SMS / Text Messages

Maha ko dieting ka shoq tha

Maha ko dieting ka shoq tha
mamal e ae Sufi
sufi pe atmad jo tha
subah hoi to na SUFI tha na MAHA
3 sal baad maha mili
sath Habib or Sultan bhi thay
Dekha sufi ka kamal.

kis kis ko sms karon

Is dil main taranay bohat hain,
Zindagi main bahane bohut hain,

Kis kis ko "sms" karon,
Is NAA.CHEEZ k deewane bohut hain

Pakistan ne jo atom bomb

Teachers: Bachon batao pakistan
ne jo atom bomb india pe phenka tha
aur India ne use pencil bana dia
uska naam kia hay ?

STUDENTS:-
(ADNAN SAMI) :-p

Memon ka beta & girl friend

Memon ka beta apni girl friend
k sath date maar ker ghar aaya
to baap nay pocha,
kitnay paisay kharch karey?
Beta: Rs.50.
Baap:itne saray kion??
Beta: us k paas itne hi thay.

Main maa Bannay wali hoon

Premika premi se: main maa Bannay wali hoon.
Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho.
Premika: haan
Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari
Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar k
tumhari maan banane wali hoon..

Ek din bhagwan sharab peeny

Ek din bhagwan sharab peeny
zameen per aa giya 50 boltle peenay
k baad dukan wala bola
"ap ko charti nahi hay?"
bhagwan: main bhagwan hun
Club wala: charh gaye salay ko :)

Jo jita wo sikandar

jo jita wo sikandar
jo haare wo jail ke Ander,

jo sms bheje us ko jadu ki jhappi,

jo na bheje usko
BANDAR ki pappi.....

*****
((@..@))
( * )