You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Sad SMS » Zakhm too rakhta hoo lakin
Zakhm too rakhta hoo lakin
Girti hoi dewar ka humderd hoon Lakin
charty hoy sourg ki prus-thish nahi karta
humdard e ehbab se drta hoo lakin
zakhm too rakhta hoo lakin nooma'ish nahi karta
Related SMS
- Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon
- Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon
- Main Roi To Nahi Hoon......
- lab pay atee ha dua ban kay tamana maire
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
- Kese Bhool Gaya WO
- Banda To Begharat Tha
- Juda honay se darta hoon
- Hindi Promise Day Greetings
- Baahon me teri rehna main din raat chahta hoon.
- Aaj aap k paas aaney ko G karta hai
- Mera RUB ibadat k layaiq hai
- Har ek lamha naya ik imtehan hai
- Tumhain koi yaad karta hay
- Mushraf ki niyat
- Badla Lena Meri Fitrat Mein Nahin SAAQI,
- Ulfat main kha'ay zakham jab say
- Tumhain dekh ker eid kerta hai koi
- 1 takleef de skata hon?
- K lab jab bhi kholta meri guftugu karta
- What does ILU means?
- Essay on my best friend
- Taras gaye aapke deedar ko
- Mujhey chornay ka faisla
- Boy and Girl in Hotel
- Har waqt tum ko yaad karta hu
- Jagti aankho me ek khuwab aaya,
- Judai mein ye roz roz ka marna
- Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha.
- Katoon si chubhti hai Tanhai
- Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein
- Tumhara chand sa chehra..
Main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main apne javen ka her aik pal tumharay naam karta hoon, Samait sako gay na jisay tum ta qayamat, Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon.
Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay
Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab Aksar Phail Jata Hai Tum To Jantey Ho In Dino Bohat Hi Thand Hoti Hai Tab Hi Hai Surkh Meri Naak Main Roi To Nahi Hoon...... Kaha To Hai Yunhi Buss Bheega Hai Aanchal Ka Kona Choro Tum Fiker Mat […]
Aishwaria Rai, Preety Zinta, Kareena Kapoor in teenon main se kise ko hona ho ga maira zaroor main janta hoon nahi ha itni ooqaat maire lakin, lab pay aati ha dua ban kay tamana maire
Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta
Iss baar kuch aisa mein chahta hoon Tum ko apna banaana chahta hoon Bhula kar apne sab gham Tumhe dilse apnana chahta hoon Tumhe tumhari ijazaat se Apne dil mein basana chahta hoon Apne naam k saath joar kar tumhara naam Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane Tumhe […]
Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere bin Dosto se kaha karta tha wo b, Kiya ye b ji sakta hai mere bin Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein khud ko tanha samjta tha wo mere bin Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan tasawar me wo […]
Hamesha Ache Aur Tameez Wale SMS He Karna Take Jab Ap Maro To Loog Kahin.. k . . . . . . Banda To Begharat Tha Lakin SMS Ache Karta Tha..
Lahoo ronay se darta hoon , juda honay se darta hoon , Meri aankhain batati hain k main sonay se darta hoon .. Meri unggli pakar laina mujhe tanha nahi karna, Ye dunya aik maila hai tumhain khonay se darta hoon... Jo hansti ho tu kyun palkoon k goshay bheeg jatay hain , Tumhain maloom […]
Kiya Tha Wada Aane Ka Lakin Aap Nibhana Bhul Gaye Aag To Laga Di Mere Dil Mein Lakin Bhujana Bhul Gaye Happy Promise Day
Dekha hai jab se tumko, mera dil nahi hai basme Jee chahe aaj tod doon duniya ki saari rusmein Tera haath chahta hoon, tera saath chahta hoon Baahon me teri rehna main din raat chahta hoon. Happy Hug Day Sweetheart
Tamam gham bhool janey ko G karta hai aaj, Muskuranay ko G karta hai, Bohut G liiye sahare aap ki yadoon k, Aaj aap k paas aaney ko G karta hai
Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin tijarat hai. Main dozukh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai. Main ibadat sirf iss liye karta hon k mera RUB ibadat k layaiq hai. (Hazrat Ali)
