You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Shoq Mohobbat Ka Ab Tak Na Choota
Shoq Mohobbat Ka Ab Tak Na Choota
Ek Bar Nahi Yeh Dill Sou Baar Hai Toota...
Par Shoq Mohobbat Ka Ab Tak Na Choota... :P :*
Related SMS
- Maha ko dieting ka shoq tha
- Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna
- Baar baar yeh din aaye,
- Mera wohi mizaj wohi zoq hoga
- Boy and Girl in Hotel
- Ye dil na jaane kya kar baitha
- Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon
- Pura din guzarane ko hai dost
- Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte
- Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein
- Barishun se adab-e-mohabbat
- Un PHULO se kya dosti
- Dhoop hoti hai suraj sey
- Jab tum is duniya se jaoge
- Lips pe infection
- Ek baar le lo baahon mein Saajna
- Muhabbat Mar Nahi Sakti
- wo Hazaar Parda-Nasheen Sahi
- khush insan
- To kia howa ?
- Mera RUB ibadat k layaiq hai
- kuch din main kai baar kertay hain
- Sadion say jaagi aankhon ko ...
- Hindi New year sms in advance
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- Phulon se khoobsurat koi nahi.
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Totay howay paimanay main jaam nahin aata
- Behiss hai yahan loag, bhala soach kai karna
- Susti bhare jism ko jagate kyun nahi
- Yeh zara zara si baat per,Tarha tarha ka azaab kiyon?
- Promise Day Msgs
- Oye KHANA KHUL GAYA
Maha ko dieting ka shoq tha mamal e ae Sufi sufi pe atmad jo tha subah hoi to na SUFI tha na MAHA 3 sal baad maha mili sath Habib or Sultan bhi thay Dekha sufi ka kamal.
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay […]
Baar baar yeh din aaye, baar baar yeh dil gaaye, tu jiye hazaro saal, yehi hai meri aarzoo, Happy Birthday To You !!!
Mein woh nai k shaadi hoi or badal gia, Mera wohi mizaj wohi zoq hoga, Shade se pehle bhi mujhe shadi ka shoq ho ga, Shadi k bad bhi mujhe shadi ka shoq ho ga:p
Boy : main last baar puchh raha hoon , tum mujhse shaadi karogi ?? Girl : Nahi Boy : Soch Lo Girl : Keh Diya na Nahi Boy : Waiter , Bill alag-alag lana
Ye dil na jaane kya kar baitha. Mujhse puche bina hi faisla kar baitha. Iss zameen par toota sitara to nahi girta. Aur ye pagal chand se dosti kar baitha.
Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay
Badal garaja magar barsaat nahi aayi, Dil dharka magar aawaz nahi aayi, Pura din guzarane ko hai dost, kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi?
Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne […]
Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein Hasrat Hai Tumhari Deed Karein Kuch Dair To Dil Ko Chain Miley Kuch Roz To Mun K Phool Khiley Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein Tum Se Yeh Aik Guzaarish Hai Yeh Apney Dil Ki Khuwahish Hai Ik Baar Milo , Ik Baar Milo, Har Baar Yahi […]
in barisho se adab-e-mohobbat seekho faraz, agar ye ruth b jayen to barasti bohot hian
Un PHULO se kya dosti karoge.. Jo ek bar 'KHILE' or 'MURJA' jaye, dosti 'HUM' jese 'KANTO' se karo jo 1 bar CHUBHE' aur baar baar yaad aye...
Dhoop hoti hai suraj sey, jalna zameen ko partaa hai, mohobbat hoti hai aap sey, tarapna hum ko parta hai..
Jab tum is duniya se jaoge, Door kahin ek naya janam paoge, Is baar jo hua bahut bura hua, Agli baar tum ek lambi pooch aur chaar taang paoge.
Lady: Doctor mere lips pe infection hogaya hai. Doctor: KISS kitni bar karti ho? Lady: Saal main 1 baar! Doctor: Infection nahi "ZANG" lag gaya hai.
Man hi man karati hu baatein Dilki her ek baat kah jaati hu Ek baar le lo bahon mai ab to sajna Yahin her baar kahte kahte, ruk jaati hu!!! Happy Hug Day 2020
Puranay Raabton Ko Phir, Naye Waaday Ki Khwaish Hai Zara Ek Baar Phir Keh Do, K Muhabbat Mar Nahi Sakti
Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi Wo Nigah-e-Shoq se Door hai, Rag-e-Jaan se laakh Qareeb Sahi Hamain Jaan deni hai ek din, wo kisi tarah wo Kahin Sahi Hamain Aap khinchey Daar per. Jo nahi koi to Hum hi Sahi Sar-e-Toor ho, Sar-e-Hashar ho, Hamain Intizaar Qabool hai Wo […]
Duniya me 3 insan khush hote hai 1 jise sacha pyar milta hai Dusra jise achha yaar milta hai teesra jise mera msg baar baar milta hai Kyu aa gai na (smile)
Toota hai meray pyar ka bandhan to kia howa Barsa hay meri aankh se saawan to kia howa Yun bhi to saari duniya se kat kar jiya hon main, Tu bhi howa hai ab mera dushman to kia howa, Seenay mein dard aankh mein aansu sajay to hain, khali hay teray pyaar se daman t […]
Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin tijarat hai. Main dozukh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai. Main ibadat sirf iss liye karta hon k mera RUB ibadat k layaiq hai. (Hazrat Ali)
kuch log sari raat karte hain kuch log bar baar kertay hain kuch din main kai baar kertay hain kuch bas 2, 4 ghante kar k so jate hain . . . . . . Tub jaa ker hota hai unka mobile charge :p
Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay aa jao Mana k tum ko pyar nahi nafrat hee jatanay aa jao Jis mor pay hum ko chor gaye hum baithay ab tak soch rahay Kya bhool hui kyou juda huway bus yeh samjhanay aa jao Har lamha teri furqat mein hum tarsay rahay Meri manoo […]
Hum Aapke Dill Main Rahte Hain! Saare Dard Aap Ke Sahte Hain Koi Hum Se Pahle “Wish” na karde aapko! is liye Sub se pehlay “Happy New Year” Kahte hain
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
Phulon se khoobsurat koi nahi. Sagar se gahara koi nahi. Aab aapki kya tarif karu... Dost me aap jaisa... Nalayak koi nahi!
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Totay howay paimanay main jaam nahin aata, Ishq k mareez ko araam nahin aata, Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota, Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.
Behiss hai yahan loag,bhala soach kai karna.. Is doar main logoon sai wafa soch kai karna ik baar jo rothey,to mana tum na sakhoo gay, hum jaisai diwanoon ko khafa soch kai karna Gul shaakh sai bichrai to kahin ka nahi rehta Tum zaat mere khud se juda soch kai karna.
Susti bhare jism ko jagate kyun nahi, Uth kar sab k saamne aate kyo nahi, Msg bhi tumhara smell marta hai, Thodi himmat kar k NAHATE kyun nahi...
Yeh zara zara si baat per, Tarha tarha ka azaab kiyon? Jo kisi say bhi khafa na ho, Mujhey us khuda ki talash hai. Mujhey laghzishon pay her ghari, Koi tokta hay baar baar. Jisay ker k dil ko dukh na ho, Mujhey us gunah ki talash hai, Bina Humsafar k kab talak, Koi musafaton […]
Mohabbat Dill, Jaan, Rog, Soz Hoti Hai Mohabbat Sog, Sham, Raat Hoti Hai Mohabbat Jhilmilati Aankh Men Barsaat Hoti Hai Happy Promise Day
Ae insan zara soch wo kon sa waqt hote he jab Bhai Bhai ka nahi Beta Bap ka nahi Maa Beti ki nahi HOti? Jab SHADI haal me awaz aati he "Oye KHANA KHUL GAYA"