lagi Hmare Mulk mein Atta nhi Gillani tmhare nana nhi Shaukat Aziz gae DILLI DILLI se lae Billi Billi ne […]
Meri nigah-e-kamal ka intikhab ho tum, Wafa k pholon main haseen gulab ho tum, Log kehte hain doston main wafa nahi hoti, Logon k sab sawalon ka jawab ho tum...
Aaj achanak teri yad ny rula diya Kya karon tum ny jo mujhy bhula diya Na karty wafa to na milti ya saza Meri wafaon ny tujhy be-wafa bana diya.
hum karen baat daleelon se to rad hoti hai, uske honto ki khamoshi bhi sanad hoti hai
tum say kahnay kay liaay bay-qarar hain hum such tumharay hi talab-gaar hain hum waqat milay to kabhi mil ker dekhiay such baray hi milansar hain hum sath wafa say nibhaay gay hum such baray wafa-daar hain hum
Bewafa waqat se wafa mange, Chhod! e dost tu e kya mange ! Doston se bhi dil nahi barham, Bas isi zurm ki saza mange ! Maut aaye to zindagi chahe, Zindagani me jo kaza mange ! Be-hijabi bhi be-wafayee hai, Aayeena parda-e-wafa mange ! Ab to khud ko mita liya hamne, Aur kya ab […]
Dil se nikli dua hai hmari, zindgi mein mile apko khushiyan sari, gham na de khuda apko kabhi, chahe to ek khushi kam karde hamari. HAPPY NEW YEAR TO U
Dil me har raaz daba k rakhte hain, Honto pay muskan saja k rakhtey hain, Ye duniya sirf khushi main saath deti hay, Is liye hum apne aanso chupa k rakhte hain...
ankhon me jo tehreerain theen! honto pay vo bol na thay... Hum thay us k pyar k aashiq! Bas hathon mein kashkol na thay... Hum ne us ko toot k chaha! ye us ka haq tha lakin... Wo b hum ko toot k chahey! Hum itnay "ANMOL'' na thay....
Mujhey Mohabat Hay Apney Haath Ki Sub Ungaliyoon Say Naa jaaney Kiss Ko Pakar K baba Nay Mujhey Chalna Sikhaya LOVE U PAPA Happy Father Day!'
Tere Naam Ko Honto Pe Sajaya He Mene Tere Ruh Ko Apne Dil Me Basaya He Mene Dunya Tumhen Dhondte Dhondte Ho Jaye Gi Pagal Dil Ke Aise Kone Me Chupaya He Mene.
Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe, choo k na guzre gham ki hawayein tujhe. Mera kya hai mein khak bhi ban jaun, meri mitti bhi degi duayein tuje.
Kisi na kisipe aitbar ho jata hai, Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, Khubiyo se nhi hoti mohabat hamesha, Khamiyo se b aksar pyarho jata hai
Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay bhalay kitni bhi mushkil ho magar aisa nahi kartay mohabbat mein shikayat ka kahin dastoor hota hay gila kar kay mohabbat ko kabhi ruswa nahi kartay wafa'ain dar haqiqat mein bari anmol hoti hain kabhi apni wafa'aon ka sila maanga nahi kartay
Khushyon k is pur masarrat moqay per bohut bohat EID MUBARAK dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k... Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon ki zindagi ko khushion Rehmaton aur kamiyabi say bhar day, her gham,dukh aur dard ko aap sab say door.... bohut door ker day...Ameen
Kitna bebas hai insaan kismat ke aage, kitne door hai sapna haqiqat ke aage, koi ruki hui dhadkan se puche, kitna tadapta hai dil mohabat ke aage..!
Koe mila hi nahi jis ko wafa date. Her ik ne dokha diya kis kis ko saza dete. ye humara zarf tha k khamosh rahe dastan sunate to mehfil ko rula dete.
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Sardar1 : Bara dukh howa si teri wife di mout ki khabar sunker, wase hoya ki si? Sardar2 : Goli lagi si matthe vich. Sardar1 : Shukar rabb da ankh bach gai.
Socha yaad na kar k thora tadpaye unko, kisi aur ka naam ley kar jalayain unko. Par koi chot unko lagi to dard hame hoga, ab koi ye bataye k kis tarah satayein unko.
Watan hamara misaal mohabat ki, Todta hai deewaar nafrat ki, Meri Khush naseebi, mili zindagi is chaman mein Bhula na sake koi iski khushbo saton janam mein. Happy Independence Day!
Ek sheikh ki beti ka operation hua Doctor ne kaha pathri nikli hai Sheikh bola lao mujhay do Doctor ne kaha woh kya karo gay Sheikh bola itni mehngi mili hai bechoon ga.
Saza khoob mili tum say dil laganay ki, Nazar lagi hay meray pyaar ko zamanay ki.. Ab to qabar main say bhi nikal k kehtay hain meray haath, Hamain tou hasratain reh gayain tum galay laganay ki
Jagti aankho me ek khuwab aaya, koi humdard hai mera yeh khayal aaya. chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya, kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi, To mere pyar ko bay hisaab pao gi, Paani k bulbule sa hai mera pyar, Zara si thees lagi to dhundte reh jao gi.
Shama kehti hai muje banaya kisne, jis jis ke hath lagi muje jalaya usne, wo shama kya jise koi jalane wala na ho, wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho...