You are here: SMS4Smile » Love SMS » Dekho Meri Aankhon
Dekho Meri Aankhon
An Urdu verse for someone who says no one has touched their heart. The footprints in the message tell a very different story.
Dekho Meri Aankhon Mai Khawaab Kis k Hai,
Dekho Mere Dil Mai Toofan Kis k Hai,
Tum Kehte Ho Mere Dil Ke Raste Se Koi Nahi Guzra,
To Phir Yeh Pairon Ke Nishan Kiske Hain..
Related SMS
- Jo meri aankhon se Khuwab dekho
- Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho
- Aankhon aankhon main
- Dil Se Dil Lagakar To Dekho
- Nigahain nigahon se mila kar to dekho
- Aayi hai diwali dekho
- Meri seerat ko talaash ker
- Aankhon me tumhe dekh k pehchaan na le.
- aap k chehre pe udaasi aankhon mei nami hai....
- Sadion say jaagi aankhon ko ...
- Apni hath ki lakeron ko mat dekho
- Jahan dekho, tum hi tum
- Naa jaane Ashq se Aankhon
- Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do
- Bund aankhon me nazar aayenge
- Khuli aankhon se sari umar dehka
- Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya
- Nashili aankhon sey woh jab hamein dekhte hain
- Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- Jiss din band ho gayi meri Aankhein
- Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai
- Meri har ek dhakan aap ke liye hai
- Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do
- Jahan meri aur USKI paheli mulakat thi
- Jab meri dua qubul hoti hai
- Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee
- Meri taqdeer
- Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua
- Meri Zinadagi
- Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do
- Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do
- Ab meri rafaaqat ko tarasta bhi wohi hai,
Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay K Laakh Chaho Na Hans sako gay Hazaar chaho na Ro Sako gay' K Khuwab kya hain Azaab Hain yeh Mere Dukhon ki kitaab hain yeh Rifaqatain In main Chotti hain Mohabbatain in main Roothti hain Pinapti Hain In main Vahshatain […]
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho.! Tera wada bhi na siyasi ho, Ab fazaon mein na udasi ho! Chuu k qadmon ko her khushi guzray, Kash ab yun hi zindagi guzray! Tum meray sath meray din meri raaton main raho, Meri aankhon main raho […]
Guzar gaee raat aankhon aankhon main Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main Sadiyoun say piyaasi thee mohabbat Ho gaee bersaat aankhon aankhon main Mil na saka tha dil kabhi dil say Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main Ahad-e-wafa or qasmoon ki bhi Ho gaee shuruaat aankhon aankhon main Day diya dil aik doojay ko Ho […]
Promises to call and text every day — just as soon as you settle my phone bill first. Dil Se Dil Lagakar To Dekho Hamari Yaadon Mein Aansoo Bahakar To Dekho SMS To Kya Call Bhi Karoonga Ek Baar Mere Mobile Ka Bill Chukakar To Dekho
Nigahain nigahon se mila kar to dekho, naye logo se rishta bana kar to dekho, hasratain dil me dabane se kya faida, apne hoton ko hila kar to dekho, asmaan simat jayega tumhare agosh me, chahat ki bahen phaila kar to dekho
Festive Hindi Diwali SMS about spotting lit diyas everywhere you look — the whole world is glowing today. Aayi hai diwali dekho Sang layi khushiya dekho.. Yehan wahan jahan dekho Aaj deep jagmagate dekho *Happy Diwali*
Meri taqdeer se pooch meri qismat ka faisla. Meri muskurahat pe na ja mere dard ko talaash ker Meri aankhon se pooch mere intizaar ki inteha. Mere itminaan pe na ja mere sabr ko talaash ker Mere pyar se pooch mere pyar ka aalam. Meri soorat pe na ja meri seerat ko talaash ker
Bheeg jaati hain meri palkein jab tanhai main Dar lagta hai, koi wajah jaan na le. Dar to yun bhi lagta hai k koi meri Aankhon me tumhe dekh k‚ pehchaan na le.
Plays up a friend's sad expression and teary eyes as deep concern — then diagnoses it as an iodine deficiency and prescribes table salt. aap k chehre pe udaasi aankhon mei nami hai.... aap k chehre pe udaaaaaaasi aankhon mei nami hai.... NATIONAL NAMAK istamal karo aap mein IODINE ki kami hai!
Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay aa jao Mana k tum ko pyar nahi nafrat hee jatanay aa jao Jis mor pay hum ko chor gaye hum baithay ab tak soch rahay Kya bhool hui kyou juda huway bus yeh samjhanay aa jao Har lamha teri furqat mein hum tarsay rahay Meri manoo […]
Kitno ki taqdeer badalni hai tumhein Kitno ko rasto pey lana hai tumhein Apni hath ki lakeron ko mat dekho In lakeron say agay jana hai tumehin
A romantic "you're everywhere" SMS deflated when a Dettol hygiene ad points out that germs are, in fact, also everywhere. Dil me tum Dharkan me tum Asman me tum Zamen me tum Ankhon me tum jahan dekho Tum hi tum Dettol wali aunty sach kehti hain JARASEEM her jaga hote hain.
Naa jaane Ashq se Aankhon mein kyun hain aaye hue, Guzar gaya hai Zamana tujhe bhulaaye hue.
A Roman Urdu poem that starts romantic and ends with a request for housework. Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do, Ik benam si mohabbat mere naam kerdo, Ik subha ko milo aur shaam kerdo, Aur sham tak mere ghar ka sara kam kerdo,
Aansuon mein na dhoondna hamein, Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to bund aankhon me nazar aayenge!!
Khuli aankhon se sari umar dehka, Ek aisa khowab jo apna nahin tha, aaj tak woh shahks dil mein haiiiii, K jo us waqt bhi mera nahin tha...
Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya, Mitti ke motioyn ko bikhrane naa diya, Jiss raah par pade tere kadmon ke nishan, Uss raah se kissi ko guzrane naa diya.
Nashili aankhon sey woh jab hamein dekhte hain, hum ghabraa kar ankhen jhuka laitay hain, kaun milaye unn ankhon se ankhen, suna hai wo ankho se apna bana laitay hain...!
Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia […]
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
Jiss din band ho gayi meri Aankhein, Kayi Aankhon se uss din aansu barseinge, Jo kehte hai bahut bolta hai, Kabhi wohi meri Aawaz sunne ko tarseinge.
Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai, Har ek adaa bhi teri meri Aankhon mein hai, Tu bhaley hi bhula dey mujh ko, Teri jagah aaj bhi meri Yaadon mein hai.
Every heartbeat, every smile — all for one person, with a life now spent waiting for them. Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do, ik benam si mohabbat mere nam ker do, ik subha ko milo aur shaam ker do, Aur sham tak mere ghar ka sara kaam ker do:p
Shaam udas thi‚ subaah udas thi, kafan me lipti‚ hue meri laash‚ thi, aey mere ghar walo mujhey wahin dafnana, jahan meri aur USKI paheli mulakat thi.
A Roman Urdu reflection on dua: happy when answered, even happier when not — because both outcomes are Allah's will. Jab meri dua qubul hoti hai to mai khush hota hu k is me meri RAZA hai, or jab meri dua qubul nahi hoti tab me aur ziyada khush hota hu k is mai ALLAH […]
Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee, mager us din bohot daer ho jai gee , tum milna chaho gee mager mujh ko daikh na pao gee, tum dhoondo gee mujhe mager daikh na pao gee, tum tarpo gee meri yaad main or aansoo bahao gee. mujhe daikhe bina ik pal bhe […]
A brief, resigned couplet about the cruelest trap — a fate written by your own hand that you're completely powerless to change. Mere hi hathon pey likhi hai taqdeer meri, aur meri hi taqdeer par mera bus nahi chalta
No one has remembered him in a long time — the heart is quiet now, like a cloud that's already rained itself out. Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua, koi hai hairan to koi tarsa hua. Is tarah khamosh hain ye dil ye aankhe meri, Jaise khamosh ho koi badal barsa hua.
Mujhy bekhudi ki hai arzoo Mujhe qurbaton ka kumar dey Mery ang ang mei youn uter K mujhi mein khud ko utar de Tu jo rug rug mein bus gea Tu hai dorion ka jawaz kiya Meri zindgi mery pass aa Meri bekhudi ko qarar de Hai nazar nazar teri joostaju Tu meri wafa ki […]
Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do, 1 bay naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do, Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do
A playful request: just look stunning when you step outside — you'll stun the whole neighborhood and that's enough. Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do, 1 bay naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do, Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar […]
Ankhein bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai aur soch ke aangan mai utarta bhi wohi hai, Jis nay mere jazbon ki sadaaqat ko naa jana ab meri rafaaqat ko tarasta bhi wohi hai, Is dil ke kharabe se guzar kis ka hua hai ankhein bhi wohi hont bhi wohi lehja bhi wohi hai, Jo […]