Har ek lamha naya ik imtehan hai, bohut na-meharban yeh aasman hai, Dilon per barf girti ja rahi hai, Badan ka tajziya bhi raiga hai, main us say baat karna chahti hon, batao to sahi woh ab kahan hai, Anaa ki rait shamil ho gayai hai, Hawa say guftugu ab raigan hai, Mujhey is ka […]
Usy ye baat samjhao tumhain koi yad karta hai, kabhi to milne ajao tmhy koi yad karta hai. Hamare sheher se jab tm gye thy hum ne na roka, hamare dil se mat jao tmhy koi yaad karta hai. Tumhare naam ki har shay wahin mojud hai lekin, kabhi khud bi chale aao tumhe koi […]
Mushraf ki niyat "Niyat karta hoon 2 molvi marne ki. 6 rocket fire farz. Wasty bUSH uncle k. Muon mera Jamia hafza ki tarf"
Main Lamhon Ko Waqt Ki Pukaar Deta Hoon..! Isi Lagan Mein Kayi Shaamein Guzaar Deta Hoon..! Main Yunhi Her Aik Se Be-Rabt Nahin Milta, Her Aik Shakhs Ko Us Ka Mayyaar Deta Hoon..! Main Gham Ki Kashti Ko Dabona Nahin Chaahta, Bojh Barrh Jaye To Kuch Utaar Deta Hoon..! Khushiyan Koi Maangey To Muft Deta […]
Ulfat main‚ kha'ay zakham jab say, Chaine se nahi reh paata hoon main, Aaj bhi apne me bahut, Teri kami paata hoon main.
Aye Chand¢â‚¬Â¦ Jab wo teri tarf dekhain Toh unhain kuch yaad delana Phir chupkey se un k pass jana Aur kehna¢â‚¬Â¦.! Tumhain koi yaad karta hai. Teri umeed karta hai kohi Ajj bhi tumhain dekh kar Eid karta hai koi.
A lucknowi nawab meets sardar. Nawab: Janab kya main apko ek takleef de sakta hoon? Sardar: O kutty hath to laga, daikh tujhy zalel kese karta hon
Kash koi aisa ahal-e-dil hota jo meri arzu karta, Khoo jati agar main kahin, to meri justuju karta, Mein us kay zehan-o-dil main kuch is tarah sama jati, K lab jab bhi kholta meri guftugu karta,
What does ILU means? I= I L= Love U=Urdu so I love urdu... tum kya samjhey they... I love ullu.. to haan mein tum say bhi pyar karta hoon
Bubblo nay ENGLISH k paper k liye "MY BESY FRIEND" ka essay tayar kia lakin paper mai "MY FATHER" ka essay a gaya. Ab us nay socha k "MY BEST FRIEND" ka essay he likhta ho lakin FRIEND k jaga FATHER ka word likh don ga. Ab ESSAY kuch u tha. "Father are everywhere but […]
Taras gaye aapke deedar ko, Dil phir bhi aap k liye dua karta hai, Hum se to acha aap k ghar ka aaina hai, Jo rooz aapko dekha to karta hai...
Mujhe Chhorne Ka Faisla To Roz Karta Hai Wo Shakhs! Magar Us Ka Bas Nahi chalta Meri Wafa Ke Saamne....!!
Boy : main last baar puchh raha hoon , tum mujhse shaadi karogi ?? Girl : Nahi Boy : Soch Lo Girl : Keh Diya na Nahi Boy : Waiter , Bill alag-alag lana
Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum mujhse khafa ho, Main tumhi pai to marta hu. I love you
Jagti aankho me ek khuwab aaya, koi humdard hai mera yeh khayal aaya. chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya, kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
Dil to karta hai zindagi ko kisi qaatil k hawalay kar doon SAAHIL Judai mein ye roz roz ka marna mujhay acha nahi lagta
Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyun akela hoon,Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha....?
Katoon si chubhti hai Tanhai Angaroon si sulagti hai Tanhai Koi aa kar hum dono ko hunsa de Main rota hoon rone lagti hai Tanhai Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai Main nahi sota sone lagti […]
Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein, Tumhain bhula k ek Duniya basana chahta hoon mein, Magar naa jane kyun nikal aate hai Aansu, Jab bhi tumhe bhulana chahta hoon mein.
Fizaoo main rang bharta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe bechain karta hai tumhara chand sa chehra... Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela... Meri khatir sanwerta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain... Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chand sa chehra... Koi chehra […